Dear friends, Forex trading main kafi types kay indicator hain jo trader ki kafi help kartay hain, yeh na serf take profit aur stop loss ki setting kay liay use hotay hain balkay achy entry aur exit point ko bhi pointout kartay hain, ina indicators main say aik fibonacci retracement hain jo aik aisa tool ha jis ko technical anaylist support aur resistance levels ko identify karnay kay liay use krtay hain,
Details of fibonacci retracement levels:
Fibonacci retracement levels support aur resistance
ko horizontal lines ki shape main draw ki jati hain aur yeh uptrend ya downtrend main reversal points ko show karti hain, yeh lines trader ko market ki possible support or resistance ko find karny ma help kartay hain, fibonacci retracement main numbers ki aik string fix ki gae ha jis ko fibonacci sequence kaha jata ha, in par mathematical procedure kar kay specific ratio banai jati ha jis ki mukhtalif values hoti hain jin main 0%, 23.6%, 38.2%, 61.8%, 78.6% aur 100% tak hoti hain, ye levels hamain trade ma entry aur exit points kay liay help daitay hain,
How to draw fibonacci retracement levels:
In levels ko draw karnay kay liay traders price range kay high aur low points choose kartay hain, uptrend main in lines ka low point 100 aur high point 0 hota hay, ye lines uptrend main draw kartay huay hum potential support level ki guidance hasil kar saktay hain jis say market retracing start karnay kay point par hoti ha, isi tarah downtrend main low point 0 aur high point 100 hoga, ye points bottom point say retracement show karain gi, is tarah yeh lines hamain market kay potential resistance level provide karti,
How to place trading orders using these levels:
In levels ki help say trader ko apnay orders place karna easy ho jata hay, aisay trader jo forex trading main trend ko confirm kar laita hay wo asal main profit ko hasil karnay main kamiab ho jata hay, yeh levels hamain overall trend ka nhi btatay balkay large trend reversals main sirf specific support aur resistance levels ko predict kartay hain, traders inko use kar kay stop loss aur take profit levels ko bhi adjust kartay hain, yeh elliot waves kay sath combine ho kay bhi use ho saktay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим