Bullish harami candlestick pattern

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bullish harami candlestick pattern
    Asalam -e aulikum dear member main umeed krta hn ap sub log khariyat say hn gay. Ap log forex trading main achi earing hasil kr rhy hn gay . Aj ka mara sawal Bahut he experience provide kry ga. Forex trading main jab ap kaam krty hain to ap ap traing strategy ya candlestick kay pattern ko follow kr kay trading karty hn gay. Bullish harami candlestick pattern kiya hy aur ap is ko kasy used kr sakhty hain.


    What is bullish harami


    aik taizi harami aik bunyadi candle stuck chart patteren hai jo is baat ki nishandahi karta hai ke kisi asasa ya market mein mandi ka rujhan tabdeel ho sakta hai .


    Key features of bullish harami


    aik taizi harami aik candle stuck chart indicator hai jo reechh ke rujhan mein ulat phair ko dekhnay ke liye istemaal hota hai. yeh aam tor par qeemat mein aik chhota sa izafah ( safaid mom batii ke zareya ishara kya jata hai ) se zahir hota hai jo di gayi aykoyti ki qeemat mein kami ki harkat ( siyah mom btyon ke zareya ishara ) ke andar mojood ho sakta hai .


    Working of bullish harami


    candle stuck chart aik qisam ka chart hai jo security ki karkardagi ko track karne ke liye istemaal kya jata hai, jis ka naam chart mein dekhaya gaya mustateel shakal ke liye rakha gaya hai, jis mein oopar aur neechay se lakerain phaily hui hain, jo mom batii aur VICKS se mushabihat rakhti hain. aik candle stuck chart aam tor par aik din ke stock ki qeemat ke adaad o shumaar ki numaindagi karta hai, Bashmole iftitahi qeemat, ikhtitami qeemat, ziyada qeemat, aur kam qeemat. harami namonon ki shanakht ke khwahan sarmaya karon ko pehlay candle stuck charts mein report kardah rozana market ki karkardagi ko dekhna chahiye. harami patteren trading ke do ya ziyada dinon mein ubhartay hain, aur aik taizi wala harami ibtidayi mom btyon par inhisaar karta hai taakay is baat ki nishandahi ki ja sakay ke qeemat mein kami ka rujhan jari hai, aur yeh ke aik mandi wali market qeemat ko neechay dhkilti nazar aati hai .
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bullish harami candlestick pattern

    Introduction

    Bullish Harami Candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k do candles par mushtamil hota hai. Ye pattern prices k bottom par ya bearish trend main banne ki waja se prices ko mazeed bottom jane se rokti hai. Ye pattern same to same dekhne main aik "Homing Pigeon Candlestick Pattern" ki tarah hota hai, lekin dosri candle ki real body white candle banti hai. Bullish harami pattern ki dosri candle aik small real body wali hoti hai jo k pehli candle ki real body main open aur close dono hoti hai. Candle k open aur close same point par nahi hona chaheye, q k iss se ye pattern "Bullish Harami Cross Pattern" main badal sakti hai.
    Bullish Harami Candlestick pattern aapko market reversal ke bare mein batata hai matlab isase pahle market bearish trend mein honi chahie aur aapke pass musalsal market gir rahi ho aur isase pahle aapki last candle ek behtarin Marbuzo candle honi chahie jisse aapko lagna chahie ki yahan se market ab aur niche jayegi.lekin agar iske bad aapke pass ek small body candlestick banti hai jo ki police hai to aapko samajh Jana chahie ki yahan se bullishharami patent ki start ho gai hai aur yahan se aap aap by karke acche se accha profit Kama sakte hain yad rakhen jab bhi aapko confirmation Na Mile ki yah ek bullishharamipattern ban raha hai aap kabhi bhi by na Karen kyunki market musalsal gir Rahi hoti hai aur chances yahi hote Hain ki iske bad bhi market niche ki taraf hi jayegi isiliye vate Karen aur confirmation ke bad hi market mein khush hain aur acche se accha profit kamaye. bullish Harami crow candlestick pattern prices ke bottom per banne wala x stone 2 days candidate pattern hai jo ki prices trend reversal Mein change karta hai Bulleh Harami pattern Mein Shamil first candle is real body wali Barish scandal hoti hai jo ki price ke bottom friend ki majbuti ki alamat hoti hai Jab Ke second candle Ek small hoti hai jo open close first candle ki real body Mein hoti hai jo open ki dusre candle ki first day ki candle honi chahie aur uski real body Mein banne chahie aur second Li Tu days ke andar pattern ki taraf Bulleh Shramik candle pattern Bittu days candle from Mr hota hai Jisne first kind of marriage day second calendar police hoti hai.
    • #3 Collapse

      Re: Bullish harami candlestick pattern

      Assalamu Alaikum Dosto!


      Bullish Harami Candlestick Pattern


      Bullish harami candlestick pattern aik bullish trend reversal pattern hai, jo k prices k intehaye lower position ya bearish trend k baad banta hai. Ye pattern aik unique qissam ka hai aur bohut kam hi prices main nazzar atta hai. Ye pattern do candles par mushtamil hotta hai. Jiss main pehli candle aik bearish candle hoti hai jo market k current strong bearish trend ki alamat hotti hai, aur ye candle prices ko lower side par push karti hai. Pattern ki dosri candle aik small real body wali bullish candle hotti hai, jo k pehli candle ki real body main banti hai. Ye candle prices k current trend k khateme aur new bullish trend ka aik strong sihnal deti hai, jiss se market main buyers active ho jate hen.

      Click image for larger version

Name:	images (399).png
Views:	2
Size:	9.1 کلوبائٹ
ID:	12440320

      Candles Formation


      Bullish harami candlestick pattern prices k bottom par banne ki waja se aik strong bullish trend ki indication deta hai, jo k do candle ka aik simple sa pattern hai. Pattern main candles ki formation darjazzel tarah se hoti hai;

      Click image for larger version

Name:	images (400).png
Views:	2
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12440321

      1. First Candle: Bullish harami candlestick pattern ki pehli candle aik strong real body wali bearish candle hoti hai, jiss ka color bhi bearish pattern k mutabiq black ya red hota hai. Ye candle prices k bottom ya low price main bearish trend ka mazeed izzafe ki koshash hoti hai.

      2. Second Candle: Bullish harami candlestick pattern main shamil dosri candle aik small real body wali hoti hai, jiss ka open aur close same point par nahi hona chaheye. Ye candle aik bullish trend wali banti hai, jiss ka color white ya green hota hai. Ye candle pehli candle k andar banti hai.

      Explaination


      Bullish harami candlestick pattern aik strong bullish trend reversal pattern hai, jo k dekhne main ulta bullish engulfing candlestick pattern ki tarah hotta hai, jo same bullish trend reversal k leye istemal hota hai. Ye pattern prices k downtrend ya low price area main bannta hai, jahan se ye trend reversal ka kaam karta hia. Bullish harami candlestick pattern do candles par mushtamil aik trend reversal pattern hai, jiss main pehli candle color main black ya red yanni bearish trend wali candle hoti hai, ye candle long real body main banne ki waja se bearish trend ki mazbotti ki alammat hotti hai. Jo prices ko mazeed downward ki taraf push karti hai. Pattern ki dosri candle aik small bearish candle hotti hai, jo k pehli candle k close price par open hone ki bajaye, ussi k real body main open aur close hoti hai. Ye candle pehli candle se size main lazmi small real body main honi chaheye, jo prices k bullish trend reversal ka sabbab bantte hen.

      Click image for larger version

Name:	images (398).png
Views:	6
Size:	13.5 کلوبائٹ
ID:	12440319

      Trading


      Bullish harami candlestick pattern par trading karnne k leye market aap ko buy ki entry karnni paregi, lekin pattern par bagher trend confirmation k trade laggana bohut ziadda riski hai. Ye pattern banta to bearish trend main hai lekin ye zarori nahi k prices lazmi bullish reversal hongi. Pattern par trade se pehle dosre technical indicators se market ki trend confirmation karlen, aggar market ki confirmation price action jaise pattern k baad aggli candle bhi bullush banti hai to ye trend confirmation ho jati hai. Confirmation candle k baad market main buy ki entry karen aur Stop Loss k leye market ka sab se lower position, jo k umoman pehli candle ka lower position ya close price banega par se two pips below set karen.

      Click image for larger version

Name:	images (397).png
Views:	24
Size:	12.3 کلوبائٹ
ID:	12440318
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Bullish harami candlestick pattern

        WHAT IS A BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN :





        Bullish Harami ak candlestick pattern ha or ya bullish harami candlestick patterns ak bahot he famous pattern ha or ya bullish harami pattern huma market ka lower ke traf dakhna ko mil jata ha or ya market ko reverse karna ka kam karta ha. Ya bullish harami candlestick pattern jab market ka chart ma banta ha to is pattern ka bannay sa phalay jo market ke price hoti ha ya bahot he strongly lower ke traf ja rahi hoti ha or is bullish harami pattern sa phaly market ke price strongly lower ke traf jati hoi market ma downtrend ko bana rahi hoti ha or is bullish harami sa phalay ak bajot he strong or long downtrend chal raha hota ha or ya jo bullish harami pattern hota ha ya is downtrend ka bottom sa ban kar market ke price ko upward ke traf reversal karna ka kam karta ha or is ma market ke price bahot he sharply higher ke traf reversal ho kar ati ha. Ya bullish harami pattern jab banta ha to ya lower ke traf support level ka near ma hota ha or ya support level ka near ma ban kar market ke price ko higher ke traf reversal karna ka kam karta ha or ya jo bull harami pattern hota ha ya market ma bearish harami pattern ka opposite ma hota ha ya bearish harami pattern market ka chart ma uptrend ke traf banay ga or ya market ko strongly higher sa lower ke traf reversal ho kar ay ga.





        FORMATION OF BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN :





        Ya bullish harami cross pattern jab banay ga to ya market ma lower ke traf two candles sa mil kar banay ga is bullish harami candlestick pattern ke formation market ka chart ma do candles sa mil kar ho ge jab is bullish harami pattern ke formation ho ge to is sa phalay market lower ke traf ja rahi ho ge or market ma downtrend chal raha ho ga or ya bullish harami pattern market ma is downtrend ka bottom ma banay ga or ya bullish harami pattern ho ga ya banay ga to is pattern ke jo first candle ho ge ya ak long real body bearish ke candle ho ge or ya jo first candle ho ge ya long red ya black colour ke ho ge or ya apna previous downtrend ko follow karta hua banay ge or ya market ke price ko lower ma la kar jay ge or ak new lower point ko banay ge or is pattern ke js first bearish ke candle ka bad ak small up ka gap ay ga or ya or is small up gap ka bad jo is pattern ke second candle ho ge ya ak bullish ke candle ho ge or ya ak reversal candle ho ge or ya first candle ka opposite ma ho ge or ya market ko reverse karti hoi is pattern ke first candle sa high tak market ko la jay ge or ya huma market ka upward ke traf jana ka batay ge or ya second candle engulfing ho ge is pattern ke first bullish ke candle sa or ya first candle ka opposite ma ban kar market ko higher ke traf reversal karta hua la kar jay ge.





        TRADING WITH BULLISH HARAMI CANDLESTICK PATTERN :





        Is bullish harami candlestick pattern ma traders ko market ke price ka upward ke traf strongly reversal ho kar jana ka signal mila ga jab ya bullish harami candlestick pattern banay ga yo is sa phalay market ma bear ka control ho ga or ya jo bear ka control ho ga ya bahot he strong ho ga or ya bear market ko sharply lower ke traf la kar jata hua downtrend ko bana raha ho ga or is bullish harami cross pattern ke jo ya first candle ho ge ya bhi market ma bear ka control sa banay ge or ya first candle fully bear ka control sa banay ge or market sharply lower ma jay ge or lower ma new point ko banay geagar jasa he is bullish harami candlestick pattern ke ya first candle close ho ge to market ma jo bear ka control ho ga ya lost ho jay ga or market ma bull ka control a jay ga or ya bull market ko reverse karna ka kam karay ga or is bullish harami candlestick patterns ke jo second candle banay ge ya fully bull ka control sa banay ge or huma market ka upward ke traf strongly high ke traf jana ka signal da ge or traders is bullish harami pattern ma traders trade ko enter karna sa phalay is pattern ke formation ka bad enter kara ga is pattern ke last second bullish ke candle ka high sa is ma traders buy ke trade ko enter kara ga or is ka jo stop loss ho ga os ko traders is pattern ke first candle ka lower ma place karay ga.

        اب آن لائن

        Working...
        X