Forex me lalach na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #541 Collapse

    forex trading aik bra hi healthy business hy is main jab bhi app ki deal ka aik acha profit start hota hy to app or ham sub is lalach main par jaty hain kah zayda sy zayda profit earn kar lain or is chakar main ham profit uthany ky bajaye loss utha lety hain or phr forex ko qosty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #542 Collapse

      gee bhai me app ke baat se ageer kerta he. app log jis kam me lalach kerte h e. woo kam me loss hone chance zyada hote he. is ther app log forex trading me lalach na ke kere. aur app log is per hard working , planing , aur saber se kaam kere ge too is app log zydad earning kere ge.
      • #543 Collapse

        Mreya bhai app bilkul thk kah rhay hai.... forex me lalach karnay walo ki koi jaga nh hai... so meray bhai hammee lalach say aviod karna chaiye.....
           
        • #544 Collapse

          bhai jan forex me lalach se humasha door raho takai apne kam me sincere ho saken or zaida se zaida earning kar saken jo log greedy hte hain un ka yaha koi kam nhi hai q k aise log jalbaazi karty hen saber nhi karty
          • #545 Collapse

            Meray bhai forex me lalach karnay walo ki koi jaga nh hai.... jab new trader forex me ata hai to us k mind me lalach ka bhut sawar hota hai.... aur wo apnai life ko kaharab kar deta hai......
             
            • #546 Collapse

              Forex mein loss ki abri wajha lalach hai jo bhi trader lalach karta hai usy loss hota hai , lalach humary liye hamesha harmful hai , humain apny emotions ko control mein rakhna chaiye aur Forex mein earning k liye ik target set kar lena chaiye jab humara woh target achieve ho jaey to humain apni trading close kar deni chaiye esa karny sy hum loss sy bach sakty hain.
              • #547 Collapse

                Bhai hamay laalch se hamesha duur hi rehna chiye kue kay ye hammey buhat achi earning hasil karnay mai madad day sakti hai............
                • #548 Collapse

                  bhai jaan lalaach tu kisi be kaam mai nahe karni chahye aur forex k business mai tu har gaz nae ho sakti na agar karo gay tu loss pae gay so es se gureez karo aur experiencek sath earn karo
                  • #549 Collapse

                    agar is kam mein lalach karo gy to kbhi fayda nhi otha sako gy dear
                    lalach buri bala hy jo ke insan ko nuqsan se nhi bacha sakti
                    • #550 Collapse

                      gee han bhai forex main humy lalch nai karni chye bilkul bhi q kay lalch buri bala hain aur hum log is amin yehi karty ahin jis ka nateja humy loss ki shakla main milta ahi aur phr hum balme forex ko dyty hain
                      • #551 Collapse

                        r raho takai apne kam me sincere ho saken or zyada se zyada earning kar saken... jo log greedy hte hain unka yaha koi kaam anhe hai q k aise log jalbaazi dkate hain sabar nahe karty lalach ka ansar buht hota hai, chahe loss ho ya profit dono surat main lalach a jati hai aur over volume lag jata hai, lalach ko control karna chahye chahye market ki koe bhi position ho apne ap par control hona chahy
                        • #552 Collapse

                          yah apne thk kahan greed buhut buri cheez hai ar trading me apko greed nae krna chaye q ke greed krne se ap bht loos kr sakte hu us se achw ap thora thora profit hamesha earn krte raho tu mere khayal me ap lalach to bilkul na kren aur ay=ur lalach bagair trading kren ap ko buut faida hoga aur acha profit earn hoga kyu ke lalach buri bala hai
                          • #553 Collapse

                            bhia jan forex trading men lalchi trader kay ley koe jga nia hy jo lalch kren gy wo kabhi bhi kamyab trader nai ban skty. or jo sabar sy mehnat kr k kmaty hen fo 1 na 1 din zaror kamyab trader ban jaty hen so aap please forex trading men lalch sy bacho or aam zindgi men bhi lalich sy dor raho.
                            • #554 Collapse

                              forex main hum ma kabhi be lalachnh kerna chiye q k ager hum Forex ma lalach kerne to hum age kese barhangay so mery khyal say to hum ma lalach nh kerrna chiye greed is very dangerous
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #555 Collapse

                                jo log forex business ko game samjh ty hain is mei unka he nuksan hota hai q ky ya ik real business hai or kafi logo ko is sy faida hasil hota hai jo log is ko game janky istamal karty hain unko is sy koi faida nai hota,,,,,,,,,,,,is sy bht faida hota hy. ap apni aur family ki life bna sakty hain

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X