Moving Average and its tyes....

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Moving Average and its tyes....
    Assalamu Alaikum dear Forex members for extra din market main Jab aap kaam karte hain to aapko apna kaam acche tarike se karne ke liye candlesticks pattern ko samajhna hota hai kyunki candistic pattern acchi entry ke liye acchi information provide karte hain isiliye hamen inke bare mein complete knowledge aur information hasil karna hota hai kyunki tab bhi hamare acche ho sakte hain aur usi surat Mein hamen market Se achcha mil sakta hai dear friends hum apni aaj ki post mein baat karenge moving average or uski types ke bare mein.

    Moving Average:

    Dear forex members forex trading market mein Moving average ka matlab yah hota hai ki Jab aap kuchh certain candlesticks ko add Karke aur unke numbers per divide karte Hain to ek average mil jaati hai aur yahi average aap is Tarah find out karte Hain ki aap do different type ki average jisko calculate karte hain aur unki base per ek line draw karte rahte Hain jis line ko draw karte Hain to second line ko bhi usi routine ke sath transfer karte rahte Hain to iski base per aapko ek cross over milta hai aur yah ek complete process moving average kahlata hai.

    Click image for larger version

Name:	EMA-vs-SMA-780x443.png
Views:	5
Size:	50.9 کلوبائٹ
ID:	12576619

    Types of Moving Average:

    Moving average ko aap different parts mein divide kar sakte hain aur inki different levels mein categories kar sakte hain kyon kijiye aapko market ki moments se related bahut important information provide Karti Hain isiliye aapko decision making mein bahut jyada madad deti Hain.

    Click image for larger version

Name:	types-of-moving-averages-in-forex.png
Views:	6
Size:	113.6 کلوبائٹ
ID:	12576615

    Simple Moving Average:

    Dear forex members forex trading market mein Simple moving average basically ek bahut hi important of familiar concept hai aur isko understand karna bhi bahut hi aasan hota hai simple moving average mein aapko 20 candles takes or 50 candles takes ki moving average ki basis per kuchh important details share ki ja rahi Hoti hai iski vishesh per aap iski identification aur interpretation karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	simple-moving-average.png
Views:	1
Size:	102.1 کلوبائٹ
ID:	12576616

    Double Exponential Moving Average:

    Dear forex members forex trading market mein Double exponential moving average ki base per bhi aapko bahut hi ache information milati sakti hai iski base per aapko market mein regularly basis per kuchh important advantages available ho rahe hote Hain Jo aapke liye bahut jyada perfect ho sakti hai Jab aap is moving average ko study karte hain to ismein aapko 50 Candlestick aur 20 to 60 ki basis per decision making karna hoti hai.

    Golden Cross and Death Cross:

    Dear forex members forex trading market mein moving average ki base per Jab aap data hasali karte hain to ismein aapko Golden cross bhi available hota hai Golden cross main aap last 50 candlesticks aur last 200 Candlestick ki basis per information hasil kar rahi hote hain to ismein aapko crossover ki base per yah decide karna hota hai ki yah Golden cross hai ya death cross hai kyunki Jab yah lines upar se niche ya FIR niche se upar ko crossover karti hai to uski base per aap iski identification karte Hain.

    Click image for larger version

Name:	20201216170739-death-cross-1716.jpg
Views:	3
Size:	33.0 کلوبائٹ
ID:	12576617Click image for larger version

Name:	popular-moving-averages_body_GBPUSDmovingaveragecrossovers.png.full.png
Views:	1
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12576618

اب آن لائن

Working...
X