Pin Bar Candlestick Pattern Trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pin Bar Candlestick Pattern Trading
    Friends Forex Trading main kuch pattern hote hain Jo trend reversal ko show karte hain Kuch continuation pattern hote hain aur kuch support aur resistance ko find out karny kay liye trader ko trading signals provide karty hain is Pin Bar Candlestick Pattern bhi aik trend reversal pattern hea jo bahot profitable trading karty main trader ko bahut help karta hea friends Pin bar ki khasiat ye hoti hay keh iski body iski wick say samll hoti hay yani iski aik sided wick iski body kay double sized hoti hay. Pin bar trend ki reversal ki indication daiti hay, laikin ham pin bar ko dragonfly doji ya gravestone doji candle nai keh sakty.

    Click image for larger version

Name:	images (19).jpeg
Views:	21
Size:	18.2 کلوبائٹ
ID:	12577083

    Pin Bar Candlestick Pattern, Explanation.

    Friends Pin Bar Candlestick Pattern, jaisa kay aap ko pta hea kay aik reversal pattern hea lakin is per trading karny kay liye bhi aap ko experience aur knowledge ki zaroorat hoti hea is ki technical shape kuch is tarha hoti hea kay is kee aik long tail is baat ka ishara karti hai k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai. Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candle stick pin bar banti hai us k tail ki reversal trend shoro hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (17).png
Views:	5
Size:	5.6 کلوبائٹ
ID:	12577084

    Types of Pin Bar Candlestick Pattern.


    Friends Pin Bar Candlestick Pattern ki 2 Types hoti hean.
    • Bullish Pin Bar Candlestick Pattern.
    • Bearish Pin Bar Candlestick Pattern.
    Bullish Pin Bar Candlestick Pattern.

    Friends Bullish Pin Bar Candlestick Pattern main trend kay bottom per aik lambi tail ban jati hai jo ye zahir karti hai k yahan se bearish movement ko reject kia gaya. Aur baad me candle stick bullish trend pe move karna shoro kar deti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	9
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12577085

    Bearish Pin Bar Candlestick Pattern.

    Friends Bearish Pin Bar Candlestick Pattern bullish Pin Bar Candlestick Pattern kay opposite hota hea is main trend kay top per aik lambi tail ban jati hai jo ye zahir karti hai k yahan se bearish movement ko reject kia gaya. Aur baad me candle stick bearish trend pe move karna shoro kar deti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	4
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12577086
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pin Bar Candlestick Pattern Trading

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Pin Bar Candlesticks


    Asal Pin bar bazzat-e-khud ek long upper ya lower "shadow" "tail" "wick" ya "dum" aur bohut small "body" ya "real body" k sath ek bar hai, jo umomman bohut ziadda high price ya bohut low price main ban jatti hai. Pin bar ki tashkeel eik price action reversal pattern hai, jo zahir kartta hai, k market main aik khas sattah ya qeemat point ko mustarrad kar deyya gaya hai. Pin bar k banne se waqif honne k baad, ye kisi bhi qeemat ko chart k dekhne se zahir hotta hai, k ye pattern kitnna munafa-bakhash ho saktta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (250).png
Views:	9
Size:	11.7 کلوبائٹ
ID:	12437157

    Candle Formation


    Pin bar candle ziadda tar news ya kisi events ki wajja se bannti hai, is waja se is pin bar candle bullish trend yanni top of the price ya bearish trend yanni lower of the price main bhi bann saktti hai. Bullish aur bearish pin bar ki taffseel darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (251).png
Views:	1
Size:	13.3 کلوبائٹ
ID:	12437159

    Bullish Reversal Pin Bar candle bearish prices ya downtrend main bantti, jahan se prices bullish trend reversal main badal jatti hai. Bullish reversal pin bar main candle ki aik long tail downward side par bantti hai, jo k maojoodda qeemat k ley support ka kaam bhi kartti hai aur lower prices rejection ka kaam bhi kartti hai. Yahan se qeematten ziadda tar upward jatti hai.

    Bearish Reversal Pin Bar candle prices muntakhib karrda timeframes main upward side par aik long tail banatti hai. Ye pin bar prices ka mazzeed bullish movement ko reject kartti hai aur qeematon k leye yahan par aik resistance position bhi bantta hai. Prices yahann se bearish trend reversal main baddal jatti hai.

    Explanation

    Pin bar upper ya lower side par banne wali ek long tail candle hotti hai, aur is tail ko "wick" ya "shadow" bhi kaha jata hai, In sab ka matlab aik hi hotta hai. Ye pin bar ka aik nukdaar hisa hotta hai, jo aik tail ki tarah dekhaye detta hai, jo k false breakout ya rejection k bare main batatti hai.
    Pin bar k open aur close k darmeyan hessey ko "body" ya "real body" kaha jata hai. Jab bhi open close se ziadda hotta hai to ye black ya red color main bantta hai, jab k close ka open se ziadda hone ki sorrat memain ye white ya green color ka hotta hai. Pin bar ka open aur close aik dosre k barabbar (aik hi price hona chaheye) hona chaheye, ya aggar jittna ye aik dosre k qareeb hongay utna behttar hogga. Pin bar main open aur close agar aik sere k bohut qarreeb honne chaheye, aggar ye bulkul aik side k end pe hongay to uttna hi behttar hogga.
    Pin bar candle ki tail ya shadow dosre candle se bahar honi chaheye, jitnna ye ziadda ya long hogi utnni hi ye behtar hai, lekin kam az kam apne aas pass k candles se ziadda hona chaheye.
    Pin bar candle ka aik aam rule ye hai k is candle ki tail ya shadow candle k "two third" hona chaheye, ya kam az kam real body k muqabele main tail double honni chaheye. Shadow k opposite side pe aggar candle ki koi chotti si wick ya shadow bannti hai to uss ko "nose" kaha jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (146).jpeg
Views:	42
Size:	17.5 کلوبائٹ
ID:	12437158

    Trading

    Pin bar support aur resistance confirmation k sath forex trading k moasar strategy main se aik hai, lekin aggar trading k leye dosra koi achah technique na ho. Pin bar technical tools main price action k leye sab se ziadda istemal honne wale tools main se aik hai. Ye ziadda tar support aur resistance levels par bantte hen. Aggar pin bar ko mazzbot support aur resistance levels k sath melaya jatta hai, to ye aik behtareen aur accurate trading signal detta hai.
    Pin bar candle par market entry bhi ki ja saktti hai aur pending orders bhi set keye ja saktte hen. Bullish pin baar pe market me entry k leye pin bar k baad wali candle par buy ki entry set karen, aur stop loss pin bar candle k lower side par set karen. Bearish oin bar par entry k leye pin bar k baad banne walee candle par sell ki entry laggayen aur Stop Loss pin bar k wick k top par set karen. Aggar pin ki wick bohut ziadda long ho to us sorrat main stop loss midpoint ya mazzbot support / resistance levels pe set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (147).jpeg
Views:	14
Size:	46.4 کلوبائٹ
ID:	12437160
    • #3 Collapse

      Re: Pin Bar Candlestick Pattern Trading

      Assalamualaikum Kise ho ap sab log me bilkul thek or khariyat se ho or umeed karta ho ke ap sab log bhi bilkul thek or khariyat se ho ge aj is thread me apko mePakistan forex trading ke ak bhot he important topic pin and Bar ki importance ke bare me btao ga or me umeed karta ho ke jo information me apse share karo
      Ga wo apke knowledge or experience me zaror izafa kare ge or agar ap mere is thread pe amal karte he to ap ak kamyab trader ban sakte he ak or bat jo me apko
      Btana chahta hun ke agar ham Pakistan forex forum pe apni pori mhenat or himmat se Kam karte he or apna ziyada se ziyada time bhi Pakistan forex forum pe
      Guzarte he to ham ak kamyab trader ban sakte he.

      What is Pin and Bar?
      Pin bar aik Candlestick reversal patteren hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke kisi khaas maqam par qeemat ki karwai ko market ne mustard kar diya hai. yeh forex charts par aik manoos candle farmission hai aur candle stuck patteren mein se aik hai jo sirf aik mom batii se banti hai. pan baar ko tabdeel karne wali tijarti hikmat e amli khaas tor par is waqt kamyaab hoti hai jab pan baar ki tashkeel kaamil ke qareeb hoti hai aur yeh mustard honay se pehlay aik ahem muzahmat ya support price se guzar jati hai. aik tajir jo pan baar ki tashkeel se poori terhan waaqif hai usay maloom hoga ke pan baar ki hikmat e amli, agar manndi ke sazgaar halaat ke douran sahih tareeqay se tijarat ki jaye, to khatir khuwa munafe haasil kar sakti hai .

      Recognization
      Pin bar trading mein pan baar ki khususiyaat aasani se pehchani ja sakti hain. yeh aik mom batii hai jis ki aik bohat lambi batii / dam aur aik chhota sa jism hai. batii / dam aam tor par mom batii ki kal lambai ka do tahai ya is se ziyada hona chahiye. candle stuck chart par mojood deegar mom batii ki terhan, agar jism ka rang safaid ya sabz hai, to band honay ki qeemat iftitahi qeemat se ziyada hai, aur agar mom batii siyah ya surkh hai, to ikhtitami qeemat iftitahi qeemat se kam hai .

      Explanation;
      Iftitahi aur ikhtitami qeemat aik dosray ke qareeb honi chahiye. tarjeehi tor par, iftitahi aur ikhtitami qeemat aik jaisi honi chahiye ya jitna mumkin ho isi qeemat ke qareeb ho. is ke ilawa, khilna aur band hona baar ke aik siray par ya jitna mumkin ho baar ke ekhtataam ke qareeb hona chahiye. itnay perfect pan baar mein, jism ke neechay ( bearish pan baar ) ya oopar ( blush pan baar ) aik choti naak phaily ho sakti hai. blush pan baar ka set up baen janib pan baar ki terhan lagta hai kyunkay yeh marketon ki kam qeemat aur / ya support level ko zahir karta hai. is qisam ka set up aksar currency ki qeemat mein izafay ka baais bantaa hai. bearish reversal pan baar ka set up blush reversal ke bar aks hai aur dayen janib pan baar ki terhan lagta hai. mandi ka set up qeematon ke peechay hatnay aur girnay ke Qawi imkaan ki nishandahi karta hai. zail mein gbp / usd 1 din ke candle stuck chart ka khaka neechay ke rujhan se oopar ke rujhan ki taraf ulat jane ke liye aik behtareen taizi ke ulat set up ko zahir karta hai .
      Click image for larger version

Name:	download - 2022-12-24T155053.746.png
Views:	2
Size:	5.8 کلوبائٹ
ID:	12437184
      • #4 Collapse

        Re: Pin Bar Candlestick Pattern Trading


        intro of pin Bar pattern
        aoa dears pin bar candlesticks me hmtahi aur ikhtitami qeemat aik dosray ke qareeb honi chahiye. tarjeehi tor par, iftitahi aur ikhtitami qeemat aik jaisi honi chahiye ya jitna mumkin ho issignals provide karty hain is Pin Bar Candlestick Pattern bhi aik trend reversal pattern hea jo bahot profitableQawi imkaan ki nishandahi karta hai. zail mein gbp / usd 1 din main bantta hai, jab k close ka open se ziadda hone ki sorrat memain ye white ya green color ka hotta hai. Pin bar ka open aur close aik dosre k barabbar (aik hi price hona chaheye) hona chaheye, ya aggar ai aur pending orders bhi set keye ja saktte hen. Bullish pin baar pe market me entry k leye pin bar k baad wali candle par buy ki entry set karen, aur stop loss pin bar candle k lower trading karty main trader ko bahut help karta hea friends Pin bar ki khasiat ye hoti hay keh iski body iski wick say samll hoti hay yani iski aik sided wick iski body kay double sized hoti hay. Pin bar trend ki reversal ki indication daiti hay, laikin ham pin bar ko dragonfly doji ya gravestone doji candle nai keh sakty hain.i qeemat ke qareeb ho. is ke ilawa, khilna aur band hona baar ke aik siray par ya jitna mumkin ho baar ke ekhtataam ke qareeb hona chahiye. itnay perfect pan baar mein, jism ke neechay ( bearish pan baar ) ya oopar ( blush pan baar ) aik choti naak phaily ho sakti hai. blush pan baar ka set up baen janib pan baar ki terhan lagta hai kyunkay yeh marketon ki kam qeemat aur / ya support level ko zahir karta hai. is qisam ka set up aksar currency ki qeemat mein izafay ka baais bantaa hai. bearish reversal pan baar ka set up blush reversal ke bar aks hai aur dayen janib pan baar ki terhan lagta hai. mandi ka set up qeematon ke "real body" kaha jata hai. Jab bhi open close se ziadda hotta hai to ye black ya red color main bantta hai, jab k close ka open se ziadda hone ki sorrat memain ye white ya green color ka hotta hai. Pin bar ka open aur close aik dosre k barabbar (aik hi price hona chaheye) hona chaheye, ya aggar jittna ye aik dosre k qareeb hongay utna behttar hogga. Pin bar main open aur close agar aik sere k bohut qarreeb honne chaheye, aggar ye bulkul aik side k end pe hongay to uttna hi behttar hogga.

        identification and normal chart in trading
        kay aap ko pta hea kay aik reversal pattern hea lakin is per trading karny kay liye bhi aap ko experience aur knowledge ki zaroorat hoti hea is ki technicalhotta hai. Ye pin bar ka aik nukdaar hisa hotta hai, jo aik tail ki tarah dekhaye detta hai, jo k false breakout ya rejection k bare main batatti hai.Pin bar k open aur close k darmeyan hessey ko "body" ya "real body" kaha jata hai. Jab bhi open close se ziadda hotta hai to ye black ya red color main bantta hai, jab k close ka open se ziadda hone ki sorrat memain ye white ya green color ka hotta hai. Pin bar ka open aur close aik dosre k barabbar (aik hi price hona chaheye) hona chaheye, ya aggar jittna ye aik dosre k qareeb hongay utna behttar hogga. Pin shape kuch is tarha hoti hea kay is kee aik long tail is baat ka ishara karti hai k ab yahan se price reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne trend ko continue karti hai.nishandahi karta hai. zail mein gbp / usd 1 din ke candle stuck chart ka khaka neechay ke rujhan se oopar ke rujhan ki taraf ulat jane ke liye aik behtaree in bar upper ya lower side par banne wali ek long tail candle hotti hai, aur is tail ko "wick" ya "shadow" bhi kaha jata hai, In sab ka matlab aik hi hotta hai. Ye pin bar ka aik nukdaar hisa hotta hai, jo aik tail ki tarah Is me trend ki semat (reversal) change nahi hoti hai bulke jo candle stick pin bar banti hai us k tail ki rev o show karte hain Kuch continuation pattern hote hain aur kuch support aur resistance ko find out karny kay liye trader ko trading signals provide karty hain is Pin Bar Candlestick Pattern bhi aik trend reversal pattern hea jo bahot profitable trading karty main traderk ko bahut help karta hea friends Pin bar ki khasiat ye hoti hay keh iski body iski wick say samll hoti hay yani iski aik sided wick iski body kay double sized hoti hay. Pin bar trend ki reversal ki indication daiti hay, laikin ham pin bar ko dragonfly doji ya gravestone doji candle nai keh sakty hain.


        Role in trading
        .Pin bar candle par market entry bhi ki ja saktti hdekhaye detta hai, jo k false breakout ya rejection k bare main batatti hai.Pin bar k open aur close k darmeyan hessey ko "body" ya "real body" kaha jata hai. Jab bhi open close se ziadda hotta hai to ye black ya red color double sized hoti hay. Pin bar trend ki reversal ki indication daiti hay, laikin ham pin bar ko dragonfly doji ya gravestone doji candle nai keh sakty hain.i qeemat ke qareeb ho. is ke ilawa, khilna aur band hona baar ke aik siray par ya jitna mumkin ho baar ke ekhtataam ke qareeb hona chahiyepeechay hatnay aur girnay ke Qawi imkaan ki nishandahi karta hai. zail mein gbp / usd 1 din ke candle stuck chart ka khaka neechay ke rujhan se oopar ke rujhan ki taraf ulat jane ke liye aik behtaree in bar upper ya lower side par banne wali ek long tail candle hotti hai, aur is tail ko "wick" ya "shadow" bhi kaha jata hai, In sab ka matlab aik hi hotta hai. Ye pin bar ka aik nukdaar hisa hotta hai, jo aik tail ki tarah dekhaye detta hai, jo k false breakout ya rejection k bare main batatti hai.Pin bar k open aur close k darmeyan hessey ko "body" ya . itnay perfect pan baar mein, jism ke neechay ( bearish pan baar ) ya oopar ( blush pan baar ) aik choti naak phaily ho sakti hai. blush pan baar ka set up baen janib pan baar ki terhan lagta hai kyunkay yeh marketon ki kam qeemat aur / ya support level ko zahir karta hai. is qisam ka set up aksar currency ki qeemat mein izafay ka baais bantaa hai. bearish reversal pan baar ka set up blush reversal ke bar aks hai aur dayen janib pan baar ki terhan lagta hai. mandi ka set up qeematon ke peechay hatnay aur girnay kegravestone doji candle nai keh sakty hain.i qeemat ke qareeb ho. is ke ilawa, khilna aur band hona baar ke aik siray par ya jitna mumkin ho baar ke ekhtataam ke qareeb hona chahiye. itnay perfect pan baar mein, jism ke neechay ( bearish pan baar ) ya oopar ( blush pan baar ) aik side par set karen. Bearish oin bar par entry k leye pin bar k baad banne walee candle par sell ki entry laggayen aur Stop Loss pin bar k wick k top par set karen. Aggar pin ki wick bohut ziadda long ho to us sorrat main stop loss midpoint ya mazzbot support hote he.
        • #5 Collapse

          جواب: Pin Bar Candlestick Pattern Trading

          Dear Friends
          A.o.A
          Introduction :-
          Click image for larger version

Name:	Pin-Bar-Candlesticks-Bearish.png
Views:	12
Size:	25.8 کلوبائٹ
ID:	12437571
          Forex ma wo trader profit hasil karny ma hamesa kamyab ho jata hai jo candlestick ko prefer karty hain. Jo trader market ki candlestick ki learning ko ignore karty hain wo acha profit hasil karny ma to kamyab ni hoty balky wo apna account b safe ni rakh paty. Forex trading ma experience ki base par trader jb trade ko open karty hain to candlestick ki shape sy he trader ko ye pata chal jata hai k market ma es time par selling chal rahi hai ya buying chal rahi hai. So trader candlestick ki help sy he market ki nature ko samajny ma kamyab ho jaty hain or ye knowledge unk lae profit ki waja ban jati hai.
          Click image for larger version

Name:	1-01.png
Views:	4
Size:	7.0 کلوبائٹ
ID:	12437572
          Market Mein Bin bar Ek bahut hi acchi trading strategy Hoti Hai Jisko price action ko understand karne ke liye istemal Kiya jata hai spin Baki to type Hoti Hai bullish pin bar aur bearish pin bar Berry spin bar ki body Jyada Badi Nahin Hoti barrish ki body bahut hi Chhoti hoti hai jabki Iski tail bahut jyada long hoti hai aur bullish pin bar ki body bhi bahut Chhoti Hoti Hai Jab Ke uski tail bahut jyada long hoti ha,

          Pin bar candlestick ki importance
          .
          Pin bar ko agr discuss kiya jae to es candle ki ik side par long wick hoti hai or dosri side par small body or small wick hoti hai. Trader ko ye*candles*akar up trend k end ma ya down trend k end ma nazar ata hai. Ye trader ko kiya information deti hai es par ham bat karyn gy.

          Pin bar candlesticks ki protection:-
          Pin bar candlestick ki bar karyn to jis side par es candle ki long wick hoti hai market esk opposite direction ma move kar jati hai. Ya ham ye b keh sakty hain k jis side par pin bar candle ki small body hoti hai market es taraf move kar sakti hai. So trader ko hamesa pin bar candlestick k appear hony par ye strategy zehan ma rakhni chahe but at the same time trader ko small lot k sath trade ko open karna chahe. Jo trader big lot sy market ma trade ko open karty hain unka account aksar wash ho jata hai kiu k market zara si b unk against move kary to unk pass esko counter karny k lae free margin ni hota jo unka account he wash kara deta hai.
          Click image for larger version

Name:	img_270.png
Views:	1
Size:	4.7 کلوبائٹ
ID:	12437573

          Pin Bar k sath Nose
          :

          Jab aap pin bar candlestick ki different types ko observed kar rahe Hote Hain To Aisi situation Mein Ek Aisi pin bar hoti hai jismein aapko uski little nose mil sakti hai agar aap Aise candlestick ko properly study karte hain to usmein bhi aapko bahut jyada advantages mil sakte hain aur aap apne technical analysis ko bahut jyada perfect bana sakte hain.

          Pin bar k sath no Real Body
          :
          Forex trading Mein Jab aap pin bar candlestick ko study Karte Hain To is per aapko Ek Aisi type mil sakti hai Jisme candlestick ki real body bilkul na hone ke barabar Hoti Hai is type ko aap pin bar with no real body candlestick ka naam de sakte hain aur apni technical analysis ko perfect kar sakte hain aur isko apni decision-making may include kar sakte hain no doubt ji Bhi Ek bahut hi important candlestick hoti hai jo aapke advantages ko increase karne mein aapke liye bahut jyada helpful hoti ha.
          Click image for larger version

Name:	img_259.png
Views:	1
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12437574
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Pin Bar Candlestick Pattern Trading

            Pin Bar Candle Example, Clarification.
            Companions Pin Bar Candle Example, jaisa kay aap ko pta hea kay aik inversion design hea lakin is per exchanging karny kay liye bhi aap ko experience aur information ki zaroorat hoti hea is ki specialized shape kuch is tarha hoti hea kay is kee aik long tail is baat ka ishara karti hai k stomach muscle yahan se cost reject ho gaye hai. Is waja se wo dosre(reversal) semat me apne pattern ko proceed karti hai. Is me pattern ki semat (inversion) change nahi hoti hai bulke jo candle pin bar banti hai us k tail ki inversion pattern shoro hoti hai.
            Companions Negative Pin Bar Candle Example bullish Pin Bar Candle Example kay inverse hota hea is fundamental pattern kay top per aik lambi tail boycott jati hai jo ye zahir karti hai k yahan se negative development ko reject kia gaya. Aur baad me candle negative pattern pe move karna shoro kar deti hai.

            Click image for larger version

Name:	111.png
Views:	19
Size:	124.5 کلوبائٹ
ID:	12437577



            Clarification
            Pin bar upper ya lower side standard banne wali ek long tail light hotti hai, aur is tail ko "wick" ya "shadow" bhi kaha jata hai, In sab ka matlab aik hey hotta hai. Ye pin bar ka aik nukdaar hisa hotta hai, jo aik tail ki tarah dekhaye detta hai, jo k misleading breakout ya dismissal k uncovered primary batatti hai.
            Pin bar k open aur close k darmeyan hessey ko "body" ya "genuine body" kaha jata hai. Punch bhi open close se ziadda hotta hai to ye dark ya red variety principal bantta hai, poke k close ka open se ziadda sharpen ki sorrat memain ye white ya green variety ka hotta hai. Pin bar ka open aur close aik dosre k barabbar (aik hey cost hona chaheye) hona chaheye, ya aggar jittna ye aik dosre k qareeb hongay utna behttar hogga. Pin bar fundamental open aur close agar aik sere k bohut qarreeb honne chaheye, aggar ye bulkul aik side k end pe hongay to uttna hello there behttar hogga.
            Pin bar light ki tail ya shadow dosre flame se bahar honi chaheye, jitnna ye ziadda ya long hogi utnni hello ye behtar hai, lekin kam az kam apne aas pass k candles se ziadda hona chaheye.
            Pin bar flame ka aik aam rule ye hai k is candle ki tail ya shadow candle k "two third" hona chaheye, ya kam az kam genuine body k muqabele fundamental tail twofold honni chaheye. Shadow k inverse side pe aggar light ki koi chotti si wick ya shadow bannti hai to uss ko "nose" kaha jata hai.

            Click image for larger version

Name:	222.png
Views:	15
Size:	3.7 کلوبائٹ
ID:	12437578



            Recognization
            Pin bar exchanging mein skillet baar ki khususiyaat aasani se pehchani ja sakti hain. yeh aik mother batii hai jis ki aik bohat lambi batii/dam aur aik chhota sa jism hai. batii/dam aam peak standard mother batii ki kal lambai ka do tahai ya is se ziyada hona chahiye. candle stuck diagram standard mojood deegar mother batii ki terhan, agar jism ka rang safaid ya sabz hai, to band honay ki qeemat iftitahi qeemat se ziyada hai, aur agar mother batii siyah ya surkh hai, to ikhtitami qeemat iftitahi qeemat se kam hai . Pin bar aik Candle inversion patteren hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke kisi khaas maqam standard qeemat ki karwai ko market ne mustard kar diya hai. yeh forex outlines standard aik manoos candle farmission hai aur flame stuck patteren mein se aik hai jo sirf aik mother batii se banti hai. container baar ko tabdeel karne wali tijarti hikmat e amli khaas pinnacle standard is waqt kamyaab hoti hai poke skillet baar ki tashkeel kaamil ke qareeb hoti hai aur yeh mustard honay se pehlay aik ahem muzahmat ya support cost se guzar jati hai. aik tajir jo dish baar ki tashkeel se poori terhan waaqif hai usay maloom hoga ke skillet baar ki hikmat e amli, agar manndi ke sazgaar halaat ke douran sahih tareeqay se tijarat ki jaye, to khatir khuwa munafe haasil kar sakti hai .

            Click image for larger version

Name:	333.jpg
Views:	12
Size:	100.6 کلوبائٹ
ID:	12437579

            اب آن لائن

            Working...
            X