Spinning top candle stick pattern ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Spinning top candle stick pattern ?

    Spinning top candle stick pattern kia ha?
    ye aik chotii body wali candle stick hotii ha jis k ooper r neechy lnmbii wich hotii ha eska mtlb hota h k buyers r sellers k drmiyan koi decission n hua market beech
    ye candlestick tbb bntii ha jbb buyers Price ko ooper push krty hn r same time py sellers price ko neechy push krty ha r istrah eski opening r closing price bilkul Kareeb hotii ha spinning top m close open ya neechy ooper jo skta hlaikn Inka fasla hmesha km hota ha spinning top k bad market range b bn sktii ha q k buyer r sellers same power m hoty ha laikn aksr ye pattern reversal pattern hota ha agr esse agli candlestick eski confirmation krdy.
    Click image for larger version

Name:	images (1).png
Views:	1
Size:	4.4 کلوبائٹ
ID:	12574453

    Bearish How To Trade It?
    Agr spinning top candle ki body bearish ho to ye bearish spinning top pattern kehlata ha.
    Click image for larger version

Name:	images.png
Views:	22
Size:	15.1 کلوبائٹ
ID:	12574454

    agr es pattern k bad market side ways ho jay r range bna ly to hmn is range m trade n krni chahye r esky breakout ka wait krna chahye laikn agr spinning top candle k bad agli candle trend reversal ki confirmation dy to hmn es m trade leni chahye jaisa k agr candle uptrend k end m bny r eski bearish body hoto isse next candle usii time frame m bearish close ho to hmn yahan se sell ki entery lynu chahy q k reversal ki confirmation hota ha.
    Click image for larger version

Name:	images.jpeg
Views:	2
Size:	46.7 کلوبائٹ
ID:	12574455
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Spinning top candle stick pattern ?

    Assalamu Alaikum Dosto!


    Spinning Top Candlestick


    Spinning top candlestick aik single small real body candle hone ki waja se analysis main bohut ziada istemal hoti hai. Japanese candles ko is wajah se trading ke dauran analysis mein zyada pasand kiya jata hai, kyunki ye candles single candle hone k bawajood bhi aik complete pattern tashkeel deti hai. Jab bhi ye single candlesticks prices k top ya bottom main paye jaati hai, to uss waqt ye trend reversal ka kaam karti hai. Single candle mein doji candles aur small real body wali candles akele ya dusre candles ke sath prices main leading indicator ka kaam karti hai. Spinning top candlestick prices ke top ya bottom mein trend reversal pattern ka kaam karti hai, jab ki yahi candle sideways market mein neutral candle tasawar ki ki jati hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-18T152050.362.png
Views:	3
Size:	6.2 کلوبائٹ
ID:	12441935

    Candles Formation


    Spinning top candlestick prices k top par akele hi trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle small real body bhi aik strong position rakhti hai, jiss ki technical analysis main bohut ziada ahmeyat hai. Spinning top candlestick ki formation darjazzel tarah se hoti hai:

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-18T152006.093.png
Views:	2
Size:	9.5 کلوبائٹ
ID:	12441936

    Spinning Top Candle: Spinning top candlestick small real body k hone ki waja se ye candle bullish ya bearish dono tarah se hoti hai. Ye candle prices k bottom main bullish trend reversal jab k prices k top par bearish trend reversal ka kaam karti hai. Ye candle aik small green ya red real body rakhti hai, jiss k upper aur lower sides par aik small shadow ya saya hota hai.

    Explanation

    Spinning top candlestick k banne ki pechahay ki psychology ka inhisar traders par munhasir hoti hai, jab bhi buyers ya sellers prices ko kisi khas semat main move karne k baad wapis dosri semat main same pressure se push karte hen. Lekin kahani yahan khatam nahi hoti, bulke din k ikhtetam tak prices wapis apne aghaz wali position k qareeb a kar close ho jati hai. Iss soratehal main jo candle banti hai, wo Spinning top candle hoti hai. Ye candle bagher real body ki hoti hai, jiss main prices ka open aur close same point par nahi hota hai, jab k upper aur lower sides par small shadows hota hen. Shadow length main taqreeban same hote hen, jo buyers aur sellers ki barabari ko dekhati hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2023-01-18T151557.674.png
Views:	3
Size:	3.0 کلوبائٹ
ID:	12441934

    Trading

    Spinning top candlestick prices k top par ya bottom main ziada behtar tawar par kaam karti hai. Normal ye candle neutral tasawar ki jati hai, q k iss ki aik to small real body hoti hai aur dosra iss ka shadow kisi aik side par size ziada nahi hota hai. Bearish market main bullish trend reversal k leye buy ki entry ki ja sakti hai, jab k bullish trend main bearish trend reversal k leye sell ki entry k trades open keye ja sakte hen. Candle par trading se pehle long timeframe ka hona zarori hota hai, jab k trend reversal k leye confirmation candle ki bhi zarorat hoti hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par trading k dowran support aur resistance levels ya overbought aur over-sold zone hona chaheye. Stop Loss candle k low ya high prices se two pips below ya above set kia ja sakta hai.

    Click image for larger version

Name:	images (50).jpeg
Views:	2
Size:	28.6 کلوبائٹ
ID:	12441933
    • #3 Collapse

      Re: Spinning top candle stick pattern ?

      DEFINITION OF SPINNING TOP CANDLESTICK PATTERN:-

      Forex market main yeh aik small body wali candle stick hotii ha jis k ooper aur neechy long wick hotii ha eska matlb hota h k buyers r sellers k darmiyan koi decision ni hua. market beech main spin ker rahi hy.ye candlestick tab bntii ha jb buyers Price ko upside push krty hn r same time py sellers price ko downward push krty ha aur is trah eski opening r closing price bilkul Kareeb hotii ha spinning top m close open ya neechy ooper jo b ho laikn Inka fasla hmesha km hota ha spinning top k bad market range b bn sktii ha q k buyer r sellers same power m hoty ha laikn aksr ye pattern reversal pattern hota ha agr esse agli candlestick eski confirmation krdy.
      Click image for larger version

Name:	11.png
Views:	27
Size:	5.1 کلوبائٹ
ID:	12441971
      IMPORTANCE OF SPINNING TOP CANDLESTICK PATTERN:-

      Dear friends Yeh candlestick market ki support or resistance k bary ma information deti hai. So age yeh Market k uptrend ma agr bullish spinning top candlestick support level par show ho jae to ham es point ko as ka entery point hasil kar sakty hain. esi condition ma stop loss support level k nechy place kar sakty hain,qyu k market agr support ko break kar jae to ham maximum loss sy bach jayn. Or agr bearish spining top wali candlestick resistance level par show ho jae to ham esko exit point k tor par use kar sakty hain. Ik bar ye candlestick pattern market ki reading ma help kar dey to ham esk sath trailing stop ko b use kar sakty hain. But trader ko ye bat zehan ma rakhni chahe k kio b pattern 100 percentage success ki gurantee ni hota. Market kisi b place par apni position ko change kar sakti hai.
      Click image for larger version

Name:	2.png
Views:	9
Size:	5.2 کلوبائٹ
ID:	12441972
      REQUIRED TRADING SKILLS:-

      Dear forex fellows,Spinning top candlestick prices k top par ya bottom main behtar tauar par kaam karti hai. Normal yeh candle neutral samji jati hy qiyu ky iss ki aik to small real body hoti hai aur dosra iss ka shadow kisi aik side par ziada nahi hota hai. Bearish market main bullish trend reversal k leye buy ki entry ki ja sakti hai, jab k bullish trend main bearish trend reversal k leye sell ki entry k trades open keye ja sakte hen. Candle par trading se pehle long time frame ka hona zarori hota hai. jab k trend reversal k leye confirmation candle ki bhi zarorat hoti hai. CCI indicator aur stochastic oscillator par trading k during support aur resistance levels ya overbought aur over-sold zone hona chaheye. Stop Loss candle k low ya high prices se two pips below ya above set kia ja sakta hai.Spinning top candle woh candle hai jo jo bnty hee up ya down jati hai. but is mein is ka price up and down bhout short hota ha. prices ja up nd down tou size kam hota hai pr iska bnnen wala shadow kafi long hota. Spinning top candle k result main price bht minor difference hota hy aur yeh khas faida mand ni sabit hota . Pr spinning top k douran bull and bear aaty jaty hajn jin mai kafi tezz changes b aaty hain . Bull mai price kafi tezzi se up jaati hai aur bearish mai kafi tezz se down aati hain pr at the end bull and bear again restore ho jaty hain aur bilkul minor sa price change reh jata hai ye sub spinning top ka mqsad aur mtlb hota hay.thanks
      Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	1
Size:	3.2 کلوبائٹ
ID:	12441973
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Spinning top candle stick pattern ?

        CONCEPTS OF SPINNING TOP PATTERN.

        Friends Spinning top ek candle stick hai jo ky shape ky aitbaar se agar dekhi jaye to is mein top aur bottom lines long hony ky sath sath identical lengths ki hoti hain. Aur is candle ki body short hoti hai. Jis mein market ki high aur low prices nearly equal hoti hain. Is reason se body short hoti hai aur yeh condition ksi ek khaas decision ko indicate nahin krti . Issy indecisive state bhi kaha jata hai. Jsme market ki prediction is candle ki base par nahin ki ja skti.Spinning top yeh btati hai ky market mein buyers aur sellers dono ka pressure same hai aur market indecisive state mein hai. Is mein spinning top ksi qism ka signal nahin deti.​Spinning top ky bad yeh chances hoty hain ky kuch time ky liye market sideways move kar skti hai. Kyn ky market mein buyers aur sellers ka pressure same rehta hai.~ Agar spinning top downtrend ky doran banti hai aur is se ye buy mein close hoti hai. To isky bad banny wali candle market ki indication karti hai agar woh bhi buy mein close hoti hai to tredn reversal ky signals milty hain. Isi trha spinning top sell mein close ho to isky bad banny wali candle decide kar skti hai. Ahar isky bad candle sell mein close ho to yeh market ky down trend ky signal deti hai.Spinning top ki informations le kar aap market mein trading ko behtr bna skty hain. Aapko spinning top ky bad confirm signals ka wait krna chahye. Aur signals ky milny ky bad hi trades mein entry leni chahye.

        FORMATION AND IMPORTANCE.

        Spinning top candle Agar sports level per show Hoti Hai To Ham yakin ke sath Kahe sakte hain ki market uptrend Mein move karegi spinning candle se Hamein is chiz ke bare mein Maloom hota hai ki market ka Trend continue Rahega ya phir reverse ho jaega aur spinning candlestick Hamen market mein reversal trend se related acchi information Deti Hai Hamen chahie ki Ham spinning top candlestick ko proper tarike se a samjhe. Hamen forex market Mein available Tamam aspects ke bare mein acchi se acchi information honi chahie because agar hamare pass Forex Mein mojood ine Tamam aspects ki acchi information Nahin Hogi To Ham Apne kam ko kabhi bhi acche tarike se nahin kar Payen ge is liye Hamen Apne kam ko Hamesha Soch Samajh Kar karna chahie aur acche experience ke sath karna chahie tha ki Hamen Apne iskam mein jyada se fayda ho sake.yeh Market k uptrend ma agr bullish spinning top candlestick support level par show ho jae to ham es point ko as ka entery point hasil kar sakty hain. esi condition ma stop loss support level k nechy place kar sakty hain,qyu k market agr support ko break kar jae to ham maximum loss sy bach jain. Or agr bearish spining top wali candlestick resistance level par show ho jae to ham esko exit point k tor par use kar sakty hain. Ik bar ye candlestick pattern market ki reading ma help kar dey to ham esk sath trailing stop ko b use kar sakty hain. But trader ko ye bat zehan ma rakhni chahe k kio b pattern 100 percentage success ki gurantee ni hota. Market kisi b place par apni position ko change kar sakti hai.

        KEY POINTS.
        Dear members Spining candle H1 and higher time frame main bany to he trading kay liye helpful hoti hay.because ye sirf aik candlestick hoti hay is liye small time frames main iski effectivity itni ziada nai ho sakti.Koi bhi candle stick hamain 100 percent trend continuation ya revesal ki surety nai daiti aur na he ham har bar accurate anadazy laga sakty hain. Is liye spining tops situations main hamain chahiye keh market say out rahain aur market ki next movement ka wait karain.jab koi trend clear ho tu us waqat trade plce krain.

        اب آن لائن

        Working...
        X