Dear friends, ye candlestick pattern aik single candle par mushtamil bullish reversal pattern hota ha, is candle ki small real body hoti ha jis kay above wick ya shadow nhi hota jab kay iski lower wick kafi big hoti ha, iski previous candlesticks ya to bearish hoti hain ya bearish bull mix hoti hain ya phir tamam bearish hoti hain jo keh is say size and volume main kafi small hoti hain.
Appearence of this candlestick pattern:
ye chart pattern ki bottom par banta ha aur hammer candle sa resemble karta ha lakin Takuri candlestick ka lower shadow hammer candle sa large hota ha aur candle ki real body kay twice sa ziada hota ha, Ye pattern single candlestick pattern par mabni hota hai. But agr ye down trend ma occur kary to iski confirmation zaruri hai or down trend ma ye market kay continuation ko show karta hai, kai baar yeh candlestick ziada movement karny ki waja say bhi bullish reversal ka bias banti hay, pattern show karta ha kay bears kay control kay baad bulls na dobara bears kay control khatam kar dia ha,
Indications provided to traders by this pattern:
ye pattern indicate karta ha kay kis tarah downtrend ko bulls na oppose kia ha, ye candle apnay high kay pass close hoti ha, ye candle bullish ya bearish dono ma sa koi aik ho sakti ha, Is candlestick ki formation kay bad hamain bullish reversal trend ka pata chalta hay. Keh kis tarah market par bull traders nay control kar lia aur bearish market ko bullish main convert kar kay mukamal control hasil kar lia, long bull candlestick bull trend aur price kay mazeed barhnay ki indication daiti hay Takuri candlestick pattern traders ko upcoming price reversal kay baray ma batata ha, ye reversal upward hota ha, is prices ma bulls kay control regain karnay ki waja sa prices higher side par close hoti hain, Takuri candlestick ki appearence kay baad prices rise karna start kar daiti hain
How to trade with this pattern:
Is candlestick pattern par confirmation kay baghair trade ni karni chaiay balkay is kay sath sath kisi technical analysis tool ya relative strength index, stochastic oscillator ko combinly use karna chaiay, jab bhi ye gap kay baad appear hota ha to traders isko strong signal consider kartay hain, ye traders ko upward moment ko capitalize karnay ki oppertunity daita ha,