Dear friends, forex main successful trade kay liay achi strategy boht ahmiat rakhti hay, is kay liay mukhtalif tools, patterns aur indicators sa market aur pairs ki moment kay baray main guidance hasil ki jati hay tab hi aik achi strategy formulate hoti hay, aisay hi triple top aur bottom pattern bhi hain jin ka sahi knowledge profitable trade ka sabab ban sakta hay,
Details of triple top candlestick pattern:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221216_0636_15_7374.jpg
Views: 1
Size: 15.5 کلوبائٹ
ID: 12576245](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12576245&d=1671156105)
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221216_0636_15_2930.jpg
Views: 1
Size: 9.9 کلوبائٹ
ID: 12576246](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12576246&d=1671156105)
Triple top pattern us waqt banta ha jab kisi pair ki prices three peaks banati hain aur is ma up trend kay khatam honay ki indication hoti hay, ye market main tab appear hota ha jab price finalization kay kareeb hon jahan price point of resistance ki pehli peak par pohnch jay aur is point sa descend ho kay ya fall kar kay support tak aa jay, in peaks kay darmian pull back ko Swing Low kehtay hain, ye peaks head and shoulder pattern ma bnnay wali peaks sa resemble karti hain magr triple top ma middle peak high honay ki bjay dusri peaks kay almost equal hoti ha, is pattern ko double top kay similar bhi kaha ja sakta hay, jab price resistance area ko two bar touch karay aur high points ka pair bnanay kay baad wapis aye
Details of Triple Bottom candlestick pattern:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221216_0636_15_4561.jpg
Views: 1
Size: 10.8 کلوبائٹ
ID: 12576247](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12576247&d=1671156154)
Triple bottom aik aisa pattern ha jo indicate karta ha kay market par bears ka control ha jis say ye downtrend ma move karti ha, is main first bottom normal price moment hoti ha, second main momentum gain kar kay possible reversal ka signal milta ha jab kay third main ye cheez show hoti ha kay strong support face karni par rahi ha, is pattern sa pehlay bhi market ma downtrend hota ha, is ma three bottoms price ma takreeban same hoti hain, is ma trend line horizontal bhi ho sakti ha, puray pattern ma volume down hota rehta ha jo show karta ha k bears strength loose kar rahay hain aur jab price final resistance ko break through karta ha to bullish volume increase hota ha,
Conclusions drawn:
![Click image for larger version
Name: IMG_COM_20221216_0636_15_6443.jpg
Views: 1
Size: 10.6 کلوبائٹ
ID: 12576248](https://investsocial.com/ur/filedata/fetch?id=12576248&d=1671156187)
jab market bullish trend main moment kar rahi hoti hai aur aik top position per jati hay, jis kay baad apni retracement karti hai to us time per market main triple top pattern ka first high level daikh saktay hain aur iski against jab market downtrend main ja rahi hoti hai aur sab se down moment kartay huay low level per aa jati hai to usko first low keh saktay hain, Jab yah pattern complete hota hai to is pattern ko ap triple top pattern kehtay hain aur same iskay opposite jab market third time low level ko touch karti hai to is level ko ap triple bottom pattern keh saktay hain.
Details of triple top candlestick pattern:
Triple top pattern us waqt banta ha jab kisi pair ki prices three peaks banati hain aur is ma up trend kay khatam honay ki indication hoti hay, ye market main tab appear hota ha jab price finalization kay kareeb hon jahan price point of resistance ki pehli peak par pohnch jay aur is point sa descend ho kay ya fall kar kay support tak aa jay, in peaks kay darmian pull back ko Swing Low kehtay hain, ye peaks head and shoulder pattern ma bnnay wali peaks sa resemble karti hain magr triple top ma middle peak high honay ki bjay dusri peaks kay almost equal hoti ha, is pattern ko double top kay similar bhi kaha ja sakta hay, jab price resistance area ko two bar touch karay aur high points ka pair bnanay kay baad wapis aye
Details of Triple Bottom candlestick pattern:
Triple bottom aik aisa pattern ha jo indicate karta ha kay market par bears ka control ha jis say ye downtrend ma move karti ha, is main first bottom normal price moment hoti ha, second main momentum gain kar kay possible reversal ka signal milta ha jab kay third main ye cheez show hoti ha kay strong support face karni par rahi ha, is pattern sa pehlay bhi market ma downtrend hota ha, is ma three bottoms price ma takreeban same hoti hain, is ma trend line horizontal bhi ho sakti ha, puray pattern ma volume down hota rehta ha jo show karta ha k bears strength loose kar rahay hain aur jab price final resistance ko break through karta ha to bullish volume increase hota ha,
Conclusions drawn:
jab market bullish trend main moment kar rahi hoti hai aur aik top position per jati hay, jis kay baad apni retracement karti hai to us time per market main triple top pattern ka first high level daikh saktay hain aur iski against jab market downtrend main ja rahi hoti hai aur sab se down moment kartay huay low level per aa jati hai to usko first low keh saktay hain, Jab yah pattern complete hota hai to is pattern ko ap triple top pattern kehtay hain aur same iskay opposite jab market third time low level ko touch karti hai to is level ko ap triple bottom pattern keh saktay hain.
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим