Positive Volume Index (PVI):
Dear forex members Positive volume index Volume base ka technical indicator hay jo key market key positive volume ki calculation karta hay, market key current increase howy volume ko previous day key volume key muqably me count karta hay, previous period ki market volume jetni be current day me increase ho jati hay es ki counting key ley PVI indicator use kia jata hay jo key traders key ley bahot hi helpful sabit ho raha hay.
Benefits of (PVI):
Dear my siblings Best for take entry in market.Is k ilawa is indicator ki madad se hun Forex trading ki market ke liye aek accha signal Le sakte hain aur in signals ko follow kar ke market Mein aik achi entry Le sakty hain Kyun ki Forex trading ki market Mein Hamein Ussi Waqt enter Hona zyada acha rahy ga Jab hamary pass bohat zyada Acha entry point available hoga aur yeh indicator Hamein market ky Trend ky bary mein aek acchi indication provide karta rehta hai aur Market ki positive value Hamein chart per indicate karta rehta hai.
Trading with (PVI):
Dear my friends jab ham forex trading mein koi bhi trade karty hain tou hamein is mein trend ko bhi find out kanra lazmi hota hai.jab hamein market k andr market k trend ka pta chal jata hai k is waqt market mein yh trend chal ra hai uptrend ya downtrend chal raha hai tou tab hi hamein market k and market k trend k hisaab se trade lgani chaiye aur ham market mein trend ko findout karny k liye different types k indicators ka use karty hain. ham is mein moving average indicator ka use kar sakty hain market mein indicators ka use kar sakty hain.jese k MACD indicator ko use kar k ham market mein trend ko find out kar sakty hain. forex trading market ka ndr hamein kbhi bhi tarde lgany mein jldi nahi krni chaiye . market mein trade lgany se phly hamein market k trend ko find kar leina chaiye. hamein market k trend ko deikh k trade lgani chaiye. ta k hamein nuksaan na hojae. hamein kbhi bhi market k trend k against trade nahi lgani chaiye wrna hamein loss ka samna karna pary ga.Dear my friends hamein at a time aik he strategy se kaam lena chahiye aek dffa ham ne aik strategy ko fix kr diya tou humen poori tade tak usi ko follow krna ho ga us mein changing ka mtlb hai k humen nuqsan uthana pary ga kuen k hum ne poori trade ka sik set up us strategy k according kiya hota hai hamen chahiye k agar hum forex k forum par kmayab hona chhaty hain or aik acha profit hasil hasil krna chhaty hain tou hamen is forum par aik achi planning or strategy ko adopt kr he kaam krna chahiye kuen k aik insan us waqt behtr kaam kr sakta hai jab us k samny aik poori planning or set up pata ho k kaam kesy krna hai.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим