Forex me lalach na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #346 Collapse

    g han billkul forex main lalach nahi karni kyun k "GREED IS CURSE" iss lye kisi bhi business main greed se kaam mat lain iss se humain bohat se nuqsanaat ka samna karna padta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #347 Collapse

      salam dosto,forex ma lalach karny waly bht km kamyab hoty ha is ma koi shaq nai ka forex ak profitable business ha lekin phr zyada tar log lalacha ma apna km b ganwa dyty ha ha.
         
      • #348 Collapse

        trading k duraan emotions or lalach ko dur rakhna chahiy kiun k mai to ya khta hota hun k ya humary donon khuly dushman hain. aam zindgee main b aap dakh lain k aap jis kam main b lalach kry hian vo hi aap ko nuksan ponchata hy. isi trha jzbaat main aa k liya gya faisla b kam hi kamyaab hota hy
        • #349 Collapse

          forex trdaing main dear lalach nhi karna chay kiyo ka lalach bhot bore bala hai is liya forex maian lalach sa bacha ka rehna chaya our shai time main sahi kam kar ka limited earning karna chaya . lalach sa kabhi bhi ap kuch bhi hsail nhi kar paoge .
          • #350 Collapse

            Forex main lalatch hi h jo aik trader k loss ki sb say bri wja bnti h trader apnay km knowledge or lalatch ki wja say loss kr leta h or bad mian pachtata h is liye forex trader ki hr deal lalatch say pak honi chahye tb hi wo kamyab h...
            • #351 Collapse

              Yeh Woh Sentence Hai Jo Har Jaga Har Trader Har Broker Kehta Hai. Har Analyst kehta hai. But Amal Koi be Nahin Kerta. Kiun ke sab Theek Kehte hein ke lalach sari investment ko dubanay mein madad kerta hai. profit chances reduce ho jate hein.
              • #352 Collapse

                je han dear ap ne boht best kha he forex me hamy lalach nhi karny chye jis time ham log is business me lalach karty hen to jo ham profit hota he us ko bhi zaya kar dety hen.
                • #353 Collapse

                  Dear friends greedy is very very bad in forex trading. accept low profit because its good and low profit is better then to loss. so accept low profit
                  • #354 Collapse

                    i think sarf forex main na hi ko hi bhi business main hi lalach anhi karna chyea hai. app agar forex business main lalch kre to app ko forex business amin kabhi bhi profit or success na hi melega is lalach bohut hi buri bala hai jo ki app kabhi bhi an hi karna chyea hai.
                    • #355 Collapse

                      dear app ne bilkul theek kaha lalich forex ka sb se bra dusman hai ar lalich insaan ko andha kr deti hai iss lye jb bhi trading krain low risk pe krain ar apna aik regular profit earn krty rhan
                      • #356 Collapse

                        g haan forex main laachi logo k liye koi jaga nahe hai or forex main laalach karne wale apna loss khud karty hain or greedy log short cut use kar k zada kamane k chakar main khud apn aor zada loss kar lety hain,,,,
                         
                        • #357 Collapse

                          dear ap ne thek kaha hai forex me laalich nahi karni chahiye kyun k laalich ek boht buri balaa hai jis ki waja se hum apna sab kuch loss kar sakte hen.
                          • #358 Collapse

                            online forex trading meh lalach ni krni chahyea kiyon k ager ham lalach kartay han to ham aksar os main naqam ho mjate han or agr ham lalach na kren to ham trading meh kamyab bee hu gee aur profit bee zeyada hasil karay gay...
                            • #359 Collapse

                              may dear app aik trader ho app ma lalach hota hay app zaida profit earn kero app ka as lalach ma app loss ker deaty hay app ka lalach app ko loss ma lay jata hay app ko kabe kisy business ma lalach nahi ker nay chay
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #360 Collapse

                                e hmesha door raho takai apne kam me sincere ho saken or zyada se zyada earning kar sake... jo log greedy hte hain unka yaha koi kaam anhe hai thik farma rahey ho aap ko is main kamyab honey ke liye lalach ni krna chahiye balkey hamen Tallulah se kam lean chahiye phir hi hum kamyab ho sak
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X