MACD Using Indicators.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    MACD Using Indicators.
    Assalamu Alaikum dear friend kaise hain Sab ummid Hai Ki Harriet se Honge dear jawab market Mein kam karte hain to ismein aapko different indicators available hote hain aap indicators ko use Karke Ek acchi trading kar sakte hain indicators aapke liye bahut jyada helpful hote hain indicators ki madad se Ham trading Mein acchi entry lene ke sath sath Achcha profit bhi banaa sakte hain forest trading mein Kuchh Aise indicators Hain Jo Hamare liye bahut jyada profitable ho sakte hain Jab aap market Mein different important analysis karte hain aur Market Mein different indicators ko use Karke trading karte hain to aapko bahut hi maximum advantages available hote hain isliye aapko koshish Karni chahie ki aap acche indicators ko use Karke trading Karen main aaj aapse indicators ke related important information share karungi.

    What Is Bollinger Band Indicator:

    Dear friend forex market Mein moving average convergence divergence indicator journey macd indicators Ek Momentum oscillator hai jo buniyadi Taur per trend per trading ke liye use hota hai MacD indicators Ek oscillator hone ke bavjud bhi over bought aur avar sold position ki indication ke liye use Nahin hota hai yah chart per Tu line Se jahir Hota Hai Jiski Apar yalo aur side per Koi Khas level ya dudh Nahin Hoti Hai donon lines ka cross over moving average system Ki Tarah trading signal deta hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-14T174557.866.png
Views:	26
Size:	16.5 کلوبائٹ
ID:	12576058

    MACD Indicator:

    Dear friend Forex trading mein moving average Ki Tarah MacD indicators be same cross our tarike car par kaam karta hai Asal Mein MACD indicators bhi moving average family se talluk Rakhta Hai Kyunki JB moving average ka hi istemal karta hai aise indicators ki tafseel aapko mil rahi hoti hain Agar MACD indicator se zero ko upper side per cross kar deta hai to yah bullish consider hoga Jab Ke down Ja Below cross karne per Bearish Hoga dusra Agar MacD down ya bilon se zero ki taraf Jata Hai To yah police Hoga Jab ki Apar se zero ki taraf Aana isko Veeresh shumar Kiya Jaega Jab MACD line signal line ko down se Apar ki taraf cross Karti Hai To is indication ko bullish kara diya Jata Hai jitne se yah zero se down Hoga utna hi signal Jyada strong hoga.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-14T174608.953.png
Views:	33
Size:	21.3 کلوبائٹ
ID:	12576059

    MACD Calculation:

    Dear friend forex trading Mein MACD indicators ki calculation Mein 2 moving average 26 exponents shell moving average or 12 exponential moving average car use Kiya Jata Hai 12 IMA se 26 em a Ko minus Kiya Jata Hai short IMA Teji ke sath long e m a ki Kareeb aur usse Dur Jata Hai Iski vajah se MACD indicators line zero ki Sath hi ked ghumti hai MacD lines ke sath 9 period em a ka ek signal line banaya jata hai MACD indicators ki Apar calculation indicators mein buy defolt set Hoti Hai yani trades apni Marji aur trading strategies ke mutabik apni setting change kar sakte hain long term ke trader zyada time frame ke moving average ka use kar sakte hain.

    Click image for larger version

Name:	350px-MACDpicwiki.gif
Views:	14
Size:	26.8 کلوبائٹ
ID:	12576060

    Explanations:

    Dear friend Jab MacD indicator line signals line ko upper se down ki taraf cross Karti Hai To is indication ko Veeresh kara diya Jaega Jitna Jyada zero se upper Hoga utna hi signal Jyada strong Hoga range trading ke dauran MacD indicator Se Wapas Karta Hai Tej Raftar line sickness line Ke Aage Piche cross Karti Hai MacD indicator se use Karne Wale traders ko is condition Mein trading Se gress Karte Hain ya vah is dauran range trading Mein Apne trade close karte hain MacD indicator aur price action ke Dev varjan Ke Darmiyan difference acre strong signal Hai Jab yah cross our signal ki tasdi karta hai.

    Chart In Analysis:

    Dear friend MACD indicator per trading karne se pahle apni trading strategies ke mutabik setting important hai agar yah indicator by default setting per use karna ho to bhi short aur long term ke trading ke liye theek hai Jab Bhi indicator Mein short term yani 12 lines 26 ma long ko down se upper ki taraf cross Karti Hai To yah Ek Sel ka signal generate karti hai jabki agar sem line upper set down ki taraf ho to yah Ek bye ka signal Hoga traders jyadatar train confirmation per trading ko tarji Dete Hain To Jab Bhi indicator Mein cross over ho aur price action bhi Usi Ki confirmation Den tab bhi market Mein entry Karen ya MacD indicator ko dusre indicators ke sath use Karen yah Ek reliable indicator hai jo jyadatar leading indicator ke Taur per work karta hai..

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-14T174636.935.jpeg
Views:	8
Size:	56.1 کلوبائٹ
ID:	12576061
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    MACD: Ek Jaiza

    1. MACD Kya Hai?


    MACD, yaani Moving Average Convergence Divergence, ek popular technical analysis tool hai jo traders ko market trends aur potential reversals ka andaza lagane mein madad karta hai. Ye tool khas tor par stock aur forex markets mein istemal hota hai.
    2. MACD Ki Tarkeeb


    MACD do moving averages ki difference par mabni hota hai. Iski calculation ke liye, 12-day exponential moving average (EMA) aur 26-day EMA ka istemal hota hai. Jab 12-day EMA, 26-day EMA ko cross karta hai, toh ye bullish ya bearish signal banata hai.
    3. MACD Ka Formula


    MACD ko nikaalne ka formula hai:

    MACD=EMA12−EMA26\text{MACD} = \text{EMA}_{12} - \text{EMA}_{26}MACD=EMA12​−EMA26​

    Iske alawa, ek signal line bhi hoti hai jo 9-day EMA hoti hai, jo MACD line par lagayi jati hai.
    4. MACD Histogram


    MACD histogram MACD line aur signal line ke darmiyan ka farq dikhata hai. Jab histogram positive hota hai, toh ye bullish signal hota hai, aur jab negative hota hai, toh ye bearish signal hota hai.
    5. Bullish aur Bearish Signals


    Bullish signal tab milta hai jab MACD line signal line ko upar ki taraf cross karti hai. Iska matlab hai ke market mein buying pressure hai. Bearish signal us waqt milta hai jab MACD line neeche ki taraf signal line ko cross karti hai, jo selling pressure ki nishani hoti hai.
    6. Divergence Kya Hai?


    Divergence tab hoti hai jab price action aur MACD signal mein farq hota hai. Agar price nayi high banata hai lekin MACD nahi, toh ye bearish divergence hai. Iska matlab hai ke market ki strength kam ho rahi hai.
    7. MACD Ke Faide


    MACD ka sabse bada faida ye hai ke ye traders ko market ke momentum ka andaza lagane mein madad karta hai. Ye clear signals aur trends provide karta hai, jo decision-making ko asaan banata hai.
    8. MACD Ke Nuqsan


    Lekin, MACD bhi kuch limitations rakhta hai. Ye lagging indicator hai, jo trend ke peechay chalta hai. Is wajah se kabhi kabhi signals late milte hain, jo losses ka sabab ban sakte hain.
    9. MACD Ka Istemal Kaise Karein?


    MACD ka istemal karne ke liye, traders ko pehle iski settings ko samajhna hoga. Iska istemal price charts par hota hai, jahan traders MACD line aur signal line ke crossovers ko dekhte hain.
    10. MACD Ke Sath Doosre Indicators Ka Istemal


    Traders aksar MACD ko doosre indicators ke saath istemal karte hain, jaise RSI (Relative Strength Index) ya Bollinger Bands. Ye combination zyada accurate signals provide karte hain.
    11. Time Frames Aur MACD


    MACD ka istemal alag alag time frames par kiya ja sakta hai. Short-term traders 1-hour ya 4-hour charts par MACD dekhte hain, jabke long-term traders daily ya weekly charts ka istemal karte hain.
    12. MACD Ke Sath Trading Strategy


    Ek effective trading strategy ye hai ke traders MACD ko price action ke sath mila kar istemal karein. Agar MACD bullish signal de raha hai lekin price action bearish hai, toh is signal par zaroori nahi ke amal kiya jaye.
    13. Practice Aur Backtesting


    MACD ka istemal seekhne ke liye practice aur backtesting zaroori hai. Traders ko apne trading setups ko historical data par test karna chahiye taake wo samajh saken ke MACD kaise kaam karta hai.
    14. Conclusion


    MACD ek powerful tool hai jo traders ko market ke trends aur reversals ko samajhne mein madad karta hai. Lekin, isse istemal karte waqt caution zaroori hai. Iski limitations ko samajhna aur doosre indicators ke sath milakar istemal karna zaroori hai taake profitable trading decisions liye ja saken.

    اب آن لائن

    Working...
    X