Forex me lalach na krn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1111 Collapse

    assalam o alikum bhai jan hum ko kese bhi kam men lalch sy kam nhi karna cheye or ya to pher forex business ha es men to ap ko bilkul bhi lalch nhi karna cheye qu ky zyada tar treader lalch ki hi waja sy loos karty hen lalch insa ko ameer sy ghareeb bana deta ha esly es lalch jase bure cheez sy door rahna cheye qu ky lalch aik bure bala ha .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1112 Collapse

      Forex mein lalach karna esa he jese ap apne peseon ke aag laga kar jala do kiyon ke forex mein app zid nahi kar sakte na ye zid magta he isko samaj kar or sabar ke saat karna parta he yani ye sabar ka kam he
      • #1113 Collapse

        thanks for your advice and i think if we should do well my friend and in Forex hat is important for trader that they earn from there mistake and they learn from there mistake if the learn from there mistake then he should do very well and greed is important but in knowledge and in learning not in posting or not in trading
        • #1114 Collapse

          forex mein lalich nahi karna chaihiye ,is sy hum loss kar lete hein,jo earn ho jai,jitna earn ho jai acha hai,aur humein chahiye k hum daily ka thora sa target bana kar chalein 5,10 ya 15 dollar ka,os say ziyada bhi mile tu kam na krein,bar bar trade karna loss ka bais banta hai
          • #1115 Collapse

            lalach bohat buri bala ha or forex mein to ye ek dushman ha. koi b agr lalach krta ha to wo apny senses ko kho deta ha or is surat mein wo sahi decision nhi ly pata or zahir si baat ha k agr sahi decision nhi liya jaye ga to loss to hoga hi.
            • #1116 Collapse

              risk management is indispensable. yes especially the MM issue.* beginners as i also often ignore MM huge profits in a moment.* even though it will not benefit us
               
              • #1117 Collapse

                G haan bhai ap ney theek kaha hai forex me humein lalach nai karna chahiye is say humein hamesha loss hi hota hai forex me thora thora profit hi earn karna chahiye jiss say hum life time profit earn kar saktey hain lalach say hum kabhi bhi success nai ho saktey
                • #1118 Collapse

                  ha bhai apne theak kaha hai waisay humay forex trading mai galti say b lalach nhe karni chaiey is say humay bhot nuksaan hosakta hai or humay is say humara bonus b wash hosakta hai humay kabi b forex trading mai lalach nhe karni chaiey balke sabr say kaam karna chaiey or theak say trading karni chaiey
                  • #1119 Collapse

                    yes my dear greed is very dangerous in forex jitna ho sake greed se bachna chahiye kiun k jitni hum greed karain ge utna hi hume loss uthana pare ga so hume jitna ho sake greed se door rehna chahiye.
                    • #1120 Collapse

                      laalach ek bhot bori adat hai jis sy noksan ky elawa kuch bhi hasil nh hota es liye insan ko kbhi bhi laalach nh karna chaiye laalach karny wala insan kbhi bhi apni life mein kamyab nh hota es liye hum jb bhi kam kary to laalach nha kary balky jo bhi kam kary hardworking ky sath kary
                      • #1121 Collapse

                        yes bilkull ap ka khayal bilkul thk ha forex ak business ha r es mein hame greedy nhi karne chaye ager ham lalach karen ga to hame loss hota rahe ga forex mein ager profit hasil karna ha to relax ho ka hard work karo es pa
                        • #1122 Collapse

                          forex me lalach nahi karni chahiya jitna munafa ho jahay stop kar dayn ziyada munafay ki lalach nahi karni chahi es ziyada munafay ki lalach main nuksaan na hoja hay
                          • #1123 Collapse

                            dear hum ko forex ma lalach kbi nahi karn chay low profit mil ja tu thek hy agr ap big profit ke terf jo gy tu ap sub loss kar do gy is liye ap low profit he la jb dako k thek hy tu trade ko band kar do wo he ap ka liye best hy
                            • #1124 Collapse

                              forex ke business me lalach nhi karni chahie ham ko kiun ke lalach me loss he hota hai sab ko is lye jo banda bhi is me lalach karta hai trading karte hue us ko is me kabhi bhi profits hasil nhi ho pate hain or woh loss me he reh jata hai .
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1125 Collapse

                                Forex trading main kaam karty howy zaida profit hasil karny ka lalch bilkul na Kareen esa be ho sakta ha market ka trend change ho gaye or aap ko lose hona start ho jaye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X