Triple white Soldiers Candlestick Chart Pattern in Forex Trading Market
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Triple white Soldiers Candlestick Chart Pattern in Forex Trading Market
    Candlestick Chart Pattern ka Introduction

    Three white soldier candlestick pattern prices k top trend ya bullish trend main bantti hai, jo k prices k bullish trend k tasalsul ya continuation ki tarraf isharra kartti hai. Three white soldier pattern main teen strong aur real body wali bullish candles hotti hai ja aik dosre k higher high par close hotti hai. Candles ki opening aur closing prices same nahi honni chaheye. Ye candles upper aur lower sides par shadow k sath bhi ban saktti hai, jab k bagher shadow k bhi ban saktti hai. Pattern k top trend ya bullish trend main aksar market par buyers k strong control ki waja se bantte hen. Candles Formation Jaisa k naam se zaher hai k Three white soldier pattern teens bullish ya white candles par mushtamil pattern hai, jiss ki candles ki tafseel darjazzel hai.

    Triple White Soldiers Candles ki Pehchn One By One Definition

    1. First Candle: Yhree white soldier candlestick pattern main main pehlee candle aik strong aur real body wali bullish candle bantti hai. Jo k trend k main tasalsul ki alammat hai. Ye candle white ya green color main hotti hai.
    2. Second Candle: Three White Soldiers pattern main dosree candle bhi pehlee candle ki tarrah aik strong aur real body wali bullish candle hotti hai, jo k color main white ya green main bantti hai.
    3. Third Candle: Three White Soldiers pattern main teesree candle bhi same pehlee two days candles ki tarrah bullish candle hi hotti hai, jo k color main white ya green hotti hai. Ye candle bullish pattern ki mazzbotti main mazzeed izzafa kartti hai.

    Forum members Three White Soldiers pattern three days candles par mushtamil aik strong bullish trend continuation pattern hai, jo k bullish trend ya top prices main bantta hai. Aggar ye pattern low price main ban jayye to ye uss waqqat bullish trend reversal ka kaam kartta hai. Three White Soldiers main shamil teeno candles color main white ya green hotti hai, jo k aik dosre k higher high par close hotti hai. Ye candle upper aur lower side par shadow bhi ban sakti hai, lekin candle ki real body zarror honni chaheye, yanni candles ka open aur close same point ya price par nahi honna chaheye.

    Trade Management

    Forex forum members Forex trading market members three white soldiers candlestick pattern trading market mein use hota hai iski entry significant hoti hai iske liye aapko buying opportunity milati hai lekin aise candlestick pattern mein risk ko management karne ke liye aapko focus rakhna hota hai aur candlestick chart ko study karna hota hai. Three white soldiers candlestick pattern mein kab koi bhi colour customer kar sakte ho scandals ke colour ko hi aap ne project karna hai aur unko use karna hai three black crow candlestick pattern bhi market mein use hota hai vah candlestick pattern bearish market trend ko indicate karta hai aur selling opportunity ke liye perfect hai.

    Pattern Interpretation in Real Trading Chart

    Aziz dosto White soldiers candlestick patterns ko apne chahat mein dekhna hai ki jab aunty newsly 3 bullish candles banti hai aur unki long badi ho aur unka opening point and closing point different ho aise candlestick pattern ko 3 white soldier candlestick pattern Kaha jata hai aur trade entry ke liye aapkostart points a trading opening start ky leay leni hoti hai aur middle closing point candlestick middle closing point ko aapane reference lena hota hai stop-loss ko manage karne ke liye. Is strategy ko use karna simple hai hai aur aap initial stage per bhi aise candlestick chart patterns ko use karte hue profit earning kar sakte ho.

    Technical Analysis Aor Trading Strategy Guide

    Dear members Jaise hi is candlestick chart pattern ki confirmation milati hai aapko iske liye aapko moving average market support and resistance and trend line use karke confirmation le Lene jaaiye aur jab 3 white soldier candlestick chart pattern ban jaaye to aap iske closing point per apni trade manage karo aur buying opportunity lelo jaise hi aap trade entry lete ho aap ko sath mein start point manage kar lena chahie iske liye aapko 3 white soldier ki middle candle ka closing point hai reference lekar vahan per aapane stop-loss set karna hai aur aapka ka take profit point according to your risk and reward ratio on next market resistance pe hona chahie.

    Faidy aor Nuqsanat

    Pyary dosto agr hum bat kren pro and cons ki to White soldier candlestick pattern ya three green candlestick pattern of trade management mein help kar sakta hai lekin aapko iske liye andar helping tool ja sake koi bhi technical indicator use karke confirmation ke sath trade inter karna chahie aur aapko trendline support and resistance ko reference banakar apna confidence increase karte hue trade manage karni chahie without management trade open karne se Forex trading market mein risk increase ho jata hai aur aapko aapki capital ko loss karne ke chances increase hote hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Triple white Soldiers Candlestick Chart Pattern in Forex Trading Market

    Assalamu alaikum I hope kya theek honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hai ki Forex ek bahut hi achcha business hai jisko Ham mukammal tarike se study Karen to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain koi bhi work hai usko Ham proper tarike se time denge to hamen kamyabi milegi hamen ismein hard working ke sath kam karna hota hai regular market ko time Dena hota hai to Ham ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain ismein hamen normal training Karni chahie jyada risk Nahin Lena hota hai extra jab bhi Ham market mein kam karte Hain to hamen kamyabi Nahin milati hai mukmmal Ham ismein study Karke kam karenge to hamen kamyabi milegi aur ham ismein bahut hi aasani se ek acche trader Ban sakte hain.

    What is the triple white shoulder candle stick pattern

    All forex and respect member aapko pata hi hai ki Forex ek bahut hi achcha business hai ismein agar Ham kam karna chahte hain to uske liye aapko market ke knowledge ke bare mein pata hona important hota hai market mein hamen bahut sare knowledge lekar kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai white shoulder candlestick ek bahut hi achcha candle hai isko Ham mukammal jab follow karte Hain to hamen market mein bahut acchi move milati hai ismein pahli candle white shoulder candlestick main ek bahut acchi position ke sath strong bullish ki Hoti ha is mn dusri candle bhi strong real body ki bullish mn Hoti ha aur isri candle bi sem pahli do candle ki Tarah 3 din ki be bullish main hoti hai aur is candle ka market mein bahut jyada use hota hai iski confirmation ka mein vate Karke kam karna hota hai to Ham isase bahut hi aasani se fayda le sakte hain aur kamyab bhi ho sakte hain yah bahut hi achcha pattern hai hamare Liye koi be work ha usko Ham proper time de to hamen kamyabi milati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	8
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12437417

    Trading Explanation

    Forex member Ham ismein sabar ke sath kam karenge to hamen kamyabi milegi aur ham ismein bahut hi aasani se kamyab bhi ho sakte hain aapko pata hai ki market mein Koi bhi work hai usko Ham proper time denge to hamen kamyabi milegi agar Ham hard working ke sath kam Karen market ko regular time den to Ham bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain important hota hai ki sabse pahle Ham anil se isko follow Karen to hamen kamyabi milati hai hard working important hoti hain koi bhi work hai koi bhi kam hai usmein Ham Dil lagakar kam karenge to hamen kamyabi milegi technical analysis aur fundamental analysis ko ignore nahin karna hota hai sahi tarah follow karke kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai jo log without knowledge aur without experience ke kam karte hain vah is mein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte

    Click image for larger version

Name:	images (6).jpeg
Views:	21
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12437418
    :1f60d: hard work :1f60d:
    • #3 Collapse

      Re: Triple white Soldiers Candlestick Chart Pattern in Forex Trading Market

      Three White Soldier Candlestick Chart Pattern
      Three white soldier hamesha down trend key bad show hoty hey jo complete bullish trend reversal movement hota hay, 3 green candles esy hoty hey jo previous period range key andar open hoty hey aur jes ki closing current high period me ho es ko 3 white soldier kehty hey jo key bullish trend ka signal hota hay aur green candles banty chaly jaty hey ye trading strategy long time frame me hi use ki ja sakti hay, long term trading karny key ley ye strategy bahot hi best hayThree white soldiers pattern forex market main us waqat creat hota hai jab market continuously uptrend main movement kerty huey three bullish candle creat kerti hai tou aesy time per market main uptrend expected hota hai ky jab market consecutively three bullish candles creat kerti hai tou next market ki movement bhi bullish main hi continue rehti hai ky jab tak market kisi resistance tak nehi ponch jati hamain market main trade buy main hi continue rakhni hoti hai aur jab market kisi resistance per ponch jati hai tou bhi hamain market ko wahan per observe kerna chahiay ky agar tou market same resistance ko break kerti hai tou hamain buy wali trade ko continue rakhna hota hai

      Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	72
Size:	8.9 کلوبائٹ
ID:	12437435

      Three White Soldier Candlestick Pattern ki explaination
      Three white soldiers pattern aik bullish reversal pattern hay jo teen long bullish candlesticks say ban'ny wala majmooa hota hay. Is main hamain downtrend say bullish reversal ki indication milti hay. Traders is ko often bullish trend main buy ki trade lagaty buy achi earning kay liye use karty hain.Is pattern kay ban'ny kay bad fori trade main enter nai hona chahiye balkeh iski confirmation karni chahiye. Is pattern main 3 white candlesticks ka isi waja say kaha gia hay keh iski takmeel 3 white yani bullish aur long up trend candlesticks ban'ny kay bad hoti hay. Ham is main 1 candle ban'ny kay bad second candle kay start main ya 2 candles banny kay bad trade main enter nai ho sakty. Jab is main teen candles ban jati hain to isky bad momentum kabhi kabhi lose ho jata hay
      Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	8
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12437436

      Three White Soldier Candlestick Pattern ky sath trading Idea ������
      Three White Soldier Pattern Main Strong Bearish Trend Hota hai jiss kay end Hony kay bad he Three White Soldier Pattern Form Hota hai iss Candlestick pattern Main Three Bullish Candle Hoti hain Jin Ke Body Same Hoti hai or Ye indication hota hai kay yaha Say market apni Direction ko Change kary ge Iss liy humy chaye kay hum apni Trading strategy say Confirmation lay kar he Iss Pattern ko Trade kiya krein or Long Entry place kiya krein.


      Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	21
Size:	23.3 کلوبائٹ
ID:	12437437
      • #4 Collapse

        Re: Triple white Soldiers Candlestick Chart Pattern in Forex Trading Market

        Candle Graph Example ka Presentation
        Three white officer candle design costs k top pattern ya bullish pattern fundamental bantti hai, jo k costs k bullish pattern k tasalsul ya continuation ki tarraf isharra kartti hai. Three white fighter design principal youngster solid aur genuine body wali bullish candles hotti hai ja aik dosre k higher high standard close hotti hai. Candles ki opening aur shutting costs same nahi honni chaheye. Ye candles upper aur lower sides standard shadow k sath bhi boycott saktti hai, hit k bagher shadow k bhi boycott saktti hai. Design k top pattern ya bullish pattern fundamental aksar market standard purchasers k solid control ki waja se bantte hen. Candles Development Jaisa k naam se zaher hai k Three white trooper design adolescents bullish ya white candles standard mushtamil design hai, jiss ki candles ki tafseel darjazzel hai.
        1. First Candle: Yhree white trooper candle design fundamental principal pehlee light areas of strength for aik genuine body wali bullish candle bantti hai. Jo k pattern k fundamental tasalsul ki alammat hai. Ye flame white ya green variety fundamental hotti hai.
        2. Second Flame: Three White Warriors design primary dosree light bhi pehlee candle ki tarrah aik solid aur genuine body wali bullish candle hotti hai, jo k variety principal white ya green fundamental bantti hai.
        3. Third Light: Three White Fighters design fundamental teesree candle bhi same pehlee two days candles ki tarrah bullish flame howdy hotti hai, jo k variety principal white ya green hotti hai. Ye candle bullish example ki mazzbotti primary mazzeed izzafa kartti hai.

        Click image for larger version

Name:	111.jpg
Views:	36
Size:	31.3 کلوبائٹ
ID:	12437441



        What is the triple white shoulder candle design
        All forex and regard part aapko pata hey hai ki Forex ek bahut hey achcha business hai ismein agar Ham kam karna chahte hain to uske liye aapko market ke information ke uncovered mein pata hona significant hota hai market mein hamen bahut sare information lekar kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai white shoulder candle ek bahut hey achcha flame hai isko Ham mukammal punch follow karte Hain to hamen market mein bahut acchi move milati hai ismein pahli candle white shoulder candle primary ek bahut acchi position ke sath solid bullish ki Hoti ha is mn dusri light areas of strength for bhi body ki bullish mn Hoti ha aur isri candle bi sem pahli do candle ki Tarah 3 commotion ki be bullish principal hoti hai aur is candle ka market mein bahut jyada use hota hai iski affirmation ka mein vate Karke kam karna hota hai to Ham isase bahut hello aasani se fayda le sakte hain aur kamyab bhi ho sakte hain yah bahut greetings achcha design hai hamare Liye koi be work ha usko Ham appropriate time de to hamen kamyabi milati hai.

        Click image for larger version

Name:	222.png
Views:	1
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12437442



        Exchanging Clarification
        Forex part Ham ismein sabar ke sath kam karenge to hamen kamyabi milegi aur ham ismein bahut hello there aasani se kamyab bhi ho sakte hain aapko pata hai ki market mein Koi bhi work hai usko Ham appropriate time denge to hamen kamyabi milegi agar Ham dedicated ke sath kam Karen market ko customary time lair to Ham bahut greetings aasani se kamyab ho sakte hain significant hota hai ki sabse pahle Ham anil se isko follow Karen to hamen kamyabi milati hai focused significant hoti hain koi bhi work hai koi bhi kam hai usmein Ham Dil lagakar kam karenge to hamen kamyabi milegi specialized examination aur key investigation ko disregard nahin karna hota hai sahi tarah follow karke kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai jo log without information aur without experience ke kam karte hain vah is mein kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte
        All forex and regard part aapko pata hello there hai ki Forex ek bahut greetings achcha business hai ismein agar Ham kam karna chahte hain to uske liye aapko market ke information ke exposed mein pata hona significant hota hai market mein hamen bahut sare information lekar kam karna hota hai to hamen kamyabi milati hai white shoulder candle ek bahut hey achcha candle hai isko Ham mukammal punch follow karte Hain to hamen market mein bahut acchi move milati hai ismein pahli candle white shoulder candle primary ek bahut acchi position ke sath solid bullish ki Hoti ha is mn dusri light areas of strength for bhi body ki bullish mn Hoti ha aur isri candle bi sem pahli do flame ki Tarah 3 commotion ki be bullish principal hoti hai aur is candle ka market mein bahut jyada use hota hai iski affirmation ka mein vate Karke kam karna hota hai to Ham isase bahut hey aasani se fayda le sakte hain aur kamyab bhi ho sakte hain yah bahut hey achcha design hai hamare Liye koi be work ha usko Ham appropriate time de to hamen kamyabi milati hai.

        Click image for larger version

Name:	333.png
Views:	8
Size:	20.8 کلوبائٹ
ID:	12437443
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Triple white Soldiers Candlestick Chart Pattern in Forex Trading Market

          pesha warana tijarat karna sekhen .

          is ke utaar charhao ki wajah se forex trading koi aasaan kaam nahi hai. trading ke douran umeed khona mamool ki baat hai, lekin agar hum pesha warana forex trading ki mhartin sekhen aur tayyar karen to hum usay behtar tareeqay se sambhaal satke hain. aik tajir jo aksar tijarti taknikiyon ko jaanta hai aur phir aksar munafe kamata hai woh khud bakhud apni salahiyaton par ziyada par aetmaad ho jata hai kyunkay kamyabi un logon ko millti hai jo kuch bhi shuru karne se pehlay sakht mehnat karte hain aur achi terhan seekhnay hain .








          khud itmadi

          behtar tijarti nataij ki umeed rakhna bohat zaroori hai. bohat se taajiron ko yaqeen nahi hai ke woh kisi position mein daakhil ho gaye hain. kuch is mein shaamil honay se bhi dartay hain kyunkay inhen khud par yaqeen nahi hai. taajiron ke aetmaad par qaboo panay ke liye, sab se pehlay, tijarti maidan mein taknik aur ilm sekhen aur is mein mahaarat haasil karen. seekhnay ke amal ko aasaan bananay ke liye demo account par sekhen aur trading ke faislon mein praatmad honay ke liye zehni tor par tarbiyat haasil karen taakay tridr ke intehai khauf ki wajah se koi market position mein daakhil honay mein hichkichahat mehsoos nah kere. yaad rakhen ke agar aap ke paas umeed hai to aap ke paas sab kuch hai .





          tijarti hikmat e amli ke fawaid


          aik nazam o zabt tijarti hikmat e amli hamein sukoon se tijarat karne ki ijazat deti hai. sab se pehlay, maloom karen ke jab aap market mein daakhil hona chahtay hain to kon se tareeqay aur tknikin madadgaar saabit hoti hain. agarchay market mein positions mein daakhil honay ke liye trading ke tareeqay istemaal karne ke liye bunyadain mojood hain, lekin baghair kisi wajah aur tools ke daakhil nah hon jaisay ke hikmat e amli aur takneeki isharay jo tijarti lain deen mein madadgaar hotay hain. neez, tajir mein aetmaad peda karne mein madad karne ke liye, sakht mutalea karen, aur tijarat ke baray mein ilm haasil karen. aap jitna ziyada ilm haasil karen ge, taajiron ke liye market mein tijarat karna itna hi aasaan hoga. aakhir mein, yaad rakhen ke jab hum tijarat kho dete hain to hum umeed kho dete hain, lehaza pehlay sahih tareeqay se tijarat karne ka tareeqa sekhen .

          اب آن لائن

          Working...
          X