Implementation and procedure of Position Trading strategy
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Implementation and procedure of Position Trading strategy
    Dear friends, forex trading main traders mukhtalif strategies ki base par market main entry aur exit kartay hain, in main say hi aik position trading strategy hai, yeh aik commonly use honay wali strategy ha jis ma traders long time period kay liay market main aik perticular position hold kartay hain jo weeks aur months par mabni ho sakti hain,

    Details of Position Trading strategy:

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221217_1123_47_2280.jpg
Views:	1
Size:	19.2 کلوبائٹ
ID:	12576376

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221217_1123_47_3981.jpg
Views:	1
Size:	10.8 کلوبائٹ
ID:	12576377

    Position traders short term price moments ko ignore kartay hain aur long term trends moment say faida hasil karnay ki koshish kartay hain, is strategy main primary factor fundamental analysis hotay hain, yeh fundamental analysis jitnay strong hotay hain utna hi achay tarikay say market ko Judge kar saktay hain ki market nay long term main kis tarah movement karni ha, aisay traders technical aur fundamental anaylisis ko use kartay hain aur tab market ki price moments ko predict kartay hain, Position trading kay liay breakouts boht useful hotay hain kiun kay in kay zariay market ki next major moments ka pata chalta ha aur trend kay starting ma position hold karnay ka best chance mil jata ha,


    How to apply this strategy:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221217_1123_47_5853.jpg
Views:	1
Size:	30.4 کلوبائٹ
ID:	12576378

    Position trading main long term charts use kiay jatay hain jin say ham market ki direction ko predict kar patay hain, Jo trader trend ko find karny ma kamiab ho jatay hain wo profit hasil karny ma bhi successful ho jatay hain, trader market ma buy ki trade ko open kartay hain aur tab tak wo es trade ko carry kartay hain jab tak market apni peak ko touch nhi kar laiti, trader ko market kay exit aur entry points ko bhi samajny ma position trading strategy help karti ha, lihaza trader ko hamesa market kay trend ma hi trade karny ma benefit hota hay

    Benifits of position trading:


    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20221217_1123_47_4942.jpg
Views:	1
Size:	16.0 کلوبائٹ
ID:	12576379

    Trading kay liay koi bhi strategy apply karnay say pehlay hamain apna knowledge increase karna chaiay ta kay hum market ki situation ko samajh sakain aur achi trading kar sakain, position trading say hamain trade adjustment karnay ka bhi moka milta ha aur agr market koi unexpected moment bhi karti ha to hum apnay account ko manage kar saktay hain, Position trading karnay kay liay market main perfect analysis complete karna hotay hain aur uskay bad carefully apni trade kay decisions lainay hotay hain,
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Implementation and procedure of Position Trading strategy

    What is position trading strategy?


    Position trading aik strategy hey Jo keh forex market mein profit hasel karnay Kay ley aik long period tak trading position rakhe ja sakte hey aik trader aam Tor par position trading mein long period soch rakhta hey or Short period tabdeleon say katay nazer long period Kay ley es ke position par Jain rehta hey mesal Kay Tor par ohdon ka relation ho sakta hey or Short trading ke yeh shape trend ko follow bhe kaha ja sakta hey or forex trader aam Tor par long period chart ko forex trading Kay ley estamal kar saktay. Hein agar price basic rules mein tabdili ke sath mushabahat rakhte hun to forex trading action mein aati hai yah satellite aamtaur per technical aur basic screens ka istemal karti hai jo tumko screen karne mein madad Karti hai banate hue entry aur exit nikalne ke kamine aur loss rokane ke usul wale kar sakte hain trader ko bhi trade start karne waqt Apne investment ko basic aur Market ke analysis ke taur per gaur karne ki zaruaat hoti hai


    Risk involved in position trading



    Position trading mein achanal tabdele ka andaza nahi lagya ja sakta hey to position trading bohut zyada loss ko pohnch sakte hey
    Assert ke price mein achanal kame Kay time leverage trade trader ke pore investment ko end ker sakte hey kuch trader assert ke takseem par Ghar nahe kartay Hein
    Ager woh apnay tamam anday aik he tocrey mein darlin to bohut mehnge par sakte hey
    Bohut say trader long market mein beh jay jatay Hein bohut say trader intahai indicator ko daikh kar apni position mein kame nahe kartay Hein yeh en ke investment ko mazeed risk mein Dal sakte hey
    Click image for larger version

Name:	download (13).jpg
Views:	1
Size:	7.1 کلوبائٹ
ID:	12436150



    Position trading par Kam Karna



    Position wallay trader aam Tor par kese assert Kay es step Kay rasele hesay ko hasell karnay Kay ley koshesh kartay Hein jab yeh forex Kay long period trend mein koshesh kartay Hein zyada tar assert stock ya pattern ko follow kartay Hein or forex market ke basic baton mein wazah tabdele hote hey ta Ham kuchh asset muntikil hone se pahle log period tak trading aur tabdiliyon ki vajah se fere file rahte hain inki apni ya sannat ke basic rules mein badi tabdiliyon ki vajah se tabdiliyan sunnat ke long period mustak bil per asar andaaz hoti hai to accept ki price uske stop hone se pahle weekly aur monthly tak raftar tej ho sakti hai
    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	7
Size:	8.4 کلوبائٹ
ID:	12436148


    Position trading strategy and technique



    Agarche forex market mein aisi Koi strategy Nahin hai jisko follow karke trader position trading mein inter ho sakte hain ek trader apni strategy kaise top ki base per apni trade ka choice karta hai aamtaur per trader ke pass technical analysis ki koi strategy Hoti hai vaise Karnal se sikhane ke liye rakhi koshish ki aur train mein Paisa kamane ke liye technical basic analysis donon ka istemal Kiya hai
    Click image for larger version

Name:	Position-Tradin.JPG
Views:	1
Size:	27.8 کلوبائٹ
ID:	12436145



    1#technical strategy



    Forex market mein ek technical CET log period train ka aayojan karne ke liye sirf charts ka istemal karti hai ki aamtaur per SF ke price volume aur relative strength index ka analysis karta hai aur trade ke is waqt start Hoti hai jab asset ki price long period trading ke behaviour ko zahair Karti hai yah trading per kgalstan price par mobne hote hey or kese bhe awamel per gaur nahin karti hai


    2# fundamental strategy



    Ek fundamental se strategy in basic Ava mil per jyada jor deti hai Jo acid ki price ko badha rahe hain planning sirf standard ke pilao per gaur karta hai planer basic karo Bari halat mein Shakti ki tabdili ki talash karta hai basics trade ji ka important fayda yah hai ki tradership technical technics ki base per trade karne se kahin jyada etmad se kam karta hai aur confidential trade karta hai



    3# techno fundamental strategy



    Fundamental techno strategy ka istemal faisla karne ke liye technicial aur basic anarse donon ka istemal Karti hai ise price ke behaviour kam taliya karne aur log period standard ki tabdili ko check karne ke liye basic baton ki confirmation karne ke liye Charles ka istemal karta hai agar price basic rules mein tabdili ke sath
    Last edited by ; 17-12-2022, 04:36 PM.
    bhali kay badlay bhali

    اب آن لائن

    Working...
    X