Harmonic chart pattern ki pehchan

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmonic chart pattern ki pehchan
    Harmonic chart pattern ki pehchan

    Harmonic chart pattern ka tauraf Harmonic chart pattern aik aisa pattern hy jo trend identification ky liay istimal kia jata hy. Harmonic pattern ke andar two bottom bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur barish bhi ho sakta hai agar yah barish hai hai to iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper move Chal jati Hai card. Harmonic trading fabonacci par numbers depends karti hai. Jin ko technical indicator k lae next use kiya jata hai.
    Click image for larger version

Name:	download (6).png
Views:	19
Size:	2.8 کلوبائٹ
ID:	12576008
    Harmonic chart pattern ki pehchan

    Harmonic chart pattern aik bear absorbing pattern sy mutaqbat rakhta hy ,ye pattern Bearish pattern ko show kerta hy .Harmonic pattern combine card hai pattern ko or math ko trading method ma or ye khud ko repeat karny ki base par chalta hai. Jo es method ka root hota hai wo primary ratio hoti hai. Ye primary ratio har kisam k structure ma available hoti hai. The hota hai kiy k ye man-made hota hai structure repeats. Hamen various information provide Karte Hain market Mein shop Lagane se pahle and patterns ke about information Hasil karna bahut Jaruri Hota Hai Inki information Hasil kiye bagair Ham market Mein acchi shop Nahin Laga paate

    Harmonic chart pattern as istemal

    Harmonic pattern ke andar two different bottoms bante Hain ya pher Two top bante Hain harmonic price chart pattern bullish bhi ho sakta hai aur Barish bhi ho saktu hai agar yah barish hai hai to Iske top ke upar two support banti hai aur pher vahan se market uper movement card Chal jati Hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Harmonic chart pattern ki pehchan

    IDENTIFICATION OF HARMONIC CHART PATTERN:

    Dear forex members,Harmonic price chart patterns ko define karne ke liye aapko Hamesha step-wise market ki movement ko observe krna padta hai aur market ke trend ko follow karte hue apni trade ko perform karne ke bare mein strategy banani padati hai.basically harmonic price indicator Hamen always price level ko Dekhte hue he samajhna padta hai to Jab Bhi aap harmonic price chart pattern ko samajhne ki koshish karte hain aur is ky method py kam krty hain to aapko sabse pahla step Lena Hota Hai vah price ke bare mein Lena hota hai ki Hamen candlestick ki help sy market price ko observe krty Hue potential difference dekhna padta hai price level ke difference ko bhi judge kar lete hain to Uske bad baki step ko follow karna Hamare liye bahut easy ho jata hai second step main Hamen market ki price ko judge karte hue potential measures karna hota hai Jitna acche se Ham potential measuring karte hain price ki utna hi Hamen acche tarike se market ki movement ka Andaza ho jata hai aur candlestick ki movement sy Hamein indication Ho Jaati Hai Ky Abhi harmonic price patterns ban raha hai third step Mein jb harmonic price pattern ki indication Hamen mil Jaati Hai To vahan per apni trade ko buy ya sell main perform karne ke bare mein step banate hain.Harmonic price chart pattern ko follow karne ke liye aap ko bullish or bearish trend ko bhi follow karna padta hai Kyunki yah indicator candlestick ki movement se create hota hai aur kabhi ye pattern buy trend mein create hota hai aur Kabhi Sell Mein create hota hai to Jab Bhi aap is indicator ko follow karte hain to aapko bullish pattern follow karna padta hai tab aapko is indication ki samajh aati hai aur aap easily apni trade ko buy ya Sell Mein perform kar sakte hain aur Market Se Achcha positive result Le sakte hain.aur achy traders b ban sakty hain.
    Click image for larger version

Name:	1111111111111111.png
Views:	3
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12435813
    FUNDAMENTAL VALUES OF HARMONIC CHART PATTERN:

    Harmonic pattern asy Pattern hoty hain jo geomartic price pattern ko next level tak ley jaty hain or ye precise turning points k lae fabonacci numbers ko use karty hain. Harmonic pattern future movement ko attempt karny ki sahlayat rakhty hain. Harmonic trading fabonacci numbers par depend karti hai. Jin ko technical indicator k lae further use kiya jata hai.. Fabonacci number jo zero or 1 sy start hoty hain ye asy previous 2 ko add kar k banae jaty hain.Ye sequence ratio ma divide ho jata hai jb esy clue melta hai k market yaha tak move kar k ja sakti hai.Gartely, bat or crab bhot famous harmonic pattern hai jo k technical trader k lae bane gae hain.Jb harmonic reversal points ko isolate karny k lae use hoty hain to trader ko waha ye problem hoti hai k trader reversal area ko hasil kar leta hai or pattern fail ho jata hai. Jb asa hota hai to trader khud ko asi position ma pata hai jb trend usk against he chalta jata hai or end ma uska account he khatam ho jata hai.
    Click image for larger version

Name:	222222222222.jpg
Views:	2
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12435814
    WORD OF ADVISE:

    Market mein analysis karne ke liye hamen harmonic pattern ko analyse karne ke liye trendline ko utilise karna padta hai aur agar Ham harmonic pattern ke liye trendline ko achy tarike se use kar lete hain to Ham market mein easily harmonic pattern ko analyse kar k use kr sakte hain aur market se positive result aur positive benefits Le sakte hain is liye hamary leyez aruri hai ki Ham trendline ka istemal hamen aana chahie tab hi Ham easily harmonic pattern ko analyse kar sakenge otherwise market mein kisi bhi channel yah pattern pr trade karna possible nahin hoga so hamen effort karna chahie aur aur daily basis pr practis karni chahie taa ke Ham harmonic pattern se fayda utha sake.thanks
    Click image for larger version

Name:	333333.png
Views:	2
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12435815

    اب آن لائن

    Working...
    X