Forex me lalach na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1246 Collapse

    forex main kaam kartay howay jaldbazi aur greedy na karay aap k liye best ho ga aur es main daily market ku view kary aap k liye best ho ga aur es main confuse na ho thankful for question
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1247 Collapse

      Forex trading me agar hum lalach karen gay tu hum yaha per loss karen gay.Trading me greed traders ko big losses deti hai.Greed say avoid kare kay agar hum little profit earn karen gay tu loss nhi ho ga.
      • #1248 Collapse

        Forex main ziada ko dekh ker lalach a hi jata hy hum chahtay hain kay juldi say ub Koch samyt lain aor hum huge profit kay khab dekhna shoro ker daytay hain some time humari investment kum hoti hy is kay bawajod lalach main aa ker high risk select ker daytay hain aor investment bhi jati rehti hy.
        • #1249 Collapse

          Good question dear Forex mein lalach karnei se ham ko bohat nuqsan hosakta hai kunkai lalach insaan ku gumrahi ki simt lejati hai or hammen aisa loss deti hai kei ham isi recover nahi karskte kunkai lalch se hammen bohat hi nuqsan hota hai .
          • #1250 Collapse

            i think forex me log lalach kr k bohat bra loss krte hen g forex me lalach bohat bri bemari ha forex tader ki is wajs se me neforex k acccount me bohat loss kia ha g or is business me ak trader ko loss lalach krne ki wajase hota ha g so lalach na kia kro g s me
            • #1251 Collapse

              g ha forex trading main lalch nai karna chaya ha forex trading main lalach kary gain tu ap loss he kry gain es liya apko chaya ha ap lalach ko trading sa dour rakhy main forex business main jab new tha boht lalch karta tha or boht loss be kiya ha
              • #1252 Collapse

                jaisa k kaha jata hai k lalach buri bala hia. same isi tarah hamin
                trading main lalach se bachna chahye aur lot size ko kam se kam rakhna chahye.
                • #1253 Collapse

                  G janab forex mai ap ko lalach nai krni chahyay agar ap lalach kry gy tu ap ko kuch bhi hasil nai ho ga or forex mai yay chexy ap apny liyay depend krty ho ky ap ko kya hasil ho skta hy.
                  • #1254 Collapse

                    g han my friend aap sahi keh rahay ho k kisi ko bhi is business main laluch nahi karna chahiye. aap ko is business main patience say kaam lena parta hai and greed aik aisi cheez hai jis ko always he avoid karna chahiye.
                    • #1255 Collapse

                      Yes fordx me lalach ka hamesha bura haal he hota hai aur is ki bari waja yehi k hame ye busienss agar ek ya do bar acha profit day to hum samjhtay hain k ye kaam he he asan aur yaha pay kaam karna bhot he zyada asan hai humen hard working karni chaye
                      • #1256 Collapse

                        forex trading main hmain kbi b laluch ni krni chiya ha ku k hm jb b laluch krain gy toto hmain sirf r sirf loss ho skta ha r kch b ni, jb b ap daily ki trading start krty ha to hmry liya bht e zada zarori ha k hm apni daily ki profit average phly sy e set kr lain ku k agr average phly sy e set hoge to hmain us profit pochty e trading bnd kr dyni chiya ha
                        • #1257 Collapse

                          Brother forex aisi market hey jo apko lalachi banne par majboor karti he lakin samajhdaar insaan wahi hay k jo is k shikanjhe mein na aye aur daily kam se kam hi pay khush rahe aur ziada ki lalach na kare....
                          • #1258 Collapse

                            exactly brother lalach hargiz nahi karni chahiye, har trader ko greedy follow karnay per zeyda loss hota he, better he trader greedy ko follow na kare, aur always planing ke sath trade kare jis se trader ko acha profit earn ho aur always successful trade ho sakhay aur har trade me stop loss and take profit tool ko use kare, greedy and emotion ko follow na kare...
                            • #1259 Collapse

                              ji nahi janab asa anhi k hum agar forex business mia knowledge and experince hasil karey then hum kuch hi dilloar par b acha profit kar sakty hain ...bas huemin knowledge and experince ki zarrut hoti hain ..
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1260 Collapse

                                haan bhai forex me lalach ki saza bohat bori milti ha hum is may lalach kar k apna account wash karwa lety hain forex me jo log lalach karty hain wo kabi kamyab nai ho sakty or lalach to kisi bi kam me ho,.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X