Friends Forex trading aik bahut hi wide trading strategy hai Jis per trading karne ke liye trader ko bahut hi basic rules Jo hote hain un kay bare mein Idea hona bahut important hota hai aur trading chart per appear hone wale tamam tar Candlestik patterns ko bhi find out karne ke liye aur achi judgement kay liye experience aur knowledge hona bahut zaruri hai.Friends is maksad ke liye support aur resistance 2 aise trading tool hain Jin ke bare mein agar trader ko knowledge nahin hoga to vah Kabhi Bhi aik profitable trading karne Ke kabil nahin ho sakta.Friends in dono ko bari bari discuss karty hean.
Support Level.
Friends Forex trading Mein support level woh hota hai jab aap trading chart ko open Karte Hain To isiliye find kar sakte hain is mein hota yeh hai kay market Jab movement kar rahi hai to maximum is point se niche Movement Nahin Karegi aur jab tak vah is level ko Breakout nahin karti is time tak is level ko Bar Bar touch karti rahegi is level ko aap support level Kahate hain Aur friends support kay pass sy buy ki trade lagany ma hamy acha profit hasil ho sakta hai aur forex trading ma support k break hony par market apni new support bana leti hai.
Resistance Level.
Friends resistance Level per market jis tarha market main kisi support ki base par markt oper jati hai osi tarha he market jub wapas morti hai nechy ko ati hai tu wo market ka resistance area hota hai is he tarha friends jub resistance level ko break karti hai to uska next target next resistance hota hai jab market uptrend mein hogi aur kisi bhi resistance level ko break karegi to uska next target next resistance hoga aur uski previous resistance previous support ban jaaye gi.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим