Forex me lalach na krn.
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1486 Collapse

    Re: Forex me lalach na krn.

    Dear aap ke bat kisi hadd tak to theek hay lakin may is say mukmal agree nahe karta forex forum say aap apni zruryat to puri kar sakty han lakin saving nahe kar sakian gay is k liay aap ko mehnat karni chaiya aur zyada learning karni chaiya q k zyada learning ke bdolat he aap zyada profit hasil kar sakty han aur ham ko trade may kabhi bhe greed nahe karni chaiya q k lalich burri bala hay as lye lalach ko chorna hi acha hota hay....
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1487 Collapse

      Re: Forex me lalach na krn.

      Ji haan bhai jaan aapne bilkul theek Kaha hamein chahiye ke forex main Mein Kabhi Bhi lalach Na Karen Kyunki lalachinsan dimak Ki Tarah kha jata hai
      • #1488 Collapse

        Re: Forex me lalach na krn.

        is ma aap ko lalach nhe karna cahay q kay is ma aap ko lalach karnay ki wja sa is ma loss ho jata ha to is lia is ma agrt aap kaam karna cahty ha to is ma aap ko lalach nhe karna cahay q kay is ma aap ko koch hasil nhe ho ga ya aik best busines ha is ma jab be kaam kary lalach kay bagr mahnat sa kary tak aap ko is ma acha profit hasil ho saky
        • #1489 Collapse

          Re: Forex me lalach na krn.

          Ap ne bohat achi bat ki hai hamen trading kartay hue hamesha lalach se Bach Kar rehna chahye warna hamara Sar balance loss ho Jaye ga aur account wash ho Jaye ga. Lalach ki waja se ham Bari lot to laga letay hain lekin jab b market khilaf jati hai to sab kuch wash ho jata hai...
          • #1490 Collapse

            Re: Forex me lalach na krn.

            اصل پيغام ارسال کردہ از: ForexTiger پيغام ديکھيے
            Dosto forex me lalach se hamesha door raho ta k ap life time earn kr sko.lalach hamko kehta he k big lot open krlo jb open krty hn to kbi kbi acha profit b ata he lakin jis din market hamary khilaf chlti he to agla pichla sab finish kr deti he,is se behtr he k admi thora thora profit life time leta rhy.
            Aap Jab trading karen to try Karen Kay Sambhal aur reasonable profit banaen Jab aap lalach karte hain aur Jyada profit banane ki try karte hain to aapki trading acchi Nahin Hoti aur loss Jyada Hota Hai
            • #1491 Collapse

              Re: Forex me lalach na krn.

              jo bnda is ma lalach karta ha is ko is ma kaam karnay ki kio zaroorat nhe ha is ma lalach karnay walo ki is ma kio jag nhe ha is liay kay is ma lalach kary gay mstak ho ge mstak sa aap ko loss ho ga is ma invstmint zaa ho jay ge to aap ko kaam karnay ka kio fihad nhe ho ga time wast ho ga is liay is ma kamybe hasil karne ha to lalach na kary
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #1492 Collapse

                Re: Forex me lalach na krn.

                is forex main greed ko avoid kar k hi hum achy say trade kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucss ho sakty hain, so hamain demo main practice kar k hi hum real main bi perform kar k hi hum achy say trade karny main bi koi mushkil na ho skay gi, it is best job for all.

                اب آن لائن

                Working...
                X