What is bullish mat hold candlestick pattern ,,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is bullish mat hold candlestick pattern ,,
    Introduction,

    I hope all friends fine main ummid karta hun aap AP sab dost khairiyat se honge aur apna Kam samajhdari ke sath complete kar rahe honge or forex trading ak bohot risky business hai. Or is main profit k sath sath hamen loss bi kafi hota hai. Isi leye jb tk hamen forex market ka knowledge or is ka experience na ho to is main hamen trading nahe krni chaheye. Bullish mat hold key mein mokamal deatail shear krny gy. I hope AP ko yh information bht Kam any wali hay. Aur AP best treader bny mein kamyab ho jaein gy. Aj ka topic bullish mat hold bht eham hay.

    What is Bullish Mat Hold Pattern,

    Forex members bearish mat hold pattern price chart per sb key bearish trend ko ap ney simt mein agy ki traf brhty hain. Aur pattern five candles ka aek growh hay. Aur jis mein 1st candle aek mazbot bearish candle hoti hay. Aur jis see pechli bearish trend ki malomat milti hay.Yeah candle aek lmba real body mein hoti hay. Aur pattern ki any wali 3en candles chuti real body mein bullish hoti hay. Aur es mein pattern ki 2ori Aur 1st bearish candle key nechy side par gap main open hoti hay. But close os key real body mein hoti hay.Aur pattern ki 3esri or 4th candles 1st candle key real body mein or close 2ono hotey hain. Aur pattern ki chuti real body vali candles see prices bearish side per mazeed nechy janey see thorey see ruk jati hay.Aur jb key akhri candle vapis bearish trend kar vati Kun key yeah aek lmba real body vali bearish candle hoti hay. Es ko hm bullish mat hold pattern khty hain.
    Click image for larger version

Name:	download (6).jpeg
Views:	7
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12576863
    Treading Strategies,

    Bearish mat hold pattern prices key leay sellers key market mein bht dilchaspi ki vaja see banta hay. But koch time key leay market mein gap bnta hay.Aur jis key leay bht sarmaey waly soch rahy hotey hain. Key ey ark jesy trend per prices ko barkarar hona chaey. Yha trend reversal hona chaey. But end mein result trend reversal key leay mein hota hay.Aur bearish mat hold pattern key leay bearish candle key bd market mein sell ki entry hoti hay. Aur ju key confirmation candle key leay zada acha result deta hay. SL pattern key sb see upper yah uper par hona chaey. Or jidar 1st bearish candle open hoti hay. Os see 2 pips uper set karen.Tak k AP successful treading kr skein. Aur acha profit Len.
    Click image for larger version

Name:	images (27).jpeg
Views:	2
Size:	7.4 کلوبائٹ
ID:	12576864
    Candle ki pechan kesy ki jati hay,

    Bullish Mat Hold Pattern main five candles per moshtamil hota hay. Aur in tamam candles ko bht achy sy define kia gea hay.

    1st is,

    1st candle bearish mat hold pattern ki aek lambi real body vali bearish candle hoti hay. Aur ju key sb key bearish trend ki ekasi karti hay. Aur pattern ki yeah candle Kali yah surakh rang mein hoti hay. Aur ju key zada tar bagger lamby saey ki hoti hay.Es trha 1st candle ko pechan jata hay.
    Click image for larger version

Name:	download (24).png
Views:	3
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12576865
    2nd is,

    Market main 2nd candle bearish mat hold pattern ki 2osri candle aek chuti bullish candle hoti hay. Aur jis ka open to 1st bullish candle see down gap mein hota hay. But close 1st candle ki real body mein hota hay. Yeah candle sufeed yah sabaz rang mein hoti hay.

    3rd,

    3rd candle bearish mat hold pattern key choti real body mein hoti hay. Aur ju key bullish candle hoti hay. But yeah bearish be ho sakti hay. Aur Yeah candle bi 1st candle ki real body mein banti hay. Es trha hm 3rd candle ko pechcan skty hain.

    4th Candles,

    Yeah small candle ark jesi chuti bullish candles ki tarah banti hay. Or yeah bi kali yah surakh mein hoti hay. Yeah candle bi 1st candle ki real body mein open or close hoti hay. But 3rd candle key nechy pr banti hay.

    5th Candle,

    Market main bearish mat hold pattern ki akhiri Aur 5th candle aek lmbi real body mein hoti hay.kun key ju key small candle key bad nechy par open ho kar 3 choti candles key uper per close hoti hay. Aur yeah candle bkali yah surakh hoti hay. Aur zad tar bagger lmba saya key hoti hay.Agr es trha hm achy sy candle ki formation kren k hm achy sy kamyab ho jaein.

    Explain,

    Dosto market main jb hm work krty hain. Tu hm market ko achy sy analysis krwa key best treading kr skty hain. Jtna zada time forex ko den utna hi best experience increase ho ga.
    Click image for larger version

Name:	images (26).jpeg
Views:	10
Size:	4.9 کلوبائٹ
ID:	12576866
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: What is bullish mat hold candlestick pattern ,,

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Bullish Mat-Hold Pattern


    Bullish mat hold pattern bullish trend main banne wala aik bullish trend continuation pattern hai, jo k panch candles par mushtamil hota hai. Ye pattern jab newly bullish breakout ya normal sideways market main banta hai, to uss waqat prices bohut teezi k sath bullish jati hai. Bullish mat-hold pattern ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss k baad small real body main teen candles hoti hai, ye candles bullish aur bearish dono ho sakti hai, lekin ye prices main thora sa waqfa peda karta hai. Darmeyan wali teeno small candles bearish, bullish aur bearish formate main ziada tar hoti hai. Bullish mat-hold pattern k last par aik aur bullish long real body wali banti hai, jo k bullish trend ko uptrend main continue karati hai.

    Click image for larger version

Name:	images (227).png
Views:	29
Size:	6.9 کلوبائٹ
ID:	12436898

    Candles Formation


    Mat-hold pattern continuation pattern hone ki waja se bullish trend main banta hai, ye pattern panch candles par mushtamil hai, jiss ki tafseel darjazzel hai;

    Click image for larger version

Name:	images (228).png
Views:	8
Size:	1.8 کلوبائٹ
ID:	12436899

    1. First Candle: Bullish Mat-hold pattern ki pehli candle bullish hoti hai, q k ye pattern bullish trend continuation ka kaam karta hai. Mat hold pattern ki pehli candle color main white ya green hoti hai.

    2. Second Candle: Bullish Mat-hold pattern ki dosri candle wese to kisi bhi pattern (bullish or bearish) ki ho, pattern k mutabiq thek rahegi, lekin agar ye candle bearish ho to ye ziada pattern se mushabehat rakhti hogi. Ye candle black ya red color ki ho sakti hai, lekin zarrori nahi hai k aisa lazmi ho.

    3. Third Candle: Bullish Mat hold pattern ki teesri candle aik small real size main banti hai, agar ye candle formate main kisi bhi pattern ki ho pattern k mutabiq thek rahegi. Lekin ziada maozon agar ye candle bullish ban jaye to best rahegi. Ye candle color main white ya green honi chaheye lekin zarrori nahi hai.

    4. Fourth Candle: Bullish Mat-hold pattern ki fourth candle bhi dosri candle ki tarah formate main banti hai, ye candle bhi kisi pattern (bullish or bearish) ki ho, pattern k mutabiq thek rahegi, lekin agar ye candle bearish ho to ye ziada pattern se mushabehat rakhti hogi. Ye candle black ya red color ki ho sakti hai, lekin zarrori nahi hai k aisa lazmi ho.

    5. Fifth Candle: Bullish Mat-hold pattern ki akhari fifth candle formate bullish trend continuation pattern k mutabiq bullish hoti hai, jo k aik long real body wali candle hoti hai. Ye candle color main white ya green banti hai, jo k trend continuation ka sabab banti hai.

    Explanation


    Bullish mat-hold pattern panch candles ka aik bullish trend continuation pattern hai, jiss ki pehli candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jiss ka baad aik small real body wali teen mukhtalif color yani bullish aur bearish candles hoti hai. Ye pattern agar newly bullish breakout pattern ya sideways pattern main banti hai, to iss ka trend bohut teezi k sath bullish jati hai. Mat-hold pattern k darmeyan main aksar teen small candles black crows pattern ki candles hoti hai, lekin kabhi kabhi iss main aik candle bullish bhi darmeyan main a jati hai. Pattern ki last candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo k prices ka bullish trend continuation ka sabab banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (138).jpeg
Views:	1
Size:	10.4 کلوبائٹ
ID:	12436897

    Trading


    Bullish mat-hold pattern prices k darmeyan yanni sideways trend ya newly bullish breakout trend main buyers k leye ziada chances hote hen, k wo market main buy ki entry karen. Q k iss pattern k baad prices teezi k sath bullish jati hai. Pattern par trading bagher bullish candle confirmation k entry nahi karni chaheye, q k ye bohut ziada riski hai. Pattern par trading se pehle market ki position dekh len, k ye sideways ho ya newly bullish breakout hona chaheye, dosra ye pattern long term k timeframes main banna chaheye. Agar pattern ki agli candle bullish hoti hai, to yahan par buy ki entry ki ja sakti hai. Jab k patterns par Stop Loss pattern k sab se low position jo k pehli candle ka low banega par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (139).jpeg
Views:	1
Size:	15.2 کلوبائٹ
ID:	12436896
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Bullish Mat Hold Candlestick Pattern: A Comprehensive Guide

      1. Bullish Mat Hold Kya Hai?


      Bullish Mat Hold ek candlestick pattern hai jo aksar upward trend ki tasdeeq karta hai. Ye pattern tab banta hai jab market mein bullish sentiment zyada hota hai. Is pattern ko samajhna traders ke liye behad zaroori hai, kyunki ye market ke reversal ya continuation ki indication de sakta hai.
      2. Bullish Mat Hold Pattern Ka Structure


      Is pattern ka structure teen candlesticks par mabni hota hai. Pehli candlestick ek downtrend ke baad banti hai, jo bearish hoti hai. Doosri candlestick ek small body ki hoti hai jo pehli candlestick ke neeche close hoti hai, lekin high wohi rahta hai. Teesri candlestick ek large bullish candlestick hoti hai jo doosri candlestick ko engulf kar leti hai aur is se market ka bullish trend shuru hota hai.
      3. Pattern Ka Formation Aur Timing


      Bullish Mat Hold tab banta hai jab market mein sellers apni position se nikal rahe hote hain aur buyers zyada ho rahe hote hain. Is pattern ka formation aksar support level ke aas-paas hota hai, jahan se price ne niche ki taraf jaana band kar diya hota hai. Timing bhi is pattern ko samajhne mein zaroori hoti hai; agar ye pattern kisi strong support level ke aas-paas banta hai, to ye bullish reversal ka strong indication hota hai.
      4. Trading Strategy Ke Liye Bullish Mat Hold


      Is pattern ko trade karne ke liye, traders ko pehli aur doosri candlestick ka dhyan rakhna chahiye. Jab teesri candlestick banti hai, to traders is par entry lene ka soch sakte hain. Is pattern ko istemal karte waqt stop-loss zaroor set karna chahiye, jo pehli candlestick ke low ke neeche rakha ja sakta hai.
      5. Bullish Mat Hold Pattern Ki Confirmation


      Pattern ki confirmation ke liye, traders ko volume ka bhi dhyan rakhna chahiye. Jab teesri candlestick banti hai, to agar volume increase hota hai, to ye pattern ki strength ko confirm karta hai. High volume bullish signals market ki buying strength ko darshata hai.
      6. Bullish Mat Hold Aur Trend Reversal


      Is pattern ka sabse bada fayda ye hai ke ye trend reversal ko darshata hai. Agar aap is pattern ko sahi samajh lein aur is par trading karein, to aap bullish trend ka fayda utha sakte hain. Lekin hamesha yaad rahe ke kisi bhi trading decision ko sirf ek pattern par nahi, balki market ki overall conditions par bhi lena chahiye.
      7. Risk Management Ka Kirdar


      Jab aap Bullish Mat Hold pattern par trade kar rahe hote hain, to risk management zaroori hota hai. Stop-loss ko theek jagah set karna, position sizing ka khayal rakhna, aur market ki volatility ko samajhna traders ko loss se bacha sakta hai. Risk-to-reward ratio ko bhi nazar mein rakhna chahiye.
      8. Trading Mistakes Se Bachna


      Har trader ko kuch common mistakes se bachna chahiye jab wo is pattern par trade karte hain. Inme se ek mistake ye hai ke traders pattern ki confirmation ka intezar nahi karte aur jaldi entry le lete hain. Is wajah se wo loss ka shikaar ho sakte hain. Hamesha confirmation candles ka intezar karein.
      9. Market Context Ka Analysis


      Bullish Mat Hold ka pattern tab zyada effective hota hai jab market ka overall context bullish ho. Isliye, aapko market ki larger timeframe charts par bhi dekhna chahiye. Agar daily ya weekly charts par bullish trends hain, to ye pattern zyada reliable hoga.
      10. Technical Indicators Ka Istemaal


      Technical indicators, jaise RSI ya MACD, ko Bullish Mat Hold pattern ke sath istemal karna aapki trading strategy ko aur bhi mazidaar bana sakta hai. In indicators ko istemal karke aap market ki momentum aur overbought/oversold conditions ko samajh sakte hain.
      11. Bullish Mat Hold Ke Fawaid


      Is pattern ke kuch fayde hain, jaise ke ye aapko ek clear entry point deta hai aur market ke bullish reversal ko darshata hai. Is pattern ki pehchaan karke aap achhe profits kama sakte hain agar aap is par trading karte hain. Ye pattern kaafi reliable hai, khas taur par jab ye support levels ke aas-paas ban raha ho.
      12. Bullish Mat Hold Ka Historical Performance


      Historical performance ko dekhne se traders ko pattern ki reliability ka andaza hota hai. Agar aap pichle price movements ka jaiza lein aur dekhain ke ye pattern kaise kaam kiya hai, to aap apne future trading decisions ko behtar bana sakte hain.
      13. Bullish Mat Hold Ko Samajhne Ki Ahmiyat


      Bullish Mat Hold ko samajhna aapki trading skills ko behtar bana sakta hai. Ye pattern sirf ek candlestick formation nahi hai, balki ye aapko market ki psychology aur sentiment ko samajhne mein madad karta hai. Jab aap ye pattern sahi samajh lete hain, to aap bullish market conditions ka behtar fayda utha sakte hain.
      14. Aakhri Tajaweez


      Bullish Mat Hold pattern ko samajhna aur trade karna aapki trading strategy ko behtar bana sakta hai. Is pattern ke formation, confirmation, aur trading strategies par dhyan dekar, aap apne trades ko behtar tarike se manage kar sakte hain. Hamesha market ki conditions ka khayal rakhein aur risk management ko na bhoolen, takay aap trading mein successful ho sakein.

      Is tarah se Bullish Mat Hold pattern ko samajhkar aur istemal karke aap apne trading results ko behtar kar sakte hain. Trading ek art aur science hai, aur is pattern ki madad se aap is art ko aur behtar bana sakte hain.

      اب آن لائن

      Working...
      X