WHAT IS SOLID TRADING PLAN.
Forex trading mai traders kay liye planning aur strategies ka bohat role hota hai. Jab tak aik acha plan na ho jo qaabil e ammal bhi ho uss waqt tak traders kay liye acha business bhi bohat mushkil hota hai aur Agar acha business nahi ho uss waqt tak achi earning nahi ki jaa sakti hai. Forex mai traders isi liye join kertay hain kay unhain unlimited earnings ho sakain laikin unhain iss baat ko bhi samajhna chaiye kay unlimited earnings kay liye home work bhi bohat ziada zaruri hai.Solid trading plan ka yehi Matlab hota hai kay traders apnay account ko iss Tarah utilize karain kay usay barhaya bhi jaa sakey aur iss kay saath saath uss say acha profit bhi ho sakey. Solid trading plan kay liye traders ko achi learning aur knowledge hona chaiye. Aur traders ko apnay skills aur experience ko improve kerna chaiye.

IMPORTANCE OF SOLID TRADING PLAN.
My dear Trading members agar aap ne Forex trading market mein solid plan banana hai to aapko few factors ke bare mein complete information to honi chahie jaisa ke Forex trading market mein technical analysis ke bare mein aapko complete understanding honi chahie aapko Forex trading market mein fundamental sentimeter hai uske bare mein bhi complete information hogi tab aap solid trading plan banaa sakte ho. aapko candlestick chart pattern study karna hota hai support and resistance use karte hue iske alava aapko indicators and oscillators ko bhi use karna hota hai agar aap pending order use karna chahte ho ya aap instant execution Forex trading market mein money management karna chahte ho apni trade mein stop loss aur take profit ke liye aapko lot size leverage ke accordingly aik solid plan banakar kam karna chahie.phir es main slowly expertise hasil krna ho ge.

STRATEGIES OF SOLID TRADING PLAN.
Dear members solid trading k leye Solid planning bohat zaroori aur important hay.forex me kam kerne or kamyaab hone ke liye. Jese ke apne bilkul trading plan itna strong ho itna dam ho trading plan me ke hum loss me jane ke bad come back kar sakein loss ko recover kar sakein.Magar me manta hoon ke forex mein storng or solid plans ke sath sath ye bhi plan karein ke huge loss na hone paye matlab ke risk itna lein ke loss itna hone dein ke recovery ho sakey nakey humara account wash hojye ya kisi kam ka na rahey.Baqj trading new se up to date rehna or fundamental analysis kerna bhi planning ka hissa hay.Lalach nai karengy risk itne lengy jitna face kar skengy tab he plans executeho sakte hain recovery ya acha profit hota hay werna ya sab planning or analysis profit making main help ni kr sakty.thanks