Discuss about Wolf Wave Candlestick Pattern:
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Discuss about Wolf Wave Candlestick Pattern:
    Wolf Wave Candlestick Pattern:

    Dear forex members Wolf Pattern five waves se milkar banta ha. Jis man seller aur buyer ki fight ki waja se market stability ki taraf move kerti han wolf Pattern sab time frames main behtarin work karta ha wolf Pattern main do cheezon ka trader ko batata ha wolf pattern price ki heading or peak k place ko predict kerta hai aur kab market price in heading or peak per hongi ye b batata ha is mein 3 key points hain jo k mein aap k sath discuss kar raha hun wolf Pattern ak technical five wave pattern ha jo hamen bullish or bearish trend k bara man batata ha wolf pattern ki confirmation k liye hame dekhna chahiye k sari wave same hon per sirf third and fourth distinct hon wolf pattern ki confirmation ye ha k pattern ki 5th wave ki priceline ko breakout karna hai.

    Click image for larger version

Name:	346.png
Views:	5
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12577455
    Important Points of Wolf Wave Candlestick Pattern:

    1:Her cycle ka same time man banna zarori ha.
    2:3rd aur 4th wave ka channel ko follow karna bohat zaroori ha aur ye channel 1st aur 2nd wave bannati han.
    3:3 aur 4 wave ka 1 and 2 k sath symmetrical hona bohat zaroori hai

    Signals of Wolf Wave Pattern:

    Dear my Friends Wolfe candlesticks pattern har kisam kay timeframes main banta rehta hay lekin uski effectivity higher time frames main bahut jyada samjhi jati hay jab keh ye up and down trend donon main mufeed tasawar kia jata hay. Laikin baqi candlesticks pattern ki tarah iski effectivity and confirmation kay liye humein sirf akely candlesticks pattern say he madad nahi milti bokeh iskay sath hamain fundamental analysis bhi karny party hain ta keh ham apni trade say behtar tor per trend ki reversal main order place karte huye achi earning kar sakain jab keh loss say bhi bachne ke sath sath ham apna account bhi secure rakh sakain. Wolfe pattern aik candlesticks ka mere kab hay jis main up ya down side main 5 waves hoti hain. Jo hamain zigzag movement kay baad aik trend kya batati hai. Yani in main say teen waves aik side pe hoti hain jab keh do aik side pe, is tarah six musalsal reversal waves main hamain ye umeed hoti hay keh ab ye wave again same last waves ki tarah long jaye gi, jis kay starting main he ham ager achi planning and analysis kay sath kisi indicator ka use kar kay timely trading order place kar lain to hamein bahut achi earning ho sakti hai.

    Click image for larger version

Name:	bvnnv.png
Views:	1
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12577456
    منسلک شدہ فائلیں
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Discuss about Wolf Wave Candlestick Pattern:

    Wolf Wave Candlestick Pattern ka Introduction Wolf Pattern ak technical five wave pattern ha jo hamen bullish or bearish trend k bara man batata ha..Wolf Wave Candlestick Pattern five waves sa mil ker banta ha. Jis man seller aur buyer ki fight ki waja sa markwt stability ki taraf move kerti han. Wolf Pattern sab timeframes man behtaren work kerta ha. Wolf Pattern main 2 cheezon ka trader ko batata ha.Wolf pattern price ki heading or peak k place ko predict kerta ha.Aur kab market price in heading or peak per hongi ye b batata ha.wolfe wave pattern bahut hi informative pattern hai ya dusre pattern ki nisbat market ko samajhne Mein Hamari bahut jyada help karta hai agar Ham Forex trading Mein is pattern ko use karte hain To Ham Achcha profit Hasil kar sakte hain market mein maujud bahut sea waves hote hain lekin yah pattern Unmai se sirf aur sirf 5 waves Se Milkar banta hai is indicator Ko Jab Ham use karte hain To Hamen Pata Chalta Hai Ki market ki price kaun
    1. Bullish Wolf Wave Pattern
    2. Bearish Wolf Wave Pattern


    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	9
Size:	25.6 کلوبائٹ
ID:	12437665
    Wolf Wave candlestick pattern ki explaination
    Wolf Pattern main 2 cheezon ka trader ko batata ha.Wolf pattern price ki heading or peak k place ko predict kerta ha.Aur kab market price in heading or peak per hongi ye b batata ha.Wolf Pattern ak technical five wave pattern ha jo hamen bullish or bearish trend k bara man batata ha.Wolf pattern ki confirmation k liye hamen dakhn chaheye k sari wave same hon per sirf third and fourth distinct hon.Wolf pattern ki confirmation ye ha k pattern ki 5th wave ki price line ko breakout kerna ha.indicator ko acchi tarah Se istemal karenge tu is tarah Se members ko trading mein koi problem nahin hogi aur is tarah Se members ki trading maximum successful hogi members ko apne trading successful banaa lene ke liye har tarah ka experience hasil hona chahie aur members ko different type ke indicators ke bare mein acchi tarah maloom hona chahie yah indicators members ko acchi tarah Se help kar rahe hote hain lekin members ko in indicators per maximum depend nahin karna chahie aur members ko apna experience acchi tarah istemal karna hota

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	2
Size:	23.1 کلوبائٹ
ID:	12437666
    Wolf Wave Candlestick Pattern ky sath trade krna
    Wolfe wave theory Ek bahut hi informative theory hai iska istemal Karke ham trading Mein success Hasil kar sakte hain aur ismein ham Apna knowledge or experience increased ka sakte hain Ham dekhte hain ki forex market Jab Bhi movement Karti Hai To vah Kisi Na Kisi trend Mein movement kar rahe Hoti Hai vah market ka downtrend bhi ho sakta hai aur Market ka uptrend bhi ho sakta hai market Mein Jab Bhi Yatri perform ki jaati hai aap Kisi support yah resistance per hi is fury ko bante Hue Dekhenge ismein bahut Sare patterns bante hain jinko aap follow kar sakte hain

    اب آن لائن

    Working...
    X