Forex me lalach na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    Ofcourse bro, Lalach ek badtreen cheez hai jo apko nuqsaan bhi pohcha sakti hai or hamein is se bachna chaiye or apny mind se kaam lena chaiye so meri guzarish hai ke aram se Forex mein kaam karein Lalach ki koi zraurat nahi hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      Yes lalach buri balah hai insan ki fitrat hai k jb usay kuch money milti hai to wo chata hai k usay or b money milay isi lalach me baz oqat wo pehlay kamai hovi money b kho daita hai is lia jo thora boht milay usi py iktifah kerna chaea
      • #558 Collapse

        Ji han sahi...yahan lalach na karin tu hi behter hai....lalach hamen nuqsan ki taraf le jati hai....lalach kar k thore se bhi hath dhone se behter hai k ap thore thore main khush rahen.....
        • #559 Collapse

          Forex is a good job.forex me lalach se hmesha door raho takai apne kam me sincere ho saken or zyada se zyada earning kar saken... jo log greedy hte hain unka yaha koi kaam.best of luck.............................................. ...
          • #560 Collapse

            lalach jb b ap kro gy tu ap or hasil krny k liay ai huay profit ko b chor do gy tu ap ko loss ho skta hai kiu k market ek dm sy down ho jati hai so lalach achi ni forex mai.
            • #561 Collapse

              jaisaa k hum bachpan sey suntey arhey hain k lalach buri balaa hai humhy kabhi bhi lalach nahi karni chahiyeh. . lalach sey sirf aur sirf humhy hi loss hotahai . .aur phr hamesha afsos hota hai k q ki humne lalach islye humhy kabhi bhi lalach nahi karni chhaiyeh
              • #562 Collapse

                han g lalach tu bilkul ni karni chaye aksar looglalach mein aa kay aye hoa pasay be gawa bethtay hain. aur buri tarah fail hotay hain
                • #563 Collapse

                  ji han forx ma lalach na karen q k lalach buri bala hai ise hum apna kam samjh k karen to zada behtar hoga
                   
                  • #564 Collapse

                    ji han forex ma lalach nahi karni chahye q k lalach buri bala hai jis se humen nuqsan bhi ho sakta hai
                     
                    • #565 Collapse

                      Dear Forex trading may specially greed in so much dangerous thing for our trade ager ham lalach karty han during trade to hamy loss hony ka chance bohat hota hay and kabi kabi etna loss hota hay kay ham jaldi samhal nae paty so we should not do greed and control our emotions while trading
                      • #566 Collapse

                        Lalich bohat hi buri cheez ha jo hmain sirf or sirf loss deti ha or kuch nahi islye agr ap ko km profit ho raha ha to us pe depend krain please.
                         
                        • #567 Collapse

                          forex ma ager apn laach kerngay to mery khyal say to ap ka he nuqshan hoga q k ager koi greed kerta hain uss ko hmesha he loss hota hain ....
                           
                          • #568 Collapse

                            Mjhe ap ki bat Bohat achi lagi aur me apki bat sy agree karti Hun hmen laLach nahe karni chahiye kabi bhe laLach kar ky insan ak dafa to Kama lyga aur jb us ki laLach barh jati hai to us ny jitna bhe Kamya Hota hai wo Sab us sy cheen jata hai isi lye hmen chahiye ky hmen har kam ko bina laLach ky krna chahiye
                            • #569 Collapse

                              yes of course dear app ny bilkul right kaha agr ham is business man kuch earn krna chahty han to us k liye hamara sab sy pahla avoided step yehi hona chahey k ham ko is business man greedy nai krni chahey or jab ham is man successful hojaye ga to phir i think k ham Forex trading business man bi successful hojaye ga or app is business man bi professional person ban jayo gay.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                forex me koi bhi kaam ho us me apko lalalch kerna ki koi zarorat nhi hy apko sirf sabr se kaam lena hy aur sirf apne kaam ki taraf tawaja deni hy sab kuch mil jata hy sirf thora itmenan kerna ki kzaroart hy.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X