Forex me lalach na krn.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #181 Collapse

    jee bhia jan aap ki baat teek hey key forex trading mey lalach ki koi jaga nahi hey kio key agar aap lalach mey doob gaye thab aap ko prfoit key ilwa loss zyada hota rhaey gaa or lalach key ilawa aap zyada dihaan trading ki knowledge mey lagay karey
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #182 Collapse

      g hain ap nay theek kaha kay hamin lalach ne karn chay agar hum lalach karain gay to hum loss main chaly jain gay aur agar sabar say kam lain gay to hum loss say bach jaya gay.tab he hum kamyab ho sakty hain.
      • #183 Collapse

        agar koye forex online business me lalach kare to wo apni lalach k liye loss kar sakte hai so kabhi bhi kisi bhi kam me lalach nehi karna kyunki lalach buri bala hai apko is business me lalach ko control rakhna parega
        • #184 Collapse

          forex main hemasha lalach ar baysbry se dur rhay ager ap forex main taraqi krna chatay hai kiun lalach ar baysbry forex main apki sb se bari dushman hai kiun k ap lalch main aa k apne sare trading plan ka kam tmam kr dete hai
          • #185 Collapse

            ji haan apne theek kaha hai forex mai lalach se hamen door hi rahna chahye qk lalach ak bht buri bala hai or ye hamen kisi bhi kaam mai kamiyab nahi hone deti bal k nakaam karti hai
               
            • #186 Collapse

              forex trading ek risky business ha or es mi lalach karny waly fail ho jaty ha or jald he apna sara balance lost kar lyty ha ku k jab ham zayada earn karny ki lalach karty ha to jab ham ny earn ki hota ha to wo b lost ho jata ha or hamara balance b chala jata ha or hath kuch ni ata.
              • #187 Collapse

                Yes, I agree. I think there are some mistakes which should not be happened during trading that are greediness, low patience or intolerance, taking decisions hurriedly or unwisely, being not updated with the market news, lack of knowledge of Forex business, trading without planning or strategy. These are some mistakes that could give loss to the trader.
                 
                • #188 Collapse

                  forex earning ka ak zarya hy or hmy es mai lalch nae karny chaye ku ky agar hm lalach karyn gy to hm zada dyr tk earning nae kar sakty or hamy nuqsan bi uthana par sakta hy es lie hmy thora thora experience hasil karny ky sath sath kam karna chaye, so that we far away from the loss..
                  • #189 Collapse

                    Forex me ap lalach karty ha to ap ko lalach k maza bi chakna hota ha our lalach me ap kabi kabi big loss bi kar sakty ha jis sy ap k account sirf kuch he bonus ho jaty ha our ap forex me our trading nahe kar sakty ha q k forex me ek bat ye ha k ap ko first me wo loss ko recover karna hota ha.
                    • #190 Collapse

                      friends yad rakhin forex iak esa business hai jo kay lalchi logon ko bohet acha sabak sekhati hain aur phir wo esa nahi karty hain is liy forex main jab be koi lalchi insan a jata hia to wo apne he loss karta hai,
                      • #191 Collapse

                        me lalach se hmesha door raho takai apne kam me sincere ho saken or zyada se zyada earning kar saken... jo log greedy hte hain unka yaha koi kaam anhe hai q k aise log jalbaazi dkate hain sabar nahe karty
                        • #192 Collapse

                          brother hum sab ko chia ka hum forex ma to bilkul he lalach na kery or ager laluch ke to theak na ho ga ap ka leya or ma na ak bar lalach ke ty or account wash kary baty or bohat loss hoia ta or tab sa ma na big lot naie le
                          • #193 Collapse

                            g lalach nai krni karni chahiye. lalach wese b buhat buri balah hae. jab insan lalach karta hae or ziada ki taraf bhagta hae tau vo apne baqi profit se b hath dho bhet'ta hae. insan ko hamesha sabar o tahamul se kaam lena chahiye. raaton raat paisa kamane kliye galat rasta akhtayar nai karna chahiye.
                            • #194 Collapse

                              Mai samjhta hn K lalach ek boht buri chez hai jo insan ko tabah kr k rakh deti hai. Sirf Forex he nahi bl k zindagi k har shobay mai har jgah lalach insan ko khrab krti hai nuqsan ka sabab bnti hai. Forex Trading mai lalach trading ko boht bray nuqsan ki taraf le ja skti hai.
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #195 Collapse

                                forex main lalach ka ansar buht hota hai, chahe loss ho ya profit dono surat main lalach a jati hai aur over volume lag jata hai, lalach ko control karna chahye chahye market ki koe bhi position ho apne ap par control hona chahye

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X