Friends Forex trading mein kabhi kabhi Is tarah hota hai ki trader aik khaas trading point per apni trade open karte hain aur bilkul wo hi trading point market ki reversal ka point hota hai in points ko pivot points bhi Kaha jata hai pivot woh points hote hain jahan per aa kar market ka
trend pivot kar jata hai yani kay tabdeel ho jata hea friends pivot point short-term traders k leye ziada faida mand hai jo qeematon ki small movement se faida uthana chahte hen aur jo doosre aam support aur resistance levels ki tarah traders in points ko bhi breakout ya bounce back k leye istemal kar sakta hai.
Pivot Points Brief Introduction.
Friends Pivot points kay Brief Introduction main agar discussion kee jaaye to yea factor waziha hota hea kay pivot point kee developing main Support and resistance ka basic roll hota hea is liye Jo traders support aur resistance levels pe trading karte hen is liye wo bhi pivot point se faida hasil karte hen aur jab bhi in point pay qeematen pohunchti hai wo apne trade entre karte hen.
Uses of Pivot Points.
Friends kisi na kisi trading pattern ke istemal karne ke liye her trader ka koi na koi maksad hota hai Jis ko pura karne ke liye traders pattern ko follow karta hai aur wo maksad definitely Profitable trading karna he hota hea aur kuch trader Pivot Points ko follow karty but trading karty hean
friends Pivot points ko traders trading k dowran apne profit k traget ya stop loss k leye bhi istemal kar sakte hen. Jab bhi qeematen matloba support ya resistance levels pe pohunchti hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим