Trading with smart money
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading with smart money
    Asalamualikum dear members hope you all are fine and doing well on forex trading.dear members aaj hm apni post mein smart money Sy trading k bary mein baat krein gy.


    What is smart money :

    Dear member yeh ik asa capital hota hy jo k institutional banks or financial experts ke trf sy trade kiya jta hy.smart money us power ko b kaha jta hy jo baz dfa market ko lead krti hy or move krati hy.Smart money retail traders k total sy kahein Zyada ka hota hy. Smart money traders retail traders sy acha perform krty hain or wo es sy acha revenue b generate krty hain.Central banks b smart money mein involve hoty hain es liye retail traders ko bht zyada compitition ka samna hota hy kun k wo choty sy capital sy itny bary traders or institutions k sth trade krta hy.yeh institute market ko influence b kalr skty hain es liye jo traders smart money ko smjhty hain or follow karty hain wo kamyab hoty hain.

    Analysis :

    Dear member some time hm dkhty hain k market mein koi fundametal data na hony k bawajud b market mein trading volume kafi zyada ho jta hy or market mein bari bari moves hoti hain to yeh smart money ke phchan hoti hy.
    es time py institutional traders market mein smart money sy speculate krty hain Smart money ko identify krny k liye sirf chart reading k sahar lena kafi nai hy balkey hamein kuch fundamental indicators sy b es sy related information milte hy .jsa k sentiment indicators jo k hamein btaty hain k kis time py kis position k traders zyada hain or side ka trading volume zyada hy to es sy hamein smart money ko identify krny mein help mil skti hy.

    Click image for larger version

Name:	dragonfly-doji-examle-2.png
Views:	2
Size:	78.5 کلوبائٹ
ID:	12577304

    Trading strategy :


    Ham some time chart mein dkhty hain k market apny kse trend mein jaty howay e.g downtrend mein foran sy fly kr k buy mein kafi up chli jati hy or hamein candle wicks dkhny ko milte hain yeh spots smart money ke nishan hoty hain.Dear market ik lambi c candle bna k kafi gap chor jati hy market mein es ko fill krny k liye market us area ko test krti hy or hamein es test py trade lni Chaheay jahan sy market phly reverse ho chuki hoti hy wo support area ban jta hy or wahan sy dobara reversal k chances hoty hain or hm entry ly skty hain.
    es mein hmara stop loss us spike ya reversal candel k down ho ga jb k take profit market k previous high k b equal ho ga.

    Importance of this pattern :

    Dear forex member jb ap market mein kam kr rhy hoty hain, to us mein ko proper experience k sath km krna hota hy.or different factor pr study krni hoti hy. agr ap proper market keep judgment krty hain or apny analysis kr k trading krty hain ap maximum advantages available hoty hain. es liye agr ap trading mein successful hona chahty hain to ap ko jb market weekend py close ho rahi hoti hai, to ap try krein k trade py entry na lyn kun k jb market open hoti hy to hmain es sy kafi benefit to ho sakta hy mgr market jab hmain against gap sy open ho to hmain es mein kafi loss b ho sakta hy. es liye ap ase surat mein trading sy avoid krein, or market ko proper analysis k sath best entry py trade lyn takey ap acha profit hasil kr skein , jb ap market mein analysis kr k trading krty hain to ap ko acha Profit hota hy. Analysis Krny k liye Hmain forex k tmam factors ko achi trha understand krna chaheay.


    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	1
Size:	74.7 کلوبائٹ
ID:	12577303
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading with smart money

    Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko me
    Pakistan forex trading ke ak bhot he important topic smart money ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo
    Ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab trader ban sakte he ak or bat jo me apko
    Btana chahta hun ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe
    Guzarte he to ham ak kamyab trader ban sakte he.

    What is smart money?
    smart money woh sarmaya hai jo idaara jati sarmaya karon, market ke mahireen, markazi bankon, funds aur deegar maliyati pesha war afraad ke zair control hai. smart paisa asal mein juye ki istilaah thi jo kamyabi ke track record ke sath jwaryon ke zareya banaye jane walay dano ko kaha jata hai .

    Key Takeaway
    smart paisa woh sarmaya hai jo idaara jati sarmaya karon, market ke mahireen, markazi bankon, funds, aur deegar maliyati pesha war afraad ke zareya market mein rakha jata hai. smart money se morad woh qowat bhi hai jo maliyati mandiyon ko mutasir karti hai aur muntaqil karti hai, jis ki qayadat aksar markazi bankon ki karwaiyon se hoti hai. smart paisa khorda sarmaya kaari se kahin ziyada barray pemanay par lagaya jata hai .

    Understanding
    smart paisa naqad sarmaya kaari hai ya un logon ki taraf se lagaya jata hai jo tajurbah car, achi terhan se bakhabar," maloom" ya tenu samjhay jatay hain. is tasawwur ki taied karne ke liye bohat kam tajribati saboot mojood hain ke smart money ki sarmaya kaari ghair smart money sarmaya kaari se behtar karkardagi ka muzahira karti hai. taham, naqad ki is terhan ki aamad bohat se qiyaas araiyo ko mutasir karti hai. istilaah," smart paisa" jwaryon ki taraf se aata hai jo is khail ke baray mein gehra ilm rakhtay thay jis par woh shart laga rahay thay ya androoni maloomat rakhtay thay jisay awam istemaal karne se qassar thay. sarmaya kaari ki duniya bhi aisi hi hai. awam samjhti hai ke smart paisa un logon ke zareya lagaya jata hai jo market ki mukammal samajh rakhtay hain ya aisi maloomat ke sath jin tak aik baqaida sarmaya car rasai nahi karsaktha. is terhan, smart money ko kamyabi ka bohat behtar mauqa samjha jata hai jab idaara jati sarmaya karon ke trading patteren retail sarmaya karon se hatt jatay hain .
    Click image for larger version

Name:	download (78).jpeg
Views:	1
Size:	7.7 کلوبائٹ
ID:	12437468

    اب آن لائن

    Working...
    X