Formation of long shadow candlesticks and trade signals given by them
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Formation of long shadow candlesticks and trade signals given by them
    Dear friends, forex trading main hum candlesticks ki mukhtalif shapes aur in say bannay walay patterns ki help sa market ki moment ko determine karnay ki koshish kartay hain, in candles kay different parts hotay hain jo hamain bullish aur bearish moment kay signal daitay hain, candles kay in parts main say aik ko shadow kaha jata hay,

    Formation of Shadow of candles:

    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211120-132137_Opera Mini.jpg
Views:	2
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12574482


    candle ki formation main is kay open, close, high aur low points hotay hain jo perticular time ma pair ki price moment ko show kartay hain, candle ka box portion uski real body kehlata ha aur body kay above aur below jo lines hoti hain unhain shadow ya wick kaha jata ha, ye perticular time ki high ya low price range ko show karti hain, Candle ki short body ziada promoting orders aur kam trading ka batati ha is technical technique say boht si candles say market kay future conduct ko samajhny me asani hoti ha, agr real body sa upar long shadow ho to iska matlab ye hota ha k market ma bulls control karnay ki koshish kar rahay hain lakin bears k selling pressure ki waja sa prices upward nhi ja sakain, isi tarah agr shadow real body kay downward ho to ye selling kay control gain karnay ko show to karta ha lakin end ma bulls k buying pressure ki waja sa prices down nhi ja saktin,

    Signal given by shadow of candlestick.


    Click image for larger version

Name:	images - 2021-11-19T090053.463.png
Views:	5
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12574483

    Forex trading kay charts main agr kisi candlestick ki shadow lower side par bari ho gi to iska matlab yeh hota hai kay market ma seller nay control hasil karny ki koshish ki laikin buyer nay unko aisa karny nhi dia aur market main bullish trend expected hai so aisi condition main trader ko buy ki trade ko open karny kay baray main sochna chaiay, laikin agr kisi candlestick ki wick upper side par bari ho gi to iska matlab ye hai k buyer nay market ko take over karny ki koshish ki laikin seller nay aisa karny nai dia aur market ma next move bearish expected hota hai so trader ko sell ki trade kay liay ready rehna chaiay

    Identification of long shadows candle:


    Click image for larger version

Name:	Screenshot_20211120-132137_Opera Mini.jpg
Views:	2
Size:	34.2 کلوبائٹ
ID:	12574482

    Click image for larger version

Name:	IMG_COM_20211121_0747181.jpg
Views:	2
Size:	10.7 کلوبائٹ
ID:	12574484

    Jab kisi candle kay above ya below big shadows ya wick hoti hain to ye current situation k reversal ka signal hota ha, matlab agr kisi candle kay upar long shadow ha to downturn aur agr kisi candle kay below long shadow ha to market ya prices kay upturn honay ki indication ha, lakin jb kisi candle ka shadow nhi hota to is ka matlab ye hota ha kay market kay ab usi position ma move karnay kay chances hain jis side ki taraf candle ki real body bni ha, Trading main hamain long shadow ko ignore nhi karna chaiay, agr yehi long shadow candle support ya resistance level par appear ho jaen to market confirm trend ko change karti ha aur is time me traders high risk lay kay trading karain aur ziada say ziada pips earn karnay ki koshish karain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Formation of long shadow candlesticks and trade signals given by them

    Assalamu alaikum ummid karta Hoon bahut achcha kam kar rahe honge aaj Ham jis mozoo pe baat karne ja Rahe Hain vah mozoo hai formation of lone shadow candlestick and signal Jaisa ke jaisa ki aap jante Hain ki ek bahut hi kamyab Kam Karne ka tarika hai aur ham ismein bahut hi khoob mehnat Karke kamyab ho sakte hain aur hamen ismein bahut acchi position hasil kar sakte hain
    Click image for larger version

Name:	download (3).png
Views:	1
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12435381
    Is business mein trade mein do level ka kam hota hai ek upper level long upper Shadow aur long load shedon per jaate Hain aur aur ismein do kism ki ignition hai Jo ek bye aur ek sel agar long Shadow per ja raha
    ho to bye lagana hota hai agar Don ja Raha to sel lagana hota hai agar sailab Apne shahar lagaya ho to shayad wapas chale jaen to aapko bahut
    nuksan hota hai agar aapane bye lagaya ho to Jo Shadow candlestick hai vah niche chale jaen log quality per chale jaen to aapko nafa hota hai agar candles ke upar chale jaaye to aapko bahut nuksan hota hai Click image for larger version

Name:	download (2).png
Views:	1
Size:	11.3 کلوبائٹ
ID:	12435385
    Dear forex members again maine aapko pic mein wajah kiya hai ki yah candlestick bante hain aur ismein ped lagana hota hai yah nafa aur nuksan donon ismein sham
    il hai ismein Ham aasani se trade samajh sakte hain agar samajh Le to aasani se kamyab ho sakte hain yah hamare liye bahut hi aasan sa tarika hai aur market hafte mein do din close Hoti hai hafta aurat bar market close Hoti hai somwar se market Shuru hoti hai aur ham ismein kam kar sakte hain 2 din chhutti hoti ha
    i hamare liye bahut hi aasan kamyab hone ka tarika hai

    اب آن لائن

    Working...
    X