Parabolic Sar Indicator ::::::: Perfect Way to Set a Stop Loss.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Parabolic Sar Indicator ::::::: Perfect Way to Set a Stop Loss.
    Parabolic sar market kay trend ki direction or possible reversal ko fina karny kay laye use kiya jata hai. Ye price chart ma dots ki ik series ki sorat ma appear hoti hai jo candlestick kay uper or nechy appear hoty hain. Ye zayada tar trailing stop loss ko set karny kay laye use kiya jata hai. Es topic ma ham es pattern ko mazeed details kay sath share karyn gy.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221223-143001_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	76.7 کلوبائٹ
ID:	12576995

    What is a Parabolic Sar Indicator.

    Parabolic sar indicator ik technical tool hai or ye market ka trend ki direction or possible reversal ko predict karny ma use hota hai. Ye trader ko munasib entery or exit points ko find karny ma use kiya jata hai. Expert mainly esko es purpose kay laye he use karty hain. Ye price direction ko forcast karny kay laye use kiya jata hai. Price ki direction kay change hony par bi trader ko es sy kafi help melti hai. Ye indicator various dots ki sorat ma appear hota hai or jb ye dots bars kay nechy appear hoty hain to ye bullish signal farham karta hai or jb ye bar kay above open hoty hain to ye sell ka signal predict karta hai. Trader es information ki base par na serf market ma enter hoty hain balky wo es ki help sy market sy exit hony ma bi help letyn hain. Jb ye dot bars kay nechy show hota hai to es ka matlab hota hai kay market ma bullish pressure hai or jb ye bars kay uper display hota hai to ye show karta hai kay market ma selling pressure hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221223-143016_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	137.8 کلوبائٹ
ID:	12576996

    Method of using parabolic sar indicator.

    Forex chart ma jb ye pattern appear hota hai to ham es sy trading signal gain karny ki khosis karty hain. Ye indicator har time frame ma appear ho sakta hai or ye es ka bhot bara advantage hai. But es ka ik disadvantage ye hai kay market ko jb kio news ya natural disaster hit karta hai to ye indicator false signal generate karta hai jis ma trader stuck ho jaty hain or loss ka shikar ho jaty hain. Es indicator ko use karna bhot easy hota hai or ye dots ko undertand kar kay en ko trade ma implement karna bi trader kay laye bhot asan hota hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221223-143030_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	92.6 کلوبائٹ
ID:	12576997

    Perfect way to set a stop loss with parabolic sar indicator.

    Jis tarha parabolic sar indicator help karta hai trends ko find karny ma es tarha ye stop loss ko set karny ma bi bhot important role play karta hai. Ye trader ko protect karta hai kay agr market unko favour ni kar pa rahi to wo es ki help sy stop loss ko set kar kay apni trades sy nikal sakty hain. Ye dots jaha par enter hony kay laye use hoty hain waha par he ye trailing stop ko find karny ma bi help karty hain. En dots kay periods ko ham frequently change kar saktyn hain. Agr trader en ko longer duration ma use karyn gy to ye un kay laye zayada reliable signal farham kary ga.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221223-143103_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	145.9 کلوبائٹ
ID:	12576998
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Parabolic Sar Indicator ::::::: Perfect Way to Set a Stop Loss.

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	19
Size:	17.3 کلوبائٹ
ID:	12437035
    Parabolic SAR Indicator ka Introduction
    Parabolic indicator bhi bohat behtreen trading indicator hai lekin dear yahan bohat Kam members is indicator ka istemal krty hain maximum members Yahan support aur resistance ko follow kr KY trading krny ki koshish krty hain kyun KY market is ko maximum follow krti Hai aur is ko follow kr KY acha result haisl krny mein bohat help milti haiYe indicator humein market ki price direction Mein potential reversals ko find krny mein help krta haiYe indicator market ma potential reversal ko find karny k lae use hota hai. Ye trader ki market ma enter or exit hony ma help b karta hai. Ye indicators dots par mabni hota hai. Jb ye dot market ma candle k nechy banta hai to es ka matlab hai k market up trend ma hai or jb ye dot candle k uper banta hai to eska ye matlab hota hai k market downtrend ma hai. Es k elawa en dots ko stop loss ko set karny ma b use kiya ja sakta hai. Jesy jesy market ma price upward ya downward move karti hain ye dots b upward or downward move karty rehty hain jis sy traders ko market k trend k change hony ka pata chalta rehta hai. Ik bar candle agr en dots ko touch kar jae to eska matlab ye leya jata hai k market apna trend change kar chuki hai or es ki waja sy dots ki placement b change ho jati hai.
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	12.8 کلوبائٹ
ID:	12437036

    Parabolic SAR Indicator ki Explaination
    Parabolic SAR ko J.walles Wilder Jr. Ne create kiya tha iski strength index (RSI) najar mein rakh kar ke aur is indicator ka impact har EK chij ke upar bahut hi jyada padta hai chahe vah bottom line ho yah Koi reversal pattern Ho aur har tarah Ki market ki situation Mein yah alag tarah ka shape create kar deta hai jisse analysis karna bahut hi mushkil kam hai lekin namumkin nahin agar aapki grip is indicator ke upar jyada strong hai to aap isase aasani identify kar sakte hain is indicators ki madad se moving average ko bhi acche tarike se samajh paate hain chahe market FIR short-term Mein movement dekha Hai yah long-term meinBasically Support aur resistance ke tor par bhi use kar saktay hain thora fasla day kar fractals show hotay hain aur in ko agar big time frame may use kia jaye to bohat faida mand hotay hain, bohat saray analysts is ko apni analysis may bhi use kartay hain, yeh aik custom indicator hay aur ap is ko apnay indicator ki list may talash kar saktay hain. Ap chahain to is k color ko bhi change kar saktay hain, long term may karna hoga

    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	8
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12437037
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Parabolic Sar Indicator ::::::: Perfect Way to Set a Stop Loss.

      INTRODUCTION
      Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.yeh pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai parabolic SAR indicator.Parabolic SAR short term raftaar ka taiyun krnay kay liye aik technical signal hai jo is bat ka taiyun karnay main madad karta hai k stop orders kahan par rakhay jayen.trailing stop loss orders SAR value par rakhay jatay hain jahan is level say agay barhna reversal ka signal day ga.



      Click image for larger version

Name:	images (19).png
Views:	43
Size:	5.7 کلوبائٹ
ID:	12437633



      UNDERSTANDING PARABOLIC SAR
      Forex trading mein*Parabolic*SAR*indicator*bohat acha fayda daita agr is ka istemal a jaye aur is ko bollinger band ky sath EMA aur RSI or Fibonacci par istemal kia ja skta hai jis say acha profit hasil kia ja skta hai parabolic SAR*indicator*DOTS ki shakal main hoty hain is main hr 4th dot par market me up ya down lazmi hota hai aur is say yeh bhi pata chalta hai k market dobara oper ya neechay jaye gi ya nai parabolic indicator*aik bhut hi zabardast*indicator*hai jis ka istemal karke hum trading Main asani hay acha profit earned kar saktay hain is*indicator*ka hamen bahut ziyada fayda hota hai yeh market kay trend kay bare main bhi batata hai Parabolic indicator*ka istemal karne ka hamin yeh fayda hota hai k hamin market main exact entry deta hai aur agar ham is main is kay sath sath kisi exponential moving average ya FIR aikk aur indicator ka istemal kartay hain to is say hamin aur ziyada confirm ho jata hai aur ham is main asani say achi trade lay saktay hain.parabolic*Sar Ek technical*indicator*hai jo ke leading indicator ki aik bhut hi important type hai. yeh*indicator*hum ko bhut achi tarikay say guideline Nahin deta hai*likn jab is kay sath aur tool use karty hain to is ka bhut fayda hota hai.


      Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	26
Size:	28.0 کلوبائٹ
ID:	12437634

      اب آن لائن

      Working...
      X