Formation of Rickshaw Man Candlestick Pattern for Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Formation of Rickshaw Man Candlestick Pattern for Trading
    Rickshaw Man Candlestick

    Single candles pattern jis mein buyers aur sellers ky market mein control aksar equal rehta hay Aek neutral candles pictures ki jati hay Rickshaw man candle bhi market mein buyers or sellers ki yaksan hone pr vajuod mein ati hay Rickshaw man candle ki uper or nechy aek long shadow ya wick hota hai Jiss k middle mein aek line c real body hoti hay Ji mein prices ka open or close same hota hay Yeah aek neutral candle count hoti hayaur jo key aek mazbot trend k dowran trend reversal ka signal dey sakti hay Rickshaw man candle key oopr or nechay shadow aek to size main barabr hona chaey Or 2osra yah lmbai mein long hona chaey Kun kyk short hone par yeah doji star candle ban sakti hay Candle ki information bht zaruri hoti hay

    Click image for larger version

Name:	1.jpeg
Views:	12
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12574468

    Identification of Rickshaw Man Candlestick Pattern

    Forex friend rickshaw man candle aek single day doji candle hay jis mein prices day key start mein pehly aek side par harkate karne key bad apna trend change karke 2osrye semat par herkat karna start karte hein But din key end par yeah prices aek point par band ho jati hai Price chart par buyers kahridar or sellers market maiin same quat mein hoty hein Jis see prices aek timeframe key durn top or bottom jane ka baad vapis apne start vali halat par a jati hay Yeah aek baghair real body yah choti real body vali candle hoti hay jo k trend according apni hodohal ko change karti hay Yeah candle prices k opr ya nechy per mazbot trend reversal ka sabab bnti hay Aur hm es ko asani sy study kr skty hain

    Click image for larger version

Name:	2.jpeg
Views:	7
Size:	28.9 کلوبائٹ
ID:	12574469

    Formation of Rickshaw Man Candlestick Pattern

    Market mein rickshaw man candle prices key uper or nechy 2ono mein ban sakti hay Sideways markets mein yeah candle aek neutral candle hoti hay jo key prices key zada tar mojoda trend mein continuation ka bais banti hay Price chart per hoti hay Briefly disscuss kya gia hai basically Rickshaw man candle chart pattern per aksar market main candle real body aek kali line c nazar ati hay jis ka top aur bottom aek long shadow hota hay Yeah candle bagher real body ki hoti hay Jiss mein prices ka open aor close aek point par hota hay Yeah candle bullish or bearish 2no tarah see market ki halat k according apna situation changes karti hai

    Click image for larger version

Name:	3.jpeg
Views:	37
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12574470

    Trading on Rickshaw Man Candlestick Pattern

    Forex Rickshaw man candle sideways market mein yah newly breakout trend mein trend continu ka work karti hay Aur jab key price key uper ya nechy mein yeah candle aksar trend reversal ka work karti hay Yeah candle prices key bottom mein bullish trend reversal or prices key top par bearish trend reversal pattern ka work karti hai Candle key bahd trend ki confirmation ka candle ka hona zarori hay Jo key real body mein hona chaey Yeah single candle pattern hone ki vaja see trend ki confirmation CCI indicator yah stochastic oscillator see bhi ki ja sakti hay S L candle key sab see top ya bottom see trend reversal key according 2wo pips km ya zada set kea ja sakta hayTb hm perfect treader bn skty hain

  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Formation of Rickshaw Man Candlestick Pattern for Trading

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Rickshaw Man Candle


    Rickshaw man candle doji candle family se taluq rakhne wali candle hai, jiss ko aam tawar par "Long-legged" candle bhi kaha jatta hai. Rickshaw man candle prices ka ka matlobba timeframes main open aur close aik hi hotta hai, ya bulkul close hotta hai, lekin candle k upper aur lower side par long shadow ya wick hotti hai. Ye candle wese to dekhne main mukamal tawar par aik neutral candle hai, q k cansle k upper aur lower side dono taraf shadow ya wick ki lambaye same hotti hai. Jis se candle zahir hotta hai, k muntakhib karrda timeframe k dawraan candle par bullish aur bearish pressure barrabar tha.

    Click image for larger version

Name:	images (54).jpeg
Views:	12
Size:	3.4 کلوبائٹ
ID:	12441944

    Candle Formation


    Rickshaw man candle ki shape baqqi doji candles se thora sa mukhtalif gai, jab k doji star candle se melta julta hai. Ye candle price chart main mukhtalif color ho sakta hai, lekin kaam iss candle ka same hota hai, jo k normal ya trend market main neutral aur high ya low price area main dosre candles k sath trend reversal ka. Candle ki formation darjazel tarah se hoti hai ;

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-18T153317.636.png
Views:	2
Size:	2.6 کلوبائٹ
ID:	12441945

    Rickshaw Man Candle: Rickshaw man candle prices upper aur lower sides par aik lambba wick bannane k baad wapis apne open position par close ho jatti hai. Candle k banne k pechay ki psychology ye hai k pehle qeemat aik side par ziadda harkat kartti hai, lekin baad main dosree tarraf se dabao ziadda hone ki waja se qeemat wapis apnni open position par a jatti hai.

    Explanation


    Rickshaw man candle aik neutral candle honne ki waja se top trend aur bottom trend par behaviour tabdeel karti hai. Ye candle doji star candle se melti julti hai, aur aam tawar par is ko "Long-legged" doji candle kaha jatta hai. Candle ki high aur low same shadow bananti hai, jab k open aur close same price ki hotti hai. Market k sideways trend ya continue trend main ye candle trend continuation ka kaam kartti hai. Rickshaw man candle ko na to bullish candle tasawar kia jatta hai aur na hi beariah, q k ye candle bagher real body ki hotti hai. Candle aggar prices k top par ya bullish k top trend par ban jaye to bearish trend reversal ka kaam kartti hai. Jab k low prices ya bearish trend k end main banne ki wajja se bullish trend reversal ka kaam kartti hai.

    Click image for larger version

Name:	images (55).jpeg
Views:	37
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12441943

    Trading


    Rickshaw man candle aggar normal prices ya low trend wale position par bantti hai, to ye neutral candle hi tasawar hotti hai. Jab k top trend aur lower trend main candle ka rawaya badal jatta hai, jo trend reversal ka kaam kartti hai. Single candle par trading se behtar result hasil karnne k leye candle ka timeframe hamesha ziadda select kia karen. Pattern par trading karnne se pehel pattern ki position aur trend confirmation lazzmi kia karen, q k ye candle bohut riski candle sabbit ho saktti hai. Candld prices k top trend k baad banne par aggli bearish candle par market main sell ki entry karen. Jab k low trend wale area main banne par candle k baad confirmation white candle par buy ki entry karen.Stop Loss Bearish Trend reversal main candle k wick k top par jab k bullish trend reversal main candle ki wick k lower position par set karen.

    Click image for larger version

Name:	images (53).jpeg
Views:	4
Size:	30.3 کلوبائٹ
ID:	12441942
    • #3 Collapse

      Re: Formation of Rickshaw Man Candlestick Pattern for Trading

      RickShaw Man Doji Candlesticks Pattren
      Rickshaw Man candlestick Ek bagair real body Mein upper aur lower side per long Shadow ki Hoti Hai yah candle Bullish aur bearish donon Tarah Se ho sakti hai , candle stick pattern aik kesam ka chart pattern hota hey jes mein forex market mein price aik bullish breakout kay sath candle stick chart pattern mein aik taraf ya limit mein hote heyJab Ke candles ki open aur close price ke upper aur lower side per equally long Shadow Hote Hain Jab Bhi stock ki price per selected time frame ke mutabik pahle ek side Se Jyada pressure parh jata hai aur bad Mein dusri taraf se same pressure padta hai to use time mein yah candle banti hai lekin buyers aur sailors ki market Mein equal pressure ki vajah se candles ki donon taraf Shadow same Ban Jaati Hain rickshaw man candles Dekhne Mein same small doji star candles Jaisi hoti hain lekin Uske Apar aur lower side ka Shadow length mein jyada hota hai jisse donon candles Ke Darmiyan bahut clear difference a jata hai.rikshawman aadmi aik qisam ki lambi tangon wali doji mom batii ho sakti hai jahan bhi laash mom batii ke markaz mein ya is ke bohat qareeb miley gi .


      Click image for larger version

Name:	images (11).jpeg
Views:	37
Size:	8.1 کلوبائٹ
ID:	12441960
      RickShaw Man Candlesticks Pattren ki Wazahat

      Rickshaw Man candlestick Ek bagair real body Mein upper aur lower side per long Shadow ki Hoti Hai yah candle Bullish aur bearish donon Tarah Se ho sakti hai Jab Ke candles ki open aur close price ke upper aur lower side per equally long Shadow Hote Hain Jab Bhi stock ki price per selected time frame ke mutabik pahle ek side Se Jyada pressure parh jata hai aur bad Mein dusri taraf se same pressure padta hai to use time mein yah candle banti hai lekin buyers aur sailors ki market Mein equal pressure ki vajah se candles ki donon taraf Shadow same Ban Jaati Hain.aap Rickshaw man candlestick pattern se outstanding kism ke trading result hasil karna chahte hain to aap ko chahie ke Rikshaw man candlestick pattern ko kisi dusre trading indicator ke sath mila kar istemal karen to is surat mein aap ko najid acche trading results ya trading signal mil sakte hain.


      Click image for larger version

Name:	images (12).jpeg
Views:	11
Size:	16.6 کلوبائٹ
ID:	12441961

      RickShaw Man Candlesticks Pattren ki Identification

      Rickshaw aik qisam ki lambi lambi doji candle stuck hai jahan jisam candle ka wast mein ya bahut qareeb paya jata haiRickshaw man candles prices mein zyada tar daikhty hain, kun k yeh eik neutral candle hoti hy. Yeh candle eik he time main market main buyers or sellers ke equal power ko show krti hy, jo prices ko eik position pr pai jati hy. Candle ke formation kuch es trah sey hoti hy.Rickshaw man candle aik single candle hoti hyrikshawman aadmi ki taraf se ishara kardah harkiyaat market mein ghair faisla kin honay ki tajweez karti hain, taham yeh taajiron ke taawun Yafta sayaq o Sabaq ko ishara bhaij sakti hai. kuch sooraton mein, patteren kaafi miqdaar mein istehkaam ki numaindagi kar sakta hai, jo pichlle rujhanaat ke tasalsul ka mahswara day sakta hai. mutabadil sooraton mein, patteren aik pur-umeed run up ke sab se oopar ghair faisla kin honay ki nishandahi kar sakta hai

      Click image for larger version

Name:	images (13).jpeg
Views:	1
Size:	30.1 کلوبائٹ
ID:	12441962
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Formation of Rickshaw Man Candlestick Pattern for Trading

        RickShaw Man Candlesticks Pattren ki Identification
        Rickshaw aik qisam ki lambi lambi doji candle stuck hai jahan jisam candle ka wast mein ya bahut qareeb paya jata haiRickshaw man candles prices mein zyada tar daikhty hain, kun k yeh eik neutral candle hoti hy. Yeh candle eik he time main market main buyers or sellers ke equal power ko show krti hy, jo prices ko eik position pr pai jati hy. Candle ke formation kuch es trah sey hoti hy.Rickshaw man candle aik single candle hoti hyrikshawman aadmi ki taraf se ishara kardah harkiyaat market mein ghair faisla kin honay ki tajweez karti hain, taham yeh taajiron ke taawun Yafta sayaq o Sabaq ko ishara bhaij sakti hai. kuch sooraton mein, patteren kaafi miqdaar mein istehkaam ki numaindagi kar sakta hai, jo pichlle rujhanaat ke tasalsul ka mahswara day sakta hai. mutabadil sooraton mein, patteren aik pur-umeed run up ke sab se oopar ghair faisla kin honay ki nishandahi kar sakta ha

        RickShaw Man Candlesticks Pattren ki Wazahat
        Rickshaw Man candlestick Ek bagair real body Mein upper aur lower side per long Shadow ki Hoti Hai yah candle Bullish aur bearish donon Tarah Se ho sakti hai Jab Ke candles ki open aur close price ke upper aur lower side per equally long Shadow Hote Hain Jab Bhi stock ki price per selected time frame ke mutabik pahle ek side Se Jyada pressure parh jata hai aur bad Mein dusri taraf se same pressure padta hai to use time mein yah candle banti hai lekin buyers aur sailors ki market Mein equal pressure ki vajah se candles ki donon taraf Shadow same Ban Jaati Hain.aap Rickshaw man candlestick pattern se outstanding kism ke trading result hasil karna chahte hain to aap ko chahie ke Rikshaw man candlestick pattern ko kisi dusre trading indicator ke sath mila kar istemal karen to is surat mein aap ko najid acche trading results ya trading signal mil sakte hain.

        ​Trading
        Rickshaw man candle aik neutral candle honne ki waja se top trend aur bottom trend par behaviour tabdeel karti hai. Ye candle doji star candle se melti julti hai, aur aam tawar par is ko "Long-legged" doji candle kaha jatta hai. Candle ki high aur low same shadow bananti hai, jab k open aur close same price ki hotti hai. Market k sideways trend ya continue trend main ye candle trend continuation ka kaam kartti hai. Rickshaw man candle ko na to bullish candle tasawar kia jatta hai aur na hi beariah, q k ye candle bagher real body ki hotti hai. Candle aggar prices k top par ya bullish k top trend par ban jaye to bearish trend reversal ka kaam kartti hai. Jab k low prices ya bearish trend k end main banne ki wajja se bullish trend reversal ka kaam kartti hai.

        اب آن لائن

        Working...
        X