Forex me lalach na krn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #886 Collapse

    well jnab , ap ne jo thread kara hein tu mein iss k baray mein yeh kehna chahoon gee k jnab haan waqai kisi ko b iss forex mein lalach nai karna chhay q k lalach hee aesi sheh hein k jo k inssaan ko dabu daity hein
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #887 Collapse

      assalmu alaikum bhai me apki thread se agree ho ap ne aik achi bat ki hai k hame lalach nahi karna chahiye ap theak keh rahe ho yar hame lalach nahi karna chahiye q k is se hame loss hi hota hai
      • #888 Collapse

        Forex traidng aik buhat hi acha karobar he es karobar min hum jeise jeise work karte hin es karobar min earning kar k hum buhat hi faida hasil kar sakte hin jeise jeise hum es karobar min earning karte hin to hum es karobar min kafi kuch earn bhi kar sakte hin aur es karobar min se apni life ko acha bhi bana sakte hin. Hum apni trading ki salhayaton aur technique ko use kar k buhat hi ziyada profit bhi earn kar sakte hin. Lalach humin es karobar min se nuqsan hi utha sakte hin lalch es karobar ka sab se nuqsan puhanchane ka zarya bhi ban jata he.
        • #889 Collapse

          jee app nay bil kul theek kaha forex may greed nahi karney chahia greed say hum bahoot zaida nuksaan kar sakhtay haa Jatini dair takk forex kay baray meey complet jaan nahin jatay iss ko serr injaam nahi deena chahyee ager aap begair knowledge aur jaan kaari liyee binaa kaam kareey tu loss hi ho gaa forex may hammasha sooch smaj kar kaam karney chahia
          • #890 Collapse

            at first thanks to you for submit this thread. dear friends we all know that greed is not good in a business. it can only give you loss. sometimes it will be so harmful. so don't be greedy in forex market.
            • #891 Collapse

              yah apay lalachi ka hamesha bura haal he hota hai aur is ki bari waja yehi k hame ye busienss agar ek ya do bar acha profit day to hum samjhtay hain k ye kaam he he asan aur yaha pay kaam karna bhot he zyada asan hai.
              • #892 Collapse

                my dear in this field if you would not control your emotions it would lead you to heavy loss ...so lock your greed my dear ...and soon you would get the benifit ...the success would kiss your foot ...every one is here to get success so move with the advise and enjoy
                • #893 Collapse

                  ge han friends forex me lalach karna apka he nuksan hy. kabhi kabhi hum big lot open kar detay hen r soch rhy hoty hen k market hamary hakk me hy jab k kam ulta ho jata hy r hamin nuksan uthana parta hy. so lalach se dor rahin.
                  Life is never boring, if you have naughty mind.......;):o
                  • #894 Collapse

                    ji Jinab Bohat hi Achaw Sawal Pucha Hai Apne IS Post Se Bohat Se Logo Ko Un kay NAmaloom sawalaat kay JAwab Mil GAye Hogay OR Mere Khayal MAin yeh bat apny bilkul theek kahi hy kay hamen lalach se door rhena chahiye warna ham sab kuch hi kho dete hen or zada kay chakar me kuch nahi bachta......
                    • #895 Collapse

                      I think forex main lalach ya greed ki koi jagah nai honi chahiyay because greed ap ki sub say bari dushman hai is forex trading main tu agar hum greed per control nai karain gay tu hum kabhi bhi is market main earning nai kar payn gay.
                      • #896 Collapse

                        forax ak life time earning business hai is mai ap aram se apni earning keray or lalach bilkul na karay .kam profit poer rtrades karay .ye hi acha hai .jaldi us kam mai kerni chahiy jis k bnd honay ka dar ho ye tou business hai .
                         
                        • #897 Collapse

                          Dear sir,forex me lalach se hmesha door raho takai apne kam me sincere ho saken or zyada se zyada earning kar saken.Aur apay lalachi ka hamesha bura haal he hota hai aur is ki bari waja yehi k hame ye busienss agar ek ya do bar acha profit day to hum samjhtay hain k ye kaam he he asan hota hain.
                           
                          • #898 Collapse

                            Dear sir,forex me lalach se hmesha door raho takai apne kam me sincere ho saken or zyada se zyada earning kar saken.aur forex men lalach nahi karni chaye kiun k aesa karne se humain hi loss hoga jitna bhi ho saky humain lalach karne se bachna chahye.
                             
                            • #899 Collapse

                              Well all my brothers you are absolutely right laluch aik buri balaa hai kai martaba is ki waja sai mai ne bhi loss kiya hai per ab is say totally avoid kerta hoon.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #900 Collapse

                                g han ap bilkul thik farma rahey ho aap ko is main kamyab honey ke liye lalach ni krna chahiye balkey hamen tahamul se kam lena chahiye phir hi hum kamyab ho saktey hain so plz lalach na karen

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X