Shooting Star Candlestick Pattern ---- Defination, Identification & Trading info

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Shooting Star Candlestick Pattern ---- Defination, Identification & Trading info
    Shooting star one bar par mushtamil bearish reversal pattern hai or ye es laye bearish reversal pattern hai kay ki formation kay time par market bhot sharply uptrend ma move karti hai but jb market ma session ending kay kareeb ponchta hai to seller market ma in hoty hain or wo price ko opening point kay kareeb he close kar dety hain.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221220-175729_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	75.0 کلوبائٹ
ID:	12576714

    What is shooting star candlestick pattern.

    Shooting star candlestick pattern ik chart par single bar kay tor par appear hota hai. Ye tb occur karta hai jb market ki price rise karti hai or es ma significant rise dekha ja sakta hai. But jb session end hony wala hota hai to price opening point kay kareeb he close ho jati hai. Es tarha es candlestick ki upper wick large hoti hai or lower wick small hoti hai or es candlestick ki body bi small hoti hai. Es case ma candlestick ki body eski wick ki length kay half sy bi kam hoti hai. Toh ham ye keh saktyn hai es pattern ki wick eski body kay double in length hoti hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221220-175711_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	90.5 کلوبائٹ
ID:	12576715

    Identification of shooting star candlestick pattern in forex.

    Es pattern kay appear hony kay laye market ma pehle uptrend hona chahe. Agr ye down trend ma appear hon ga to es pattern ko valid ni mana jaye ga. Es pattern ka little shadow bhot small hota hai. Es pattern ma jb price open hoti hai to wo twice high distance cover kar leti hai but phr buying pressure selling ma convert ho jata hai or market wapas apny opening point par ponch jati hai. Es pattern kay bad trader ko sell ki trade ko open karna chahe kiu kay market kay sentiments bullish sy bearish ma convert ho jati hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221220-175654_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	19.6 کلوبائٹ
ID:	12576716

    Information given by shooting star candlestick pattern.

    Shooting star candlestick pattern market kay uptrend ma form hota hai or ye agr market ki resistance par show ho jay to profit hasil karna bhot easy ho jata hai. Es ma trader ko small lot sy trade ko open karna chahe or stop loss kay tor par es candlestick pattern ka highest point use karna chahe. Ye information melti hai kay buyer apna control kho chukyn hain or seller market ma active ho rahyn hain. Es time par agr trader ko selling position mel jaye to acha advantage mel sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20221220-175638_Firefox.jpg
Views:	1
Size:	50.2 کلوبائٹ
ID:	12576717
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Shooting Star Candlestick Pattern ---- Defination, Identification &amp; Trading info

    Explanation:

    Shooting Star is a single candlestick pattern that is found in an uptrend. The candlestick can mark a top (but is often retested). A Shooting Star is formed when price opens higher, trades much higher, then closes near its open. This bearish reversal candle looks like the Inverted Hammer except that it is bearish. The Shooting Star candlestick formation is viewed as a bearish reversal candlestick pattern that typically occurs at the top of uptrend. The Shooting formation is created when the open, low, and close are roughly the same price. A shooting star is a bearish candlestick with a long upper shadow, little or no lower shadow, and a small real body near the low of the day. It appears after an uptrend.

    Click image for larger version

Name:	images (91).jpeg
Views:	57
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12436638

    Shooting star candle stick pattern.

    Shooting star aik bearish reversal patteren hai jo aik hi candle se bantaa hai. Candlestick ka patteren is waqt bantaa hai jab asasa ki qeemat ko ziyada muntaqil kya jata hai aur phir isi session mein usay mustard kar diya jata hai. Yeh ziyada akhrajaat ko mustard karne ke liye aik wasee oopri shadow chore deta hai. Shooting star candlestick aik lambe saye wala small real body ki candle hoti hai, jo prices k top peak ya bullish trend k baad banne par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k real body small hoti hai, jiss k upper side par aik lamba shadow ya saya hota hai. Shadow ya saya candle ki real body ka kam a kam taqreeban dugna ya uss se ziada hona chaheye. Candle price chart par kuch iss waja se banti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (16).png
Views:	29
Size:	12.9 کلوبائٹ
ID:	12436639

    Shooting Star Candle Stick Ke Trading Strategy:

    Shooting star candlestick pattern beerish or bullish donon ki Tarah candles mein ho sakti hain but market aur price ke Jyada upper area Mein hone ki vajah se Barish trend reversal ke liye Jyada famous candle hai.Shooting star Canvas takes price K top mein jyada police pressure padne per banti hai jisse ek small real body ki candles ke upper side per Ek Lamba Saya hota hai jo ki candles ke real body se takriban dugna ya usse Bhi Jyada banta hai yah candles ek strong bearing signal generate Karti Hai Jis per confirmation ke bad Sel ki entry ki Ja sakti hai confirmation candles ka Beri serial body Mein Hona important hai jabki Bole scandal banne se yah candle trading ke liye invalid Ho Jaati Hai..
    Click image for larger version

Name:	image_308792.png
Views:	2
Size:	11.6 کلوبائٹ
ID:	12436640
    • #3 Collapse

      Re: Shooting Star Candlestick Pattern ---- Defination, Identification &amp; Trading info

      shooting Star Intro .
      Shooting star aik bearish reversal patteren hai jo aik hi candle se bantaa hai. Candlestick ka patteren is waqt bantaa hai jab asasa ki qeemat ko ziyada muntaqil kya jata hai aur phir isi sessio sakte hain ki yeh shooting star pattern ban raha hai. Shooting Star Pattern maisingle Bearich candlestick hoti hai. Is mai bearish candle ki lower wick smaller or no wick aur upper wick long hoti hai, iski real body bilkul small hoti hai jo day k lower k qareeb hoti hai. wala n mein usay hain ki yeh shooting star pattern ban raha hai. Shooting Star Pattern maisingle Bearich candlestick hoti hai. Is mai bearish candle ki lower wick smaller or no wick aur upper wick long hoti hai, iski real body bilkul small hoti hai jo day k lower k qareeb hoti hai. Yeh hamasha long uptrend k bad ae to ye "Trend Reversal" hai k next step man long kar diya jata hai. Yeh ziyada akhrajaat ko mustard karne ke liye aik wasee oopri shadow chore deta hai. Shooting star candlestick aik lambe saye wala small real body ki candle hoti hai, jo prices k top peak ya bullish trend k baad banne par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k real body small hoti hai, jiss k upper side par aik lamba shadow ya saya hota hai. Shadow ya saya candle ki real body ka kam a kam taqreeban dugna ya uss se ziada hona chaheye. Candle price chart par kuch iss waja se banti hai.
      Help in trading
      Shooting star pattern Ek Aisi candlestick Hoti Hai Jiski body bahut Chhoti hoti hai aur iski Wick isase Kafi lambi banti hai jab bhi market mein ja candlestick banti hai aap isko easily pahchan sakte hain ki yeh shooting star pattern ban raha hai. Shooting Star Pattern maisingle Bearich candlestick hoti hai. Is mai bearish candle ki lower wick smaller or no wick aur upper wick long hoti hai, iski real body bilkul small hoti hai jo day k lower k qareeb hoti hai. wala small real body ki candle hoti hai, jo prices k top peak ya bullish trend k baad banne par bearish trend reversal pattern ka kaam karti hai. Candle k real body small hoti hai, jiss k upper side par aik lamba shadow ya saya hota hai. Shadow ya saya candle ki real body ka kam a kam taqreeban dugna ya uss se ziada hona chaheye. Candle price chart par kuch iss waja Yeh hamasha long uptrend k bad ae to ye "Trend Reversal" hai k next Shooting star aik bearish reversal patteren hai jo aik hi candle se bantaa hai. Candlestick ka patteren is waqt bantaa hai jab asasa ki qeemat ko ziyada muntaqil kya jata hai aur phir isi session mein usay hain ki yeh shooting star pattern ban raha hai. Shooting Star Pattern man long downtrend start hona laga hai. Shooting star candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banti hai. Shooti

      How to identify
      Es pattern kay appear hony kay laye market ma pehle uptrend hona chahe. Agr ye down trend ma appear hon ga to es pattern ko valid ni mana jaye ga. Es pattern ka little shadow. Shooting star candle k aik small real body hoti hai, jiss ka upper side par aik lon bhot small hota hai. n karna chahe or stop loss kay tor par es candlestick pattern ka highest point use karna chahe. Ye information melti hai kay buyer apna control kho chukyn hain or seller Trend Reversal" hai k next step man long downtrend start hona laga hai. Shooting star candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banti haishadow banti hai. Ye shadow Shooting star candle ki real body ka taqreeban dugna ya uss se ziada hota market ma active ho rahyn hain. Es time par agr trader ko selling position mel jaye to acha advpattern ma jb price open hoti hai to wo twice high distance cover kar leti hai but phr buying pressure selling ma convert ho jata hai or market wapas apny opening point par ponch jati hai. Es pattern kay bad trader ko sell ki trade ko open karna chahe kiu kay market kay sentiments bullish sy bearish ma convert ho jati hai.
      Importance
      Shooting star candlestick pattern market kay uptrend ma form hota hai or ye agr market ki resistance par show hai or market wapas apny opening point par ponch jati hai. Es pattern kay bad trader ko sell ki trade ko open karna chahe kiu kay market kay sentiments bullish sy bearish ma convert ho jati hai.to bhot small hota hai. n karna chahe or stop loss kay tor par es candlestick pattern ka highest point use karna chahe. Ye information melti hai kay buyer apna control kho chukyn hain or seller Trend Reversal" hai k next step man long downtrend start hona laga hai. Shooting star candle bhi aik single candle pattern hai, jo k prices k top ya bullish trend main banti haihasil karna bhot easy ho jata hai. Es ma trader ko small lot sy trade ko open karna chahe or stop loss kay tor par es candlestick pattern ka highest point use karna chahe. Ye information melti hai kay buyer apna control kho chukyn hain or seller market ma active ho rahyn hain. E
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Shooting Star Candlestick Pattern ---- Defination, Identification &amp; Trading info

        forex par tijarat kaisay ki jaye ?


        tijarat kaarobar ka aik dilchasp shoba hai jo hamein sirf chand dinon mein maali tor par Ameer bana sakta hai agar hamaray paas sahih tijarti mahaarat ho. forex market mein kamyabi Subjective hai, lekin agar qudrati tor par ya scienci tareeqon se ki jaye to yeh maqsad ban jaye gi. is ka matlab yeh hai ke hum fi al haal jantay hain ke bohat se tajir sarmaya kaari ke kaarobar ke tor par tijarat nahi karte hain, lekin hum mein se ziyada tar sirf aik khail hai jis ki bunyaad sirf umedon aur market ki qeematon ki naqal o harkat par yaqeen hai. yeh aik laanat hai jis se bachna chahiye agar hum tijarat mein kamyaab ho jayen. misbet soch rakhnay walay tajir bohat achi karkardagi dikha satke hain. kamyabi ka raaz mehnat hai. jo mehnat karta hai aakhir jeet jata hai .




        kamyaab trading ke liye tajaweez


        trading aik dimaghi khail hai, aur jo log apne ahdaaf aur maqasid ke baray mein wazeh khayaal rakhtay hain woh is market mein doosron ke muqablay mein ziyada numaya bartari rakhtay hain. taham, is ka matlab yeh nahi hai ke shandaar munafe haasil karna haraam hai, lekin hamaray paas sehat mand zehniat aur sehat mand zehni mantaq honi chahiye. agar kisi tajir ke paas aik haftay mein 100 % se ziyada ka hadaf hai, to mein samjhta hon ke agar woh usay haasil kar bhi laita hai, yaqeenan, yeh zaroori nahi ke aglay haftay woh usay haasil kar le. hum yeh jantay hain kyunkay market mein koi makhsoos, paish goi karne wala namona nahi hai. taham, forex market hamaray liye yeh samjhna mushkil hai ke market ke ghair mustahkam halaat mein kaisay radd amal zahir kya jaye. kam ilm walay taajiron ko nuqsaan hota hai, lekin agar hum forex market aur is ke nataij ko seekhnay par poori tawajah den, to hum aakhir mein aik tajir ke tor par achi position mein ho satke hain .




        trading se pehlay ghhor karne ke liye ahem nakaat yeh hain .
        rissk managment
        mansoobah bandi
        tijarti nafsiat

        اب آن لائن

        Working...
        X