Tri-Star Doji Candlestick Pattern ky sath trade krna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Tri-Star Doji Candlestick Pattern ky sath trade krna
    Tri-Star Doji Candlestick Pattern ka Introduction
    Tri-star candlestick pattern aik teen line Candlestick Pattern pattern hy jo mojooda rujhan mein mumkina ulat phair ka ishara den sakta hai, khuwa woh taizi se ho ya mandi ka. yeh patteren je waqt bantaa hai jab aik taweel rujhan ke ekhtataam par musalsal candles for teenage dogs zahir hotay hain. pehla dogi bail aur reechh ke darmiyan ghair faisla kin honay ki nishandahi karta hai, dosra dogi murawaja rujhan ki simt mein farq karta hai aur teesra dogi rujhan ki mukhalif simt mein candle stick khilnay keba dosra dogi keba ke jasah jo utaar charhao mein earzi kami ka ishara child hain. one dog candle stuck aik ghair mamooli waqea hai jisay traders market mein Adam faisla ki tajweez ke liye istemaal karte hain
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	15
Size:	6.3 کلوبائٹ
ID:	12575954
    Tri-Star Doji Candlestick Pattern ki Tafseeli wazahat
    Tri Star candlestick pattern aik three line candlestick pattern hota ha, jo ongoing trend kay reversal ka signal daita ha, ye three consective doji candles say mil kar banta ha jo aik prolonged running trend kay end par appear hoti hain, Pattern ki second doji candle first aur third doji ki nisbat market main lazmi gap create karti hay, jab ye pattern significant support aur resistance kay kareeb banta ha to trade kay successful honay ki probability ko enhance kar daita ha, pattern ma three dojis appear hoti hain, pehli aur third doji 'V' shape banati ha aur 2nd doji first sa gap below hoti ha
    (1) Bullish Tri Star Candlestick Pattern
    (2) Bearish Tri Star Candlestick Pattern
    Click image for larger version

Name:	images (5).png
Views:	7
Size:	2.3 کلوبائٹ
ID:	12575955
    Bullish Tri Stars Doji Candlestick Pattern Bullish Tri Star Doji Morning star k similar ha, dono ma difference first candle k penetration level ka ha, ye pattern downtrend ma appear hota ha, is ma 2 candles hoti hain jin ma sa first long aur black yani bearish hoti ha auf second candle white mtlb bullish hoti ha in doni candles ki real body aur length takreeban aik jaisi hoti ha, trend ko confirm karnay k liay confirmation candle ki zarurat hoti ha, jis k baad buy ya sell ki trade set ki ja sakti ha
    Click image for larger version

Name:	images (6).png
Views:	2
Size:	4.3 کلوبائٹ
ID:	12575956

اب آن لائن

Working...
X