Forex me lalach na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1276 Collapse

    JI han dear aap ny bhot acha advice share kia ha ky forex me lalach se door rehna chaye. Lalch bhot buri bala hai . forex me jitna ho sky hum ko sabr o tahamal ky sath trading krni chaye . or apan daily ka ayk munasib target set krna chaye jis ko mady nazar rkh kr humy daily earning krni chaye. us se zada nhi. lalch nhi krni chaye.
       
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1277 Collapse

      g bilkul lalach se adami mar kah jata hai kue k lalach buri bala hai adami thorha thorha earn karne se waqae ziada profit kama sakta hai jo is k lie bohat acha hai slow in study wins the race
      • #1278 Collapse

        Yesof course that you are say the right that we are woeknthe market with out greedy andcqe are successful trader in the forex
        • #1279 Collapse

          g hun jnab him ko forex biznees min lalich bil kul bhi nahin karni cahye lun kah isxse him ko buhat hi zyda nuksan ho sakta hy is lie is buznees min kalich nahin karni cahye
          • #1280 Collapse

            je bhi main ne yeh website dekhi hoi hy is main kafi kuch help ki cheziain milti hiaan lekin apko pehle kisi teacher sy sekhna zaraori hy tb ap is main apne experience main izafa kr sakty hain.
            • #1281 Collapse

              Forex trading me lalach nhi karna chahye.YAha per lalach kar kay hi trader loss karta hai.Traders ko chahye kay wo normal trading karen.Trading me small profit ko hi accept karen.Big volume me trading say avoid karen.
               
              • #1282 Collapse

                G han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahi krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm is business me kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nah kareen agr hmen is business me loss se bachna ha tu
                • #1283 Collapse

                  g han app ne sahi kaha ha hmen is business me lalach se kam nahe krna chahe kyun k agr hm is business me lalach se kam karty hain tu hm kafi loss kar skaty hain isi liye hmen chahe k hm is business me lalach se kam nahi kiaa kareen kabhi bhi
                  • #1284 Collapse

                    hanji bhi jan hum logo ko forex trading lalach nhi krny agar hum lalach kry gay to hum apny loss ka khud zima dar hu gay forex market ma loss ka matlb hy lalach ager koi insan lalach krta hy to us ko bohat acha sabak milta hy
                    https://t.me/pump_upp
                    • #1285 Collapse

                      Greed is curse. Lalach aap key mind ko destroy kr deti hy aur aap key profit ko bhi zaya kar deti hey. Jo log greedy hotey hain woh kabhi bh sakoon sey nahi hotey aur hamesha tension main kam kartey hain. Jo log patience aur sabar sey chaltey hain, unhain kam profit hota hy lekan woh sakoon key sath hotey hain aur enjoy kartey hain.
                      • #1286 Collapse

                        well jee han forex mein kia agar ap duniya k kisi bhi business mein lalach karengy tou is se sirf apko nuksaan hail hoga aur kisi bhi kism ka munafa nahi milny wala kiyunki choty rasty se kiya jany waly kaam kabhi bhi thk nahi hosakty hein
                        • #1287 Collapse

                          dosto har kam me lalach se door raha karen agar ap forex trading me lalach karen gay to apni sari amount se hath do bethey gay . or kuch hasil ni ho ga
                          • #1288 Collapse

                            g bilkul dear ap ne theek kaha mian ap ki bat se agree krta hun forex mian lalach se hamesha door rehna chahye or hamesha mind fresh ho kr he trading krne chahye
                            • #1289 Collapse

                              forex ma hamy lalach nahi karna chahye ku k jab b ham ny lalch kiya ham dhoob jay gy jitna b profit hota ha pher wo loss ma chala jata ha....agr ham aram aram se trading kary gy hamy loss b thora ho ga....
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1290 Collapse

                                dear apki bat bilkul hi sahi he k hume hamesha lalach se door rahna chahye kiyu k lalach buhat hi buri bala he,log aksar lalach ki waja se tabah ho jate he.forex trading ek serious ho k karne wala business he jis me profit bhi milta he to loss bhi hota he,agr koe lalach kar k zyada lot open kar deta he,by chance use profit ho bhi jata he to wo lalach me aa jata he,us ki samajh me nahi rahta k har bar profit nahi par loss bhi ho jaega or jab wo agli bar lalach kar k had se zyada lot open karega or market against me jaegi to use buhat bara loss ho jaega or use lalach ka pata chal jaega.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X