Detail of Resistance level and support level.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Detail of Resistance level and support level.
    Aslam o alaikum dear members. Umeed karta hun k ap sab kheriat sey houn gey and forex par achi learning kar rahy houn gey. Dear members Pakistan forex forum aik real platform hai jahan hum real trading kar sakty hein. Aj mein ap sab k sath support and resistance level k bary mein information share karun ga jis sey ap market mein aik acha benefits hasil kar sakty hein.


    ✓ What is Support and Resistance?

    Dear members support and resistance level ki forex trading market mein boht zada value hai. Market in levels k beyhad respect karti hai and aksar dekhny ko milta hai k market in level sey wapis ho jati hai or support and resistance level par hamen reversal dekhny ko milta hai. In mein koi pin bar candle ban sakti hai ya phr hammer candle ban sakti hai ya phr shooting star candle bhi ban sakti hai.

    Mostly expert traders stop loss or take profit set karty hein ya phr ya phr in levels par entry lety hein or exit hoty hein. Support and resistance level profitable trading k liye beyhad zaruri hai. Is ki pehchan karny k liye mostly traders aik big time frame chart ka istemal karty hein.


    Explanation of support and resistance level :

    Dear forex members resistance level bilkul support level ki tarah working karta hai. Is mein hamen weekly previous chart dekhna hota hai and high stage point par line draw karni hoti hai. Yeh hamara resistance level banta hai and ab is k baad hamen wait krna hoga k kab market is point par pounchy gi.
    Jab yeh resistance level par reversal signal dey tou hamen sell ki trade active karni chaiye. Support level check karny k liye hamen sab sey pehly previous days ka chart check karna hota hai and dekhna hai k market ney lower point kahan touch kea hai. Low level par ham line draw karty hein and then yeh hamara support level hota hai. Ab hamen market ka wait krna hota ha and jab market is point ko touch karta hai then hamen buy ki trade active karni chaiye kyun k us k baad aik reversal banta hai jis sey market upward move karti hai.


    ✓ Conclusion ;


    Dear members support and resistance level aik boht he famous and successful level hota hai. Is ki madad sey hamen yeh maloom hota hai k kab market bullish ya bearish move kary gi. In dono levels ki working almost same he hoti hai but in ki movements alag hoti hai. Aik bullish trend ko show karta ha and dusra bearish trend ko Zahir karta hai. Yeh market mein current trends ka exactly point par ja k hamen confirmation deta hai. Mostly expert traders in levels ka istemal karty hein . Is liye mein umeed karta hun k sab members is pattern ko zaroor seekhen gey and acha benefit hasil karen gey.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Detail of Resistance level and support level.

    What is Resistance level




    Assalamu alaikum my dear forex member ummid karta hun aap sab khairiyat se honge aur achcha profit hasil kar rahe honge ji bilkul aaj ke topic mein main aapko batana chahta hun kya resistance level Kya hota hai resistance level aisa point hota hai Jahan per maarpeet ek maximum price ke upar niche ki taraf laut jaate Hain aur ek movement banati hai price high level se lower level tak jaati hai FIR lower level se high level tak jaati hai isko Ham resistance level kahate Hain resistance level per price hamesha high rahti hai aur my dear forex member trading market mein iski value bahut jyada important Hoti hai market ine level ko behad respect deti hai aur aksar dekhne ko milta hai ke market ine level se wapas ho jaati hai aur resistance level per hamen reversal dekhne ko milta hai inmein Koi pen bar candle Ban sakte hain ya FIR hammer candle Ban sakte hain aur ismein shooting star candle bhi ban sakte hain candle stick pattern bante rahte hain agar Ham baat karte hain iske identification ki to market mein ek point show hota hai jo ke green color ki line per must milta hai to vah iska registration ke upar market apni price ko 2 se 3 martba usko touch Kar chuki Hoti hai high level per to isko Ham resistance level kahate Hain jaise hi market is level ko touch Karti hai usi price ka ek riversal trend maujud mein aata hai jo ke market ko fauran hi niche ki taraf movement deta hai







    Treading with Resistance level





    Thereforex member ismein sabse jyada important baat hai identification ki agar aap ismein identify kar lete hain ki aap market is Resistance level ke kareeb bad chuki hai to fauran iska ek reversal trend banega resistance level bullish candle ke upar mushkil hota hai jo ki market mein price ko upper level tak movement karvati Hain aur is mein jab market se resistance line ko touch Karti hai to usi time market ek reversal trend mein a jaati hai aur agar is Kumar kithe code Kat deti hai to isko Ham resistance break out ke naam se jante Hain to ismein baat aati hai aap training ki ab Ham trading kis Tarah karte Hain trading karne ke liye aapke pass bahut jyada acchi information honi chahie bahut jyada experience hona chahie to ismein jab Bhi aap dekhen kya resistance level ke kareeb market move kar rahi hai to usi time aapane ismein sel ka signal apply kar dena hai to iske upar aapane stop loss ka tools lajmi istemal karna hai







    What is support level





    My dear forex member resistance level or PVT point ke aakhir mein jo niche ki taraf hota hai usko Ham sport level kahate Hain Jo ki market ko bahut jyada lower price tak jaane se stop Karke rakhta hai jo ki period point ke niche maujud hota hai isko agar aap acchi Tarah se identify kar le to aap ismein achcha profit hasil kar sakte hain aur achcha profit hasil karne ke liye aapke pass good information ko hona lajmi hai jab Bhi market is sport level ko break out karte hain ya cross karte Hain to usko Ham support level break out kahate Hain kyunki market isko break out karke masjid niche jayegi aur market ki movement bahut jyada tej si se Hoti hai isliye hamen ismein istemal karna chahie







    Treading with support level





    forex member ab aate Hain iske upar trading ke Ham ismein trading kis Tarah kar sakte hain trading karne ke liye aapke pass acchi information achcha knowledge aur achcha experience kaun hai lajmi hai kyunki is Resistance aur support level ke center mein ek period point maujud hota hai to ab aap yah dekhen ki jab Bhi market resistance level se niche a rahi ho to aapane sel ka signal apply karna hai aur jab support level ko market cross Karen ya touch karen to aapane bah ka signal apply karna hai to iske liye jyada important hai ki aapke active rahana chahie kyunki jitna jyada aap log market mein active rahenge utna hi jyada aap log ismein acchi running hasil kar payenge to iske liye jyada jaruri hai ki jab Bhi market sport level ko touch karen to aapane Bank ka signal apply karna hai aur stop loss ka tools mein istemal karna hai stop loss aapki equity balance ko sev rakhta hai risk ko kam karta hai risk ke chances ko bhi kam karta hai


    اب آن لائن

    Working...
    X