Features of Fibonacci Retracement indicator

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Features of Fibonacci Retracement indicator
    Features of Fibonacci Retracement indicator
    Fibonacci indicator aik aisa trading tool ha jis ki madad sa technical analyst support aur resistance kay main levels ko identify kartay hain, in support aur resistance levels ko horizontal lines ki surat ma plott kia jata ha jis sa uptrend ya downtrend ma reversal points ka estimate lagaya jata ha, ye plotting 0%, 23.6%, 38.2%, 61.8%, 78.6% aur 100% ki ratio k hisab sa ki jati ha, is main do cheezain dekhi jati hain aik extension aur dosra retracement agar extension hua hay aur market zero percent say oper ho gai hai tu is ka matlb yeh hay ke agar hum monthly time frame par fibo use karain gay to wo retracement par bataye ga aur hum is se indication lay kar price level ko judge karty hue aik achi entry lay sakty hain

    Click image for larger version

Name:	draw.jpg
Views:	3
Size:	14.8 کلوبائٹ
ID:	12574558

    How to use and draw fibonacci Retracement indicator
    Fibonacci indicator ko draw karnay kay liay hmain price range ma two extreme points select karnay hotay hain jaisay high point aur low point, is trah uptrend ma low point 1 ya 100% hota ha aur high point 0% aur downtrend ma 0% low point jb k 1 ya 100% high point hota ha, fibonacci retracement tool overall prices k trends ko janchnay k liay useful nhi hotay bl k large trends reversal ma support aur resistance levels ko predict karnay k liay mufeed hain, traders inko entry point k liay ya stoploss levels aur take profit levels ko janchnay k liay use kartay hain,

    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	19
Size:	7.5 کلوبائٹ
ID:	12574559

    Fibonacci Retracement Retracement Levels Definition
    Fibonacci retracement ki sthin, jo fibonacci tasalsul se akhaz hoti hain, woh ufuqi lakerain hain jo madad aur muzahmat ke mumkina ilaqon ko zahir karti hain aik feesad har satah se munsalik hai. qeemat ne pichlle iqdaam ka kitna hissa wapas liya hai is ko feesad se dekhaya jata hai. retesment ke liye chaar faboniki sthin hain : 23, 6, 38, 61, 8, aur 78. agarchay yeh waqai faboniki tanasub nahi hai, 50 % bhi mulazim hai isharay ko kisi bhi do ahem Qeematke darmiyan khincha ja sakta hai, jaisay ke onche aur kam, usay aasaan banati hai. un do maqamat ke darmiyan ki sthin baad mein isharay ke zareya banai jayen gi aik stock par ghhor karen jis ki qeemat $ 2. 36 tak girnay se pehlay $ 10 barh jati hai. is ne is misaal mein 23. 6 % ko dobarah haasil kya hai, jo ke aik faboniki number hai. faboniki numbers hain .

    Click image for larger version

Name:	Levels.png
Views:	20
Size:	27.9 کلوبائٹ
ID:	12574560

    Trading with fibonacci Retracement using swing high and low points
    Yeh indicator prices ki strong up ya down moment kay baad use kia jata hay jin main market retrace karti ha, isi tarah in retracements ko apply karnay k liay hmain swing high aur swing low points ko identify kar laina chaiay, fibonacci tool ki benefits us waqt ziada ho jati ha jb isay trend lines ya candlestick patterns k sath combine kar k use kia jata ha is sa entry points aur stoploss points spot karnay ma asani hoti ha, in retracements ko use kar k hm timely aur correctly buy ya sell orders place kar patay hain

    Click image for larger version

Name:	images (46).jpeg
Views:	5
Size:	36.4 کلوبائٹ
ID:	12574561

اب آن لائن

Working...
X