Trading In Forex Market With Indicators & Market Trend.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading In Forex Market With Indicators & Market Trend.
    Assalamu Alaikum dear friends ummid karta hun aap is market Mein regular Apna Kam kar rahi Honge Jab Ham is market Mein kam start Karte Hain To Hamen Yahan per learning ke sath success milati hai agar Ham is market Mein learning ke bagair kam start Karte Hain To Ham is market mein nuksan ho sakta hai Hamen is market Mein Achcha kam karne ke liye planning Karni Hoti Hai Uske bad Ham is market Mein acche tarike se kam kar sakte hain aaj main aapko market Mein indicator ko kaise use kar sakte hain aur ismein Market Mein trade kaise kar sakte hain yah Sara method bataenge Agar Ham is market Mein indicator ko acchi tarike se manage Karke use karte hain To Ham is market Mein successful ho sakte hain.

    Importance Of Indicators:

    Dear members Forex trading mai trend ki boht ziada importance ha, jo trader trend par trade kartay hain wo hamesha acha profit hasil karny ma kamyab ho jaty hain, trend trading ko hm normaly long term trading consider kartay hain lakin is ko different time frames ma bhi use kia ja sakta ha, market ma entry aur exit k liay proper trend strategies ko utilize karna chaiay, trend ko traders ka friend bhi kehtay hain aur kuch bhi ho jay market apna main trend us waqt tak change nahi karti jab tak koi bari news ya negative wave aa kar trend ko tabdeel na kar day is liye trend strategy ko sab se ziada safe and profitable karar dia ja sakta hay.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-08T200500.125.png
Views:	6
Size:	22.4 کلوبائٹ
ID:	12573932

    Types Of Trend In Market:

    Dear members Forex market mai three types ki trend moments hoti hain, uptrend prices ma izafay ko show kartay hain, downtrend market ma pairs ki prices ma kami ko aur sideways trend pairs ki certain range moment ko show kartay hain, Trend trading un traders k liay ziada profitable hoti ha jo position trading aur swing trading ko preference daitay hain kiun kay trend trading ma position trading ki tarah is ma certain positions hold kar kay trend kay sath trading kartay hain aur swing trading ma trade reversal say pehlay position hold kar kay trend ki moment continue honay ka wait kia jata hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-08T200529.497.jpeg
Views:	1
Size:	24.8 کلوبائٹ
ID:	12573931

    Trading With Indicators:

    Dear members Normaly use honay walay trends indicators main Moving average, Relative strength Indicator aur Average directional Index wagera shamil hotay hain, in kay ilawa hum on balance volume kay zariay market ma buyers aur sellers ka pressure measure kar saktay hain jis sa hmain uptrend ya downtrend ki indication mil jati ha, Forex trading ma market k trend ko samajny kay liay trader ko market ko different time frames ma observe karna chaiay tab hi trader ko pata chalta hai kay market ma kon sa trend chal raha hay, ham bullish ya bearish trend ko dekh kar sell ya buy karte hamain yeh baat mind main rakhni chaiay kay trend trading hamesha long term main hi profitable ho sakti hai short term main aap trend kay opposite bhi ja saktay hain kiun kay small negative waves and supports and resistance market main banti rehti hai.

    Click image for larger version

Name:	images - 2022-12-08T200600.933.jpeg
Views:	1
Size:	68.7 کلوبائٹ
ID:	12573929

اب آن لائن

Working...
X