What is RSI divergence?
Dear forex members RSI divergence os wakt hona start hota hey jab price reverse honay say pehlay RSI reverse hona start ho jata hey RSI divergence daikhnay ka dosra tareka yeh hey keh RSI price mein tabdele ko zahair karte hey es say pehlay aa price action mein tabdele ko analysis karen ap esay ebtadai carefull signal bhe samajh saktay hein dosray lafzon mein trader ke mumkana tabdele ka pata laganay kay ley samajh saktay hein ,,,,
Types of RSI divergence:
Bullish RSI divergence:
Mere pyare Dosto jaisa keh opar batya geya hey bearish divergence mein RSI over bought ko indicate karta hey to bullish divergence inverse hote hey bearish divergence kay or bullish Divergence RSI oversold level mein shamell hote hey or price dosre peak say low say low hote jay ge ,,,,
Bearish RSI divergence:
Dear Aziz dosto bearish divergence RSI over bought mein shamell hote hey jes kay bad RSI mein low high hote hey essi mesal price k 2nd peak or zyada high tak pohnchana hota hey jahan par RSI low hey es say ap ko yeh eshara mel sakta hey keh high ke raftar kam ho rehe hey r nechay ke movement jald he zahair ho sakte hey
Trading with RSI divergence:
Dear my friends jab ham ko divergence trading strategy ka knowledge ho to Divergence trading strtegy ko behtar karnay kay ley chand tareekon par ghor karna chihay yeh strategy profit mein ap ke trade lanay ke average mein ezafa karte hey support or resistance ka estamall karnay say aap ke RSI divergence ko apas mein jornay wallay support or resistance marks ko talash karna trade ko win karnay kay apnay emkan ko increase kar saktay hein wazah rahay keh aik bohut he wazah support or resistance ko talash karna chihay dosra method RSI divergence say profit increase karnay ka yeh hey keh trading ko exit karna chihay kese bhe trading strategy ke tarah aap ko trade exit karnay ke trading strategy or trading say out honay kay ley trade ko exit karna hota hey ta hum long term trading mein stop loss ko pechay chona ap ko over all trading mein profit ko increase kar sakta hey or ap mumkana tr par apni trade ko exit khod kar saktay hein.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим