Analysis with Indicator in forex trading..,.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Analysis with Indicator in forex trading..,.
    Assalamu Alaikum dear forex members ummid karti Hoon ki aap sab khairiyat se honge aur forex market Mein achcha kam karte hue market Se achcha profit Le Rahi honge Dear forex market ik aysa platform hai jismein aapko reasonable profit ke sath nuksan bhi ho sakta hai isliye main aaj aapko kuchh important suggestion share karne ja raha hun jiski vajah se aap apne nuksan ko minimise kar sakte hain Jab bhi aap market mein working karte hain to aapko kuchh important factors ko apni trading decision making mein jarur shamil karna chahie isiliye main aaj apni post Mein ISI se related kuch important information aapke sath share karungi.

    Analysis in forex market:

    Dear forex members forex trading market mein jab aap kaam karte hain to pahle aapko Forex trading market se related apni learning ko complete karna hota hai kyunki jab tak aapko forex trading market mein kam krny ka basic idea Nahin ho jata aur iska experience Nahin hota to use time tak aapko kamyabi hasil Nahin ho sakti hai sabse pahle aapko iska experience hasil karna hoga aur iske liye aapko apni learning ko increase karna hoga. Kunk jab aap ki learning acchi hoti hai to aapko market se achcha profit hasil karne ka mauka bhi milta Hai kyunki learning ki base per hi aap market ko analysis karte Hain aur Is Tarah aap market ki movement ko acchi tarike se samajh sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	long-short-positions-forex-market.png
Views:	1
Size:	39.7 کلوبائٹ
ID:	12576656

    Technical Analysis and fundamental Analysis:

    Dear forex members forex trading market mein successful hone ke liye aapko fundamental analysis aur technical analysis ko complete karna hota hai technical analysis ke different factors hote hain jinki base per aap inko complete kar sakte hain auriske sath market mein available different news ko acchi Tarah find out karna hota hai jo market ko effect kar sakti hai. Kyunki news market ke moment ko bahut jyada effect karti hai isiliye technical analysis ke sath sath fundamental analysis ko bhi samajhna aur unko Apne analysis istemal karna bahut jaruri Hota Hai.

    Click image for larger version

Name:	Buying-selling_in_FX_-3.png
Views:	1
Size:	55.1 کلوبائٹ
ID:	12576657

    Use of Indicator:

    Dear Forex members for extreting market Mein Jab aap kam karti hai to aapko hamesha Apne analysis ko Kisi bhi acche indicator ke sath compare karna zarori hota hai kyunki Jab aap apni decision making karna chahte hain to isase pahle aapko Kisi bhi powerful indicator jesy ky relative strength index indicator ya CCI ya oscillator indicator ki guideline bhi jarur hasil kar leni chahie Agar aapki analysis ka result aur indicator ka result ik hi hota hai to usmein aapko ek acchi entry mil sakti hai aur aap market mein bhi confident hokar apni decision making kar sakte hain Aur Is Tarah aap market Se achcha profit bhi hasil kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	Moving average convergence divergence (MACD).png
Views:	3
Size:	248.6 کلوبائٹ
ID:	12576658

    Conclusion:

    Dear Forex members at the end of the discussion main yahi conclude karna chahti Hoon ke market ko sirf analysis karna ya sirf indicators ki madad se kam karna aapke liye kabhi bhi profitable Nahin Hota isiliye ine donon chijon ko Sath lekar chalna chahie tha ki aapko market Mein acchi entry available ho aur aap market Se jyada Se jyada advantages hasil kar sake.

اب آن لائن

Working...
X