Donchian Channels Indicator Trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Donchian Channels Indicator Trading.
    Friends trading main Donchian Channels Indicator do 02 options kah sath work krta hy aur is main trader kio lot size ni use karty ya to unka double ho jata hai ya phr unka account wash ho jata hai. So trader ko chahe k es ma ye consider karna hota hai k wo lot size k hesab sy loss ya profit hasil ni karty balky wo ik he bar sara account risk par laga dety hain to is liye trader kay lae binary option trading main risk bhot zayada hota hai.

    Click image for larger version

Name:	images (11).png
Views:	1
Size:	26.3 کلوبائٹ
ID:	12576992

    Donchian Channels Indicator Confusesion.


    Friends forex trading ma jb enter hoty hain to enka main maqsad ye hota hai k wo knowledge or experience ko use karyn gy or es sy apny loss ko kam sy kam kar sakty hain. So trader ko hamesa asy trading ko prefer karna chahe jis ma risk kam sy kam ho. Donchian Channels Indicator ma kam trader enter hoty hain kiu k es ma risk ka chance bhot zayads hota hai aur aur trader learning or knowledge ko prefer karty hain aur is k badlay apni trading ma risk ko kam kar lety hain.

    Click image for larger version

Name:	images (10).png
Views:	1
Size:	36.0 کلوبائٹ
ID:	12576993

    Benefits of Using Donchian Channels Indicator

    Friends jab market main aik bahao any wala ho to woh invest kar day specially jab market main recession say recovery start ho aisi situation main binary option trading main invest karny say trader ko short time main bhi bahut achi earning hasil ho jati hay aur is tarah isko baghair mehnat kay bhi bahut achi money hasil ho jati hay. Ager daikha jaye to aam trading ki tarah binary option mukamal tor per legal to hay laikin binary option trading aam trading kay muqably main kafi risky hay. Is main risk to hay but ager trader baghair experienec and knowlesge ky bhi binary option trading kary to isko achi earning ho sakti hay is liye trader ko sirf ye chahiye keh aur yea gain automatically isky account main jama kar dia jata hay.

    Click image for larger version

Name:	images (15).jpeg
Views:	2
Size:	41.5 کلوبائٹ
ID:	12576994
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Donchian Channels Indicator Trading.

    INTRODUCTION
    Dear buddies asalamo alykum kesay hain ap sab umeed hay ap sab tek hon gay aur aap ka trading week bhi acha ja rha ho ga.yeh pattern*aur indicator humari trading main bht important role play karty hain.yeh humain profit delany main bht madad karty hain. Hum agr in ki learning nai krain gay aur in ko fazool samjyn gay to kbi bhi kamyabi humary kadam ni choomy gi aaj hum jis topic per bat krain gay wo hai donchain channel.Dochain channels 3 lines hain jo moving average kay zriye payda hoti hain jo aik signal par mushtamil ho hain jo aik midrange ya maiden band kay ird gird operi aur nichlay band kay zariye tashkeel di jati hain.upper band 'N' is period me security ki sab say ziyada keemat ko nishan zad karta hai.jab k lower band 'N' period me security ki sab say low price ko nishan zad karta hai.upper aur lower band kay darmiyan ka area donchain channels ki nomaindgi karta hai.career future trader Richard donchain ne 20th century kay mid main trends ki shanakht main madad karny kay liye yeh signal tiyar kiye thy baad me isay father of trend following ka laqab diya jaye ga.


    Click image for larger version

Name:	images (18).png
Views:	2
Size:	26.5 کلوبائٹ
ID:	12437531


    UNDERSTANDING DOCHAIN CHANNELS IN FOREX
    donchain channels aik technical signals hain jo bullish aur bearish kay extremes ki nishan dahi kartay hain jo reversal kay sath sath higher aur low breakout,breakdown, aur obartay huway trend kay haq main hain.center band sirf 'N' period sab say higher aur 'N' period main sab say lowest low kay darmiyan average ka hisab lgata hai.Donchain channels mojooda price aur trading ranges kay darmiyan phelay say teh shuda period main comparative relations ki nishan dahi kartay hain 3 values waqat kay sath sath price ka aik visual banati hain.is trah bollinger band ki traha muntakhib period kay liye bullish aur bearish ki limit ko zahir krti hain sab say upper line bullish energy ki nishan dahi karti hai bull -bear conflict kay zariye is period kay liye hasil ki gai buland tareen keemat ko nomaya krti hai.


    Click image for larger version

Name:	images (23).jpeg
Views:	2
Size:	41.5 کلوبائٹ
ID:	12437532

    اب آن لائن

    Working...
    X