Formation of Shooting Star Candlesticks Pattren in Forex Trading. .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Formation of Shooting Star Candlesticks Pattren in Forex Trading. .
    What is Shooting Star Candlesticks:
    Shooting star candles inverted umbrella candle family ki ek candle ha jo ki price ke up trend ya upper side per pai jaati ha shooting star candles ke banne ki vajah yah hoti ha ki bole friend ke last per buyer acid ki price ko peak tak push karne ki koshish karte hain but lo demand ki vajah se price sirf temporary upward jaane Ki vajah se high seling pressure se wapas down girti ha jiski vajah se candle ke Apar side per ek bada tel Shadow candle ki body ke upper side pe banta ha jab Ke normal hanging mein candles mein shadow candles ke body ke lower side per hota ha candles ke shadow upward hone ki vajah se candles ki shape ulat jaisi dikhai deti ha.


    Identification of Shooting Star Candlesticks:
    Shooting star can US Open ek single candle hoti ha jismein ek candle ki real body ya real body hoti hai jab dusra hissa ab side per candle ki shadow javek hoti ha candles ki real body size mein sambhal hoti ha jabki shadow takriban iska double banta hai price chart per candles ki formation darja zail tarah se hoti hain
    shooting star candles price ke upper side par kisi bhi color ki ho sakti ha yah candle agar black red mein banti ha to yah veeresh scandal hogi jab ke white green mein banne per candle bullish hogi price ka up trend hone ki vajah se candle jis color mein bhi banti ha Iski kasus yad bearish candles ki hi hogi.

    Trading With Shooting Star Candlesticks Pattren:
    Shooting star candle ek single pattern candle ha jo ke price ke up trend mein bane parverest trend reversal ke anusuchiyat rakhti ha yah candle umbrella candle family se relation rakhti ha jismein candles ki sambhal real body ki sath upward side per candle ki ek badi hoti ha shooting star candle agar price ke bottom per banti ha to yah inverted hammer candle ban jaati ha aur fir eske hansi yaar banne ki vajah se yah kisi bhi color ki ho sakti ha lekin haseeyat bearish wali hogi shooting star candle ka saya ya shadow candles ke real body ke top per hone ki vajah se candle hanging man candle se different dikhai deti ha shooting star candle bsingle candle per mustamail pattern ha jo bole friend reversal ke liye use hoti ha yah pattern agar long time frame mein aur top price mein banti ha to candle strong bi rising signal generate karti ha candle ki shadow price ko side per rejection to dikhti hai but sath hi sath market mein seller ki dilchas bhi bhi batati ha shooting star single candle hone ki vajah se trend ke liye akele kafi nahin ha jab tak Iske bad ek strong nahi banti ha shooting star ke bad banne wali scandal per market mein sel ki entry ki ja sakti ha stop loss shooting star shadow ki last per ya price ke top side per set hoga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Formation of Shooting Star Candlesticks Pattren in Forex Trading. .

    SHOOTING STAR CANDLE STICK PATTERN
    shooting star candlestick pattern ek important bearish candlestick pattern hai. jiska Long upper Shadow hota hai aur lower Shadow bilkul Nahin hota aur at the end of the day es pattern ki candle ki small real body banti hai. shooting star candle stick pattern hamesha market ke andar up trend ke baad appear hota hai. dusre word mein shooting star candlestick pattern tub banta hai jub market ki security prices high level per open hoti hain aur en mein advance increase hota hai aur phir voh apni opening price ke kareeb close ho jaati hain. jab market ke andar price advance hoti hai to market ke andar ban,ne wali candle shooting star hoti hai. es pattern ki candle ki real body se es pattern ki opening aur closing prices ki length double ke barabar hoti hain. shooting star candlestick pattern ke candle ki real body ke below Koi Shadow nahi hota.

    KEY POINTS OF SHOOTING STAR
    1. market ke andar shooting star price advance ke waqt banta hai aur fall in price ko represent karta hai.
    2. yah ek bearish candle stick pattern hai kyunki start mein prices up increase hoti hain lekin sellers market per control hasil kar lete hain aur prices ko dobara down move karne ke liye push karte hain. aur is Tarah market ke andar Bearish trend start ho jata hai.
    3. seller market ke andar apni trade ko open karne ke liye wait karte hain agar shooting star candle stick pattern ki next candle mein prices decline hoti hain to vah market ke andar apni trade ko sell mein open kar dete hain lekin vah short term trading ko apply karte hain.
    4. lekin agar shooting star candlestick pattern ke Baad ek bullish candle appear hoti hai to vah false signal create karti hai aur maloom hota hai keh resistance paida hui hai.
    TRADING STRATEGY
    shooting star candle stick pattern market ke andar potential top or reversal ko represent karta hai. shooting star candle take pattern more reliable hota hai agar yah three consectives rising price wali candle ke bad appear hota hai. yah market mein tab bhi ban sakta hai jab over all prices rise kar rahi hun lekin kabhi kabhi shooting star candle take pattern price decline ke dauran bhi banta hai.

    advance price ko follow karte hue shooting star candlestick pattern ke dauran prices increase hoti hain aur market ke andar bullish trend move karta hai Lekin sellers market mein enter hote hain aur market ke control ko hasil kar lete hain aur top level per price ko niche ki taraf push karte hain es Tarah market ke andar Bearish trend hota hai isliye hum shooting star candlestick pattern ko bearish candlestick pattern bhi kahate hain.es pattern ke dauran candle ka long upper Shadow represent karta hai ki buyers ne market per apna control loose kar diya hai aur prices apni opening price ki taraf move kar rahi hain aur market per sellers ka control hai. shooting star candlestick pattern ke Baad ban,ne wali candle confirmation candle kahlati hai. agar shooting star candlestick pattern ke baad prices rise hoti hai to shooting star range resistance ko represent karti hai. aur is dauran trader long position ke liye ready ho jaate hain.

    اب آن لائن

    Working...
    X