Forex me lalach na krn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #436 Collapse

    g haan janab hum ko chahea k humlalach say door rahain or apni earning ki life barhain taky hum trading barqarar rakhain or lalach main nah aian apnay ap ko bachain.....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #437 Collapse

      forex me lalach karne wala hamesha dobta hai kyun ke hamesha inasan ko itna hi karna chaye jitna wo sambhal sake ziada karne see lose ho jata hai
      • #438 Collapse

        ji haa bilkul sach forex me aadmi ko jada lalach nahi karna chaiye warna loss hone ke chance jada ho sakte hai isisliye kam kamaw yahi behter honga.
        • #439 Collapse

          forex main lalach karny ka nuksan hi hota hy. insan ko wesy to kaheen bhi lalach ni karni chahye lakin forex par lalach karny ka ye nuksan bhi hta hy k apka acount bhi bnd hojata hy because u use to post more comments and they block ur acount. so lalach na karain or jitna available hy utna hi use karain or earn ur amount to support ur family. thats the best way to deal with it.
          • #440 Collapse

            bhai hmy forex my kya ksi bhi kam ko karny my laalach nai karna chahye laalach hmy hmesha nuksaan tak ly jata hy jab k sincerity hmy aggy ly kar jati hy or hmy kamyabi hasl hoti hy
            • #441 Collapse

              dekho aik ahd tak to apki bat ko sahi mana jasakta he ke woh kaam kiya jaye aur utna kiya jaye jis ke abre men ap jante hen laikin us ke saath saath ahamin is baat ko bhi yad rakhna chayye ke thora bohat to risk hamain lena hi chayye yeh waqai zaroori hota he aik professional trader banne ke liye,is liye risk lena hi chayye
              • #442 Collapse

                yes u r right lalach bht kharab chez hai hamain lalach ni krni chahiye nuqsan hamara hota hai hosakta hai hum lalach me ajain to waqti tor pe shayad hamain profit bhi hojai lekn us k bad hamesha ka nuqsan hai jo hasil kiya hota hai wo bhi chala jata hai insan ki wants kbhi khatam ni hoti tbhi lalach bhi ajati hai...
                • #443 Collapse

                  pata nahi ku mjhay ye baat samjh a rahi k me apna lalach kesay kum karo ku k mjhay nahi maloom k kesay me apni is gandi adat pay control karo aur jb tak me is pay control nahi karo ga mjhay nahi lagta k me yaha pay kuch seekh pao ga.
                  • #444 Collapse

                    aslam aolikum to all han ye bat to bilkul thek hei k lalaich nahi karni chahye keun k lalch insan jitby cahhy kar le lakin kabi b lalich ki had ko pora nahi kar sakta isilye buzurgoon ne kaha hai k lalaich buri bala hai to hora kamao is liye k thore thore se hi samnder banta hai to i am trying k thore main hi barkat hai
                    • #445 Collapse

                      forex mein lalach na karen or wese bhi lalach buri bala hai lalch se hamesha nuksaan he uthana parta hai agar ham aik dafa trade mein profit earn karte hain to zaroori nahin ke second time bhi hamen profit ho is liye lalach nahin karni chahiye.
                      • #446 Collapse

                        In order to become a good Forex trader, your plan must be precisely carried out. However, pertinent to know is that forecasting is a prerequisite to planning and as such insightedness(i.e forecasting) is an essential element to proper planning which makes you to become a good trader in the long run.
                         
                        • #447 Collapse

                          forex trading business main lalach karnay se app hath aya profit bhi loss kar lete hain lalach se app sahi tarah market ko analyse kiye bagair he high risk kay saath apni trade open kar dete hain jis se app ko loss ho jata hai.
                          • #448 Collapse

                            forex me jb bhe lalach kro gy to loss kro gy lalach ka dosra name forex me loss he ya es ko ap keh sakty he k money zaya ho gy he es tara ka jb bhe ap sochy gy to samjo ko es me nukasan to ho skata he mgr koch a nae sakta best ya he ka kabi lalach na krana
                            • #449 Collapse

                              trading aik esa kam he jis ne bhe trading me lalach kya he wo nakam ho gya he to best ye he ha ke lalach se bach ja saky aor earning bhe best ki jy to best hoata he mgr zaroori baat he ky profit ho jy to acha hota he mgr nuksan na ho to tb profit hota he
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #450 Collapse

                                salam dosto,forex ma lalach na karn apki bt thk ha har insan aj kal profit earn karna chhata ha or ya akm sirf forex he karta ha or kuch log lalach kar ky apni baqi invest b ganwa dyty ha.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X