Dear friends, forex ma hmain trading kay liay mukhtalif indicators say information aur guidance laina parti hain jin main sa kuch trend kay start ka signal daitay hain aur kuch end honay ka, hum in ki calculations aur values ki base par hi buy ya sell k orders place kartay hain, in indicators ma sa aik parabolic sar bhi hain,
Main characteristics of parabolic sar:
Parabolic sar aik technical indicator ha jis ko J. Welles Wilder na develop kia tha, jis ka maksad pairs ya assets ki moment ki direction ko janchna ha, SAR( Stop And Reverse system) ki abrevation ha, normaly Is Indicator ko hum use kar kay hum ye pata laga saktay hain kay market ka trend kab reverse ho ga, jab hamain trend reversal ka pata ho to hum achi aur profitable trading kar saktay hain, ye hmain running trend k end honay k signals faraham karta ha, ye small dots par mushtamil hota ha jo chart main price moments ma potential reversal ko zahir kartay hain, parabolic sar ko momentum indicator bhi kehtay hain jo prices kay strong uptrend ya downtrend kay waqt potential trend reversal ko identify karta ha
Main functions of parabolic sar:
parabolic sar lagging indicator ha jis ka matlab ye ha k ye price action ko follow karta ha aur ye indicator us waqt ziada usefull hota ha jab prices strong trend ma hon, is kay main function yeh hain,
current trend ko highlight karna
Ongoing trend ma reversal kay baray ma indicate karna
Reversal kay waqt potential exit aur entry points show karna
How to get information with parabolic sar:
jab dots candles kay below ban rahay hotay hain to is tarah ki situation ma traders ko buy ka signal mil raha hota ha aur agr dots candles kay above hon to ye sell ka signal hota ha, False signal say bachnay kay liay hamain chaiay kay hum parabolic Sar kay sath Moving average indicator ka use karain ta kay hamain false signals ka anadaza ho jay aur hum ghalat trading say bach kar apnay ap ko loss sy bacha saken, jab prices rise kar rahi hoti hain to dots b rise kartay hain aur prices k fall karnay par dots bhi fall kartay hain aur jab ye dots flip ho jatay hain to ye price ki direction ma potential change ka ishara hota ha,

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим