Rounding Bottom Pattern:
Dear forex members Rounding Bottom Pattern ko technical analysis k ander financial assets k price chart man market ka trend find kia jata ha.Is chart pattern ko price k ander series downward movement aur apna bottom per phonchna k bad series upward movement hoti ha aur graphically ye "U" shap ka hota ha. Rounding Bottom Pattern hamasha long downtrend k bad banta ha aur market price man long term ki reversal ki waja banta ha. Is pattern man long term trading k bara man market find kerta han aur is man time frame weekly ya monthly use kia jata ha. Rounding Bottom cup and handle pattern k similar ha lakin is man temperary down trend handle portion man nahe hota. Rounding bottom ki initial decline slop market man sell ki power ko zayada show kerti ha, aur market prices man downtrend hota ha. Market man uptrend us waqt start hota ha jab buyers market ko control man leta han, aur prices man increase ana start hota ha. Jab Round Bottom Pattern complete ho jae aur market apna previouse market price level jahan sa Rounding Bottom Pattern howa tha usko breakout kare to ye round bottom ki confirmtion ha.
Information of Rounding Bottom Pattern:
Dear my friends Rounding pattern ke bare mein jo information ap ny share ki hy wo bahut hi important hoti Hai har EK trader ke liye aur is chij se har EK trader ke knowledge or experience mein aur ezafa bhe hota hai aur hamen in technical points ke bare mein Hi ek dusre ke sath acche tarike se discussion karni chahie Taki is chij ko aur acche tarike se samjha ja sake aur jyada se jyada ek dusre ke experience or knowledge se benefit Bhi uthaya ja sake aapane ek acchi information share ki Hai rounding bottom pattern ke bare mein aur is pattern ko reversal pattern bhi kaha jata hai aur yah jyada tr technically use hota hai.
Trading with Rounding Bottom Pattern:
Dear my siblings Trader ko es pattern ma trade karny k liye pehle step ma enter hona asan ni hai. Kiu k ye pattern start market k upper ye middle sy hota hai. Es point par seller ka influence find karna hota hai. Agr market ma seller zayada hon gy to he market nechy aye gi. So es time par hamara stop loss entery point k uper hona chahe. Second point tb ata hai jb market apni support par ponch jati hai. Es time par hamy judge karna hota hai k seller market ma kam ho rahy hain or buyer barh gae hai. So es time par hamy stop loss market ma entery point sy nechy set karna hota hai. Pehle wali trade k opposite trade open karna hoti hai or take profit pechly height pae set kiya ja sakta hai. Jo b pattern ho us ma munasib take profit or stop loss zarur set karna chahe. Kiu k kio b pattern 100 percent confirm ni hota.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим