Dear friends, forex trading main candles patterns kay zariay traders market aur pair ki moments ki up and down moment ko predict kartay hain, ye bullish aur bearish sentiments ko show kartay hain aur market kay trends ki reversal aur continuation ki guidance bhi daitay hain, ye pattern mukhtalif types kay hotay hain jin main say aik bearish stalled pattern bhi hota hay,
Detail of Bearish stalled pattern:
ye pattern three candles say mil kar banta hay aur aik bearish reversal pattern hay jo uptrend main appear hota hay aur market main bullish trend ki upcoming reversals ko predict karta hay, Bearish reversal pattern jo keh up trend kay bad indicate hota hey or market mein anay walay taize kay pattern kay reversal janay ki indication karta hey deliberation pattern bearish stalled candle stick ka dosra naam hey, is ka opposite bullish stalled pattern hota hay jo downtrend reversal ko zahir karta hay
Appearence and confirmation of this candlestick pattern:
pattern ki confirmation kay liay hamain is main ye criteria daikhana hota, pehli candle stick aik bullish candle stick hey jes ke body aik long hey dosri candle stick taize wale hey jo keh increase hoti rehti hey dusri candle stick bhe taize wale hey woh bhi increase hoti rehti hey, pattern ki first candle long bullish hoti hay, second candle bhi bullish hoti hay jo first candle ki body sa short hoti hay, third candle bhi bullish hoti hay magr is ki length pehli dono candles sa small hoti hay aur ye candle previous candle kay high point ko exceed nhi karti, ye third candle second candle kay close kay kareeb open hoti hay aur iski long upper wick bhi hoti hay
How to trade in this pattern:
Pattern ki first long candle bullish sentiments ko show karti hay aur bulls ki strength ka pata chalta hay, us kay baad next two candles small bullish hoti hain jo ye indicate karti hain kay bulls momentum loose kar rahay hain aur bears control gain kar rahay hain, Pattern ki last wale sab say choti bullish candle ka decrease hua size is bat ko indicate karta hey key bulls apni strength reduce kar rahay hein aur bears market ka control gain kar rahay hein, ye positive momentum market main resistance create karta hay jis ko break karnay main prices struggle karti hain, jo pull back ya reversals ki information daitay hain

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим