Use of RSI Technical Indicator for Trading
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Use of RSI Technical Indicator for Trading
    RSI Technical Indicator

    Dear forex market main relative strength Index ik technical indicator hy is sy apko market main achi trades milti hain. ye aik technical Indicator hy jis sy ap market main overbought aur oversold k bary main achy tareqy sy btata hy. Is Indicator ka istemal bahot he asan hy aur hum asani sy market ko dekh sakty hain. Relative Strength Index (RSI) main jab downtrend hota hy aur market down ho rahe hotibhy isi tarha apko market main ye Indicator oversold k level pr indicate karta hy. Oversold aur overbought par ap is main trade kar sakty hain

    Click image for larger version

Name:	rsi.jpeg
Views:	12
Size:	18.8 کلوبائٹ
ID:	12574297

    Identification of Overbought and Oversold Position

    Dear jab bhe market uptrend main movement karti hy to is main ap dekhty hain k RSI 70 k level par ponch jata hy to is situation ko overbought kaha jata hy. Aur is main aap sell ke trade laga sakty hain different Candlestick Pattern ko dekh k ap trade laga sakty hain. Ye sell ke trade ka indication hota hy. RSI k overbought hony par ap candlesticks ko dekh sakty hain air usk indication par ap trade kar sakty hain. Dear jab market downtrend main movement karti hy to ap is main dekhty hain k RSI main apk pass 30 ka level hota hy is main oversold ka indication hota hy. Jab market 30 k level par jati hy to apko market main buy ke opportunity milti hy jis sy ap asani sy trade kar sakty hain

    Click image for larger version

Name:	oversold.jpeg
Views:	13
Size:	50.3 کلوبائٹ
ID:	12574298

    Divergence with RSI

    Jab market uptrend main movement kar rahe hoti hy to market main ap chart par dekty hain k higher high bana rahe hoti hy jab market up movement krti hy to ik esa level ata hy jahan market main RSI ka level 70 par ponch jata hy. Isk bad market phr si ik higher high bnati hy lakin agr dosri side par ap dekhain to RSI apk pass 70 k level sy bhe down hota hy. To ye apk pass bearish divergence hoti hy jis main ap sell ke trade candlesticks pattern aur chart patterns ke confirmation k bad trade laga sakty hain

    Click image for larger version

Name:	rsi-divergence-forex-trading-strategy-02.png
Views:	3
Size:	74.4 کلوبائٹ
ID:	12574300

    Trading on RSI Technical Indicator

    RSI relative strength index indicator ka istemal karte hain to uska aapko Jay fayda hota hai ki ji aapko market ki movement ka idea Pahle Se de deta hai aur Market ki overboard Aur oversold Ke position ke bare mein aapko batata hai jisse aapko fayda ho sakte hain aur aap apne analysis Mein isko istemal kar sakte hain aur Aise aap Achcha profit daily basis per Hasil kar sakte hain dear Forex trading Main Jab aap Kisi bhi indicator ko use karte hain to Iske bare mein proper study karna hoti hai.Forex Trading me jo indicator istemal hote hen wo mukhtalif kaam karte hen, wese results in k same hi hote hen lekin thora sa tareeqakar mukhtalif hota hai

    Click image for larger version

Name:	RSI.png
Views:	5
Size:	16.8 کلوبائٹ
ID:	12574301
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Use of RSI Technical Indicator for Trading

    introduction of Rsi

    Assalaam.o.alikum dear forex member umeed karta hunk ap theek hun gay jaisa k ap janty hain k Rsi aik important indicator hai es ka istamaal forex istamaal lazmi hai es sy ap aik profitable trade leny ky kabil hoty hain Rsi indicator ziada tar overbought or oversold condition ky liye istamaal hota hai forex market mai es indicator sy intraday trading sy advantage hasil karny mai kamyab hota hai kiyun es indication sy ya tu market overextend ho jati hai ya tu market ko retrace karti hai .


    Click image for larger version

Name:	download (5).png
Views:	13
Size:	5.0 کلوبائٹ
ID:	12435275

    Uses of Rsi in forex

    Dear member jaisa k ap janty hain k Rsi aik aisa indicator hai jo k widely used hota hai technical indicator mai or as oscillator ky jo market ko indicate karta hai as jab market overbought condition mai ho jab market ki value 70 sy above ho or indicate kary oversold condition ko or jab Rsi ko 30 below read kiya jaye to kuch trader or analysis karny waly prefer karty hain some extreme reading ko jo k 80 and 20
    (1) Rsi ki weakness achanak hoti hai ye price movement jo k up and down ho jati hai reaptedly jis ko ham false signal prone karty hain es liye kuch spikes or falls trading signal ko show karty hain jab dosry signal ky sath compare kiya jata hai ye signal entry point ya phr exit point ky liye ho sakty hain .


    Click image for larger version

Name:	download (4).png
Views:	7
Size:	6.5 کلوبائٹ
ID:	12435276

    calculation of Rsi

    Dear member es ko ham calculated karty hain average price ko use karty hoa jis mai gain or loses hoty hain diye hoa time period ky andar .es ky jo default time period hota hai 14 hota hai jis mai value bounded hoti hai 0 sy ly kar 100 tak es mai Macd relationship ko measure karta hai two EMS ky darmiyan jis mai Rsi measure karta hai price change ki measurement ko jis mai price high ya low hoti hai us relation ko measure kiya jata hai
    Last edited by ; 11-12-2022, 02:08 PM.

    اب آن لائن

    Working...
    X