Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading.dear members aaj hm apni post mein trends k bary mein baat krein gy.
Price action :
Price Action eik asa structure hota hy, jis mein ap market ke judgement krny k liye indicators ko use nahi krty, or market ke movement ko neglect chart ke shape mein understand krna learn krty hain agr ap es ko achi trha understand kr lty hain to us mein ap ko bhut zayda advantages available hoty hain,or ap successful trading Kr skty Hain.
Identification of trend:
Dear friends Price Action Techniques mein ap ko market mein available current trend ko identify krna easily hota hy. Mn ap ko yeh btana chahti hon k market mein jb ap trend ke confirmation krty hain, to es mein following mentioned trend ki types ho skti hain agr ap different factor pr study krty hain to es mein ap acha earn kr sakty hain.
Bearish trend:
Bearish trend jis ko ap downtrend k name sy bhi janty hain, es mein ap ko regularly decreased prices available ho rhe hoti hain. Jb market mein prices regularly basis pr decrease ho rhe hoti hain, to ap ko market mein bearish trend mil rha hota hy.Tb ap achi entry ly skty Hain.
Bullish trend:
Dear Bullish trend jis ko ap up trend k naam sy bhi janty hain, es mein ap ko regularly increased prices available ho rhe hoti hain. Jb market mein prices regularly basis pr increase ho rhe hoti hain, to ap ko market mein bullish trend mil rha hota hy.
Sideway trend:
Jb market mein bahut zyada voltatality dekhny ko nahi mil rhe hoti, to us time mein ap ko sideway trend observed ho skta hy. Ase situation mein bahut zyada confusion ho rhe hoti hy. Jb market aik specific range mein apni movement complete kr rhe hoti hy, to ap easily es ko recognize kr skty hain.
Conclusion :
Dear price action aik asa analysis method hy ,jo na he kbi fail ho ska hy or na he es mein koi fault hota hy. price action us ky liye he acha sbit hota hy jo market mein us pr practice krty hain or smjh kr kam krt hain. phir he es mein price action py success hasil hoti hy.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим