After Gap Down Candlesticks Pattren...
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    After Gap Down Candlesticks Pattren...
    Assalamu Alaikum!


    dear member Main ummid Karta hun, aap sab khairiyat se Honge aur Apna Achcha kam kar rahe Honge. Jab aap ismein kam karte hain to aapko daily ka target complete karna hota hai aur hard work ke sath kam karna hota hai. agar aap ismein hard work Nahin Karenge to aap kabhi bhi successful trading nahin kar sakte, isliye aapko market Mein different important analysis per completely study Karni chahie aur Market ko acchi tarike se focus karna chahie jitne acchi analysis ke sath aap is market Mein trading Karenge aapko itna hi Achcha result milega. main aaj aapse bahut hi important information share karungi, jo aapki trading ko profit table banaa sakti hai to Mera topic hai after gap down candlestick pattern kya hai Ham is per Kaise trading Mein kamyabi Hasil kar sakte hain.

    After Gap Down Candlesticks Pattren:

    Technical traders Mein aajkal Japani scandals take chart price action ka analysis karne ka sabse Maqbool Tarika Hai candlestick pattern dusre chart patterns ke comparison mein dekhne ke Taur per bahut jyada maloomat pesh karte hain candles take market ka sabse high price Lo price open price aur close price Ko Ek Najar Mein dekhte hain price ki pichhali nakalo Harkat ko track karne ki ke liye Unka use karne ke sath sath technical traders Japanese candlestick ke pattern Ki Talash karte hain Taki is baat ka pata Lagaya Ja sake ke market kahan ja rahi hai candlestick chart pattern price ke top aur bottom per bahut jyada Muzaffar hote hain jisse market ka current trend reversal hone ka sabab banta hai after top gap down candlestick pattern bhi price ke top per bearish trend reversal ka work karta hai.



    Candles Formation:

    After top gap down candlestick pattern price ke up Trend ya bullish area Mein Barish Trend reversal hone ka ek indication Deta Hai jisse price ka reversal Mein tabdil hone ka Zariya hote hain after top gap down candlestick pattern five candles par mustamail Hota Hai Jiski tafseel darja zail hai.



    First Candle: after top gap down candlestick pattern price ke top mein ek strong bullish candle hoti hai jo ki market Masjid jaane ka indication Deti Hai yah candles real body Mein bullish Hoti Hai Jiske Upar aur lower side per Shadow javek ho sakti hai but real body lasmi Shadow ki nisbat strong honi chahie.

    Second Candle: after top gap down candlestick pattern ki second candle be strong bullish candle hoti hai but Ye candle first candles ki nisbat real body Mein Saman Hoti Hai jisse market per bullish Trend ke ashrath kam Hona start hote hain yah candle first candles ki real body mein open hokar Apar close hoti hai.

    Third Candle: after top gap down candlestick pattern ki third candle B bullish candle hoti hai but yeh candle sabse Sambhal real body Mein hoti hai jo ki amuman ek police spinning top candles banati Hai yah candle second Bullet candle se above per gap Mein banti hai Jiske up and down side per small c wick ho sakti hai.

    Fourth Candle: after top gap down candlestick pattern ki 4th candle candle Hoti Hai yah candle third bullish spinning top candle ke barabar Mein banti hai jo ki price ko Majid bullish jaane se rokati hai yah candle police candle ke bad open hokar second aur third candle Ke Darmiyan gap Mein close hoti hai.

    Fifth Candle: after top gap down candlestick pattern ki last ya 5th candle ek strong beerus candle hoti hai jo ki 4th bless candle se bhi log app mein banti hai yah candle trend reversal ki indication deti hai jo ki price ko bahut Teji ke sath Veeresh push Karti Hai yah candle market ki maujuda trend ki tabdili ka signal Deti Hai.


    Explanation of After Gap Down Candlesticks Pattren:

    After top gap down candlestick pattern price ke top mein batata Hai Jab Bhi yah market mein bahut high area jabolesh friend ke last Mein trade kar rahi hoti hai after top gap down candlestick pattern 5 candles per mustamel ek baar friend reversal pattern Hai jismein Shamil fast teen candles hoti hain bullish candles Mein first candles strong or long real body wali bullish scandal hoti hain Jab Ke second aur third candle size mein first candle se kam hoti hain Jab Ke third Sambhal police candle Ek white spinning top candle hoti hai jo ke second candle se upar gap Mein banti hai pattern ki Chhoti candle real body wali hoti hai jo ki police friend ka Hath ma Karti Hai pattern ki last candle Ek bear is long real body wali bear candle hoti hai jo ki Chhoti candle se bhi log app mein banti hai.

    Trading With After Gap Down Candlesticks Pattren:

    After top gap down candlestick pattern market ke current trend ko Khatam Karke price ko bearish trend Mein Badal Deti Hai yah pattern traders ko Sel ka signal Deta Hai Jis per market Mein entry ki Ja sakti hai pattern per trading se pahle Ek bear is confirmation candles Ka Hona important hai jo ki real body Mein lajmi honi chahie pattern ke bad bullish candle Banane se Iske aasraat khatm Ho Jaate Hain Jis per trade open nahin karna chahie CCI indicator osilator se confirmation lene ke liye Inka value overbought Jon Mein Hona chahie pattern per trade entries ke sath stop loss ka bhi zaroor use Karen stop last pattern ke sabse top area ya third spinning top candles ke upper se 2 pips above set Karen.


    ......Forum is a great place for traders talk.......
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: After Gap Down Candlesticks Pattren...

    Assalamu alaikum I hope kya thik honge aur Market mein achcha kam kar rahe honge aapko pata hai ki Forex ek bahut hi achcha business hai jismein Ham mukhymantri ke Seva karenge to Ham ismein bahut hi aasani se kamyab ho sakte hain hard working important hoti hain aapko pata hai ki market mein Ham jitna jyada achcha kam karenge utani hi hamen kamyabi milegi agar ham ismein without knowledge per kam karna chahte hain ya market se profit Lena chahte Hain to main aapko yah Bata dun ki yah ek aisa business hai jismein Ham proper regular knowledge lekar kam karenge to aapko kamyabi milegi aap ismein without knowledge ke kabhi bhi kamyab Nahin ho sakte technical analysis important hote Hain anal se isko follow karte rahana hota hai to hamen kamyabi milati hai.

    Gap dwon candle stick pattern

    Respect Forex member of market ke bare mein pata hi hoga ki yah Kaisa business hai 4x hamare liye ek bahut hi achcha business hai jismein Ham proper study Karke kam Karen to hamen kamyabi milati hai aapko pata hai ki ismein bahut se candle stick use hote hain jinko follow karte rahana hamen important hota hai aapko har candlestick ke bare mein knowledge to Hoga jis candlestick ke bare mein Ham baat kar rahe hain uska naam hai gap down candle stick parttern aapko pata hai ki market ismein 5 din continue hoti hai aur 2 din main off hoti hai jab market dobara on hoti hai to market mein Kafi time aisa hota hai ki market mein gap aata hai aur uske bad market mein long move hoti hai yah is vajah se aata hai jab market mein Koi high impact news launch hui ho ya fir market mein Koi indicator ki vajah se channel se uski vajah se market mein high impact karta hai is vajah se market mein gap aata hai.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	5
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12436941

    Trading Explanation

    Forex all member mein aapko batana chahta hun ki ismein aap sabar ke sath kam karenge to aapko kamyabi milegi kyunki aapko market ke bare mein pata hai ki market mein kabhi move fast hoti hai aur kabhi ismein slow hoti hai hamen market mein moving average ke hisab se chalna hota hai aur Market mein apna work continue rakhna hota hai to iske liye important hota hai ki Ham ismein pahle se Hi knowledge lekar kam Karen to hamen kamyabi milati hai koi bhi work hai usko Ham proper tarike se time denge to Ham kamyab ho sakte hain kabhi bhi Ham shortcut tarika market mein apnaenge to hamen loss ka samna karna padega isliye important hai ki aap pahle se Hi market mein proper knowledge lekar kam karen to aap ismein bahut hi aasani se market se fayda le sakte hain


    Click image for larger version

Name:	images (4).png
Views:	1
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12436942
    :1f60d: hard work :1f60d:

    اب آن لائن

    Working...
    X