Forex me lalach na krn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1021 Collapse

    lalach sab se buri bala hai aur ye such hai log zyda lalach karte hai aur 100 $ ke account per 100 % profit ki lalach se kam karte hai ese logo hamesha loss karte hai ,phr kitni bhi achi trading kio na ho kio ke fund ko manage kare bina profit waqti tor per hota hai aur zyda tar loss hota hai jitna hamara fund hota hai sub dob jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1022 Collapse

      Yes app ne sahi kaha ha me app ki is baat se agree karta hn hmen is business me lalach nahi karni chahye kyun k ye aik asa business ha jis meh hm agr lalach k sath kam karty hain tu hmen is business me kafi loss ho sakta haa...
      • #1023 Collapse

        agr apko forex trading my ka krna hy wo he life time to us k liye apko lalach sy door rhna ho ga then ap is my kamyab ho skty jaise ap is my hard work kro to.
        • #1024 Collapse

          g han bilkul forex busienss main lalach nahi krna chahye ku k is main lalach krne wae kamyab nahi ho skte agr lalach kren ge to is main bht loss b ho skta hai ku k ye busienss bht risky busienss hai......so is main kbi lalach nahi krna chahye.......
           
          • #1025 Collapse

            salam bhai jee app ko forex mein loss he us waqt hota hai app jaab forex mein laaluch kartay hain is se bachna chahyia jitna app bach saktay hain
             
            • #1026 Collapse

              je haan forex mein kaam kartay howay kosis kary greedy aur jaldbazi na karay kiyon k asa karnay se forex mein loose hota aur es mein mind se trding karay ap k liye better ho ga thankful for question
               
              • #1027 Collapse

                success in trading is largely determined by how we can trade, with the longer we had the opportunity, the more that we can learn and grow as well as our ability to be able to achieve success.
                   
                • #1028 Collapse

                  lalach hamesha insan ko uksaati aa rahi he. ur hamien is mien khud ko rokne ki zarurat he. jese hi mene lalach ki thori dair tak to muje profit mil gaya lekin next time aesa karna bhari per skta he. ur aesa mere saath ho b chuka he ur loss b krwa ke dekh chuka houn.
                  • #1029 Collapse

                    dear yes app ne bilkul thek kaha ha aur ye hamare liye ek bohat he zarori bat hai k ham is business main kabi b lalch na Karen balkay ham is business mein patience k sath kam Karen
                    • #1030 Collapse

                      salam bhai jee app forex mein laaluch kartay hain tu app ko loss hota hai is mein laauch se bachna chahyia nahi tu app ko bauth loss ho ga ?????????
                       
                      • #1031 Collapse

                        forex men lalch karnay say sab zahir hai kay loss ho jata hai phir yeh loss itna hota hai kay aap ko yeh sambhalnay nahee dayta haia loss koun kay lalach bahot hee buri bala haai is liya aap jab beh trade karoo maoney mangement use kar kay trade karoo best ho ga
                        • #1032 Collapse

                          is karobar ka sub ey bara masla hi yahi hai k log lalach kartey hain aur is lalach ki waja ye hai k wo ziada kamana chahtey hain.
                          • #1033 Collapse

                            dear ap ka ya sawal to bohat he acha hai q keh iinsan ko lalach to ho hi jati hai laken forex k mamlay main lalach say door rehna chaiya is ki lalach main humain profit hota ha laken compini hamary khalaf chalti hai
                            • #1034 Collapse

                              lalach buri bala hai is liay yeh kaha jaata hai q k laalach ha he aisi cheez jo laalach karta hai woh kabhe kaamiyab nai hota hai aur forex m to bilkul bhe nai q k forex m to aap ko buhat ahtiat se trading karni hoti ahi
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1035 Collapse

                                forex me lalach nahi karna chahiye forex me ham ko lalach se bachne ke lye mehnat karni he parti hai agar ham lalach karte hain or is me theek se kam nahi kar pate hain to hame is me lalach karne se sirf or sirf loss he loss hote rehty hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X