Evening Star Candlestick Pattern explanation.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Evening Star Candlestick Pattern explanation.
    Friends Forex Trading main wo hi trader Kamyab hota hai Jis ko trading ke bare mein proper knowledge aur experience hasil hota hai Kyun kay koi bhi trader blindly trading nahin kar sakta Kisi bhi pattern ko follow kiye bagair isliye expert tether Jo hote hain vah Hamesha reliable trading pattern per depend Karte Hain aur uske mutabik trading ko execute Karte hain aur is he tarha ka aik pattern hea jis ko Evening Star Candlestick Pattern kehty hean.

    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	34
Size:	6.6 کلوبائٹ
ID:	12576401

    Evening Star Candlestick Pattern.

    Friends Evening Star Candlestick Pattern aapke pass aik reversal trading pattern hai jo trader ko bahut hi important information provide karta hai next trend ke bare mein friends trading Chart ky hamesha top pe yeh pattern dekhny ko milta hai aur Jab yeh pattern banta hainto aap is kay baad bearish trend banta hua dekh skty hain. Jis mein aik long term ky liye trend sell mein chalta rehta hai aur aap selling mein profit bana skty hain.

    Trading at Evening Star Candlestick Pattern.

    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	3
Size:	5.5 کلوبائٹ
ID:	12576402

    Friends Evening Star Candlestick Pattern per trading karny kay liye trader ko technical analysis main kafi expert hona chahye kyn kay jab Market strong uptrend key baad Apna trend change karti hai aur uske bad market reversal movement start karna Jaati Hai to use time per aapko evening star candlestick pattern mil sakta hai is liye is kay bad ma market sell ma chal parti hai friends trader ko chahe kay wo hamesa third k bad fourth candle ki confirmation ka wait karta hai or jb market apni direction ko verify kar leti hai to trader ko es ma trade open kar deni chahe.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Evening Star Candlestick Pattern explanation.

    Evening Star Candlestick Pattern:

    Evening star candlestick pattern prices chart par buyers ki market main interest khatam hone aur market ka sellers k hatoo main jane ka ak strong bearish trend reversal pattern hain, jo ky three candles par mushtamil hota hain. Evening star candlestick prices k top par or high prices area main banta hani. Yeh pattern three candles ka hone ki waja se single candle pattern ya double candles patterns ki nisbat ziada picheeda aur dilshasp hota hai. Yeh pattern wese single day candle aur two days candlestick ki nisbat price chart pat bohut kam dekhte hain, but un ki compare kary to yeh nisbaten main ziada reliable hota hain.

    Click image for larger version

Name:	Evening_Star_Idealized.png
Views:	31
Size:	24.9 کلوبائٹ
ID:	12436157

    Candles Formation :

    Evening star pattern prices ky top par teen mukhtalif qisam k candles se mel kar banta hai, jo k prices k trend reversal ka kaam karta hai. Pattern ki pehli candle aik bullish candle hoti hai, jiss k baad aik small real body wali candle banti hai, jab k last par par aik bearish candle hoti hai. Pattern ki ye tarteeb prices k high trend ko downtrend main tabdeel karne ka zarya banti hai. Pattern main shamil candles ki formation darjazel tarah se hoti hain.

    1. First Candle: Evening star candlestick pattern ki first candle aik long real body wali bullish candle hoti hai, jo ky prices k sabeqa bullish trend ki alamat hoti hai. Yeh candle color main white ya green hoti hain, jis ke real body shadow ki nisbat ziada hoti hain.

    2. Second Candle:
    Evening star candlestick pattern ki dosri candle aik small real body wali candle hoti hai, jiss ka koi color bullish ya bearish dono sakta hain. Yeh candle prices ko waqti tawar par mazeed ooper jane se rok leti hain. Yeh candle pehli bullish candle se above gap main banti hai. Jo k bearish aur bullish dono hososeyat rakhti hai, lekin yahan par iss ko bearish trend reversal ki waja se bearish candle hi tasawar ki jati hain.

    3. Third Candle:
    Evening star candlestick pattern ki teesri candle aik bearish candle banti hain, jo k sabeqa trend ka khatema karke new bearish trend reversal ka sabab banti hai. Yeh candle strong bearish candle hoti hain, jiss ka upper yeh lower side par small wick ho sakti hain, lekin ye Spinning top candle se nechay side par gap main banna chaheye.

    Click image for larger version

Name:	Evening-Star-candlestick.jpg
Views:	15
Size:	69.7 کلوبائٹ
ID:	12436158


    Trading With Evening Star Candlestick Pattern:


    Evening star pattern chonkeh prices k current trend k khatemay ka aik ishara hota hai, iss waja se market par yahan sell ki entry se trades enter keye ja sakte hen. Pattern par trading se pehle aik confirmation bearish candle ka hona zarori hai, jo k real body hone k sath teesri candle k lower par bhi close honi chaheye. Lekin ye pattern uss waqat invalid ho jayega, jab confirmation candle bullish ban jati hai. Pattern ki confirmation CCI, RSI indicator aur stochastic oscillator se bhi ki ja sakti hai, jiss par value oversold zone main honi chaheye. Stop Loss pattern k sab se high position ya Spinning top candle k high price se two pips above par set karen.
    Click image for larger version

Name:	EVENING-STAR-CANDLESTICK-PATTERN-MOIL.jpg
Views:	8
Size:	54.1 کلوبائٹ
ID:	12436159
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Evening Star Candlestick Pattern explanation.

      Asalam -e aulikum dear member main umeed krta hn ap sub log khariyat say hn gay. Ap log forex trading main achi earing hasil kr rhy hn gay . Aj ka mara sawal Bahut he experience provide kry ga. Forex trading main jab ap kaam krty hain to ap ap traing strategy ya candlestick kay pattern ko follow kr kay trading karty hn gay. Hanging man candlestick pattern kiya hy aur ap is ko kasy used kr sakhty hain.


      What is hanging man candlestick pattern


      candle stuck patteren ke bohat wazeh, wazahati naam hain. un ke naam yeh samajhney mein hamari madad karne mein kaar amad hain ke woh kis qisam ke namoonay hain aur hamein chart mein un ko kahan talaash karne ka imkaan hai. is muamlay mein phansi wala aadmi itna hi bura hai jitna usay lagta hai. yeh aik bearish reversal patteren hai. tamam infiradi mom btyon ki taamer ke liye chaar data points istemaal kiye jatay hain. woh khulay, qareebi, aala aur adna hain. yeh data points jan-nay walay tajir ko belon aur rojhanke darmiyan jung ki haalat ko wazeh karne mein madad karte hain jo ke market mein hissa lainay walon ki aksariyat hai. candle stuck patteren har waqt ke forum mein zahir ho saktay hain, is misaal mein hum rozana qeemat ke patteren par tawajah markooz karen ge


      Apperance of hanging man


      phansi wala aadmi aik wahid mom batii ki chhari ka namona hai. chunkay yeh aik ulat patteren hai, is liye patteren ke zahir honay se pehlay is ke liye kuch hona zaroori hai. market ke liye yeh zaroori nahi hai ke woh oopar ke rujhan mein ho, lekin patteren ke zahir honay se pehlay qeematon mein qabil shanakht izafah hona chahiye .


      Working of hanging man


      candle stuck patteren ke bohat wazeh, wazahati naam hain. un ke naam yeh samajhney mein hamari madad karne mein kaar amad hain ke woh kis qisam ke namoonay hain aur hamein chart mein un ko kahan talaash karne ka imkaan hai. is muamlay mein phansi wala aadmi itna hi bura hai jitna usay lagta hai. yeh aik bearish reversal patteren hai. tamam infiradi mom btyon ki taamer ke liye chaar data points istemaal kiye jatay hain. woh khulay, qareebi, aala aur adna hain. yeh data points jan-nay walay tajir ko belon aur rojhan ke darmiyan jung ki haalat ko wazeh karne mein madad karte hain jo ke market mein hissa lainay walon ki aksariyat hai. candle stuck patteren har waqt ke forum mein zahir ho saktay hain, is misaal mein hum rozana qeemat ke patteren par tawajah markooz karen ge
      Like tu banta hay ik🙏

      اب آن لائن

      Working...
      X