Dear friends, jab forex main chart patterns traders ki predictions sa opposite move kar jatay hain, jis ko chart failure bhi kaha ja sakta hay,
Chart pattern failure ki information:
yeh patterns waisay to confirm hotay hain jo demand and supply zones say ya support and resistance zones say breakout ya reversal ki surat main bantay hain aur in par further trend ko daikhty huay trading ki jati hay, laikin kai bar yeh patterns bannay kay bad fail ho jatay hain jo baz dafa breakout ya breakdown kay bawajood wapis previous zone main aa jatay hain aur kai traders ko stop loss hit hony ki waja say loss ho jata hay, is sa mostly traders ko loss ho jata hay, charts traders ko market kay anaylisis main support to daitay hain lakin in kay fail honay sa traders ko alternate options ki zarurat parti hay,
Types of chart pattern failure:
forex main chart pattern failure ki two main types hoti hain,
1. Non confirmed patterns that fail
2. confirmed patterns that fail
Non confirmed chart patterns that fail:
aisay patterns chart par aisay bantay hain kay inki actual break out to hoti hay lakin ye trigger line sa pass through nhi hui hoti, further price action ye prove karti hain kay anticipated pattern false hay aur price expected direction kay opposite proceed kar jati hay, is chart ka impact traders par less severe hota hay, is main trigger line sa breakout confirm nhi hoti is liay traders pattern failure sa pehlay entry nhi kartay, aisy patterns main bhi non confirmation kay baghair traders ko opposite price jany say loss ho jata hay.
Confirmed patterns that fails:
ye chart patterns apni trigger line sa confirm hotay hain, jis ka matlab ye hota hay kay traders kay pass chart formation kay potential ko parsue karnay ka strong reason mojood hay, lakin pattern fail ho kay traders ko market ki wrong side par lay jata hay aur iskay bawajood is main price again wapas previous trend main a jati hay aur youn kai traders loss main aa jatay hain
Reasons behind pattern failure:
Pattern failure ki kai reasons ho sakti hain jis waja say pattern main trade failure ki waja banti hay. Kuch reasons ye hain, kai baar support ya resistance levels per breakout hoti hay, laikin jald hi ye wapas aa jati hay aur jo trader is major support ya resistance levels per breakout kay bad trade main enter ho jaty hain woh reversal ki surat main loss hotay hain, ya phir aik strong level breakout kar jata hay aur pattern bhi complete ho jata hay but ain waqat per economic news announcement say ye pattern valid nai rehta jis waja say failure ho jata hay, pattern failure ki aik reasons yeh bhi hay keh jab market main more short term traders profit share lay kar exit ho jatay hain to market main bull and bear pressure change ho jata hay jis say pattern bannay kay bawajod agya naai barhta aur failure create karta hay.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим