Three white soldiers pattern
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Three white soldiers pattern
    What is Three white Soldiers candlestick pattern

    *Asalam o alaikum* members,
    Three white soldiers candlestick patterns trend reversal patterns hoty hein jo kisi bhi waqt trading chart kay top per ya bottom dono main create ho sakty hein aur
    important candle hoti hai in candles ki jo Bari hoti hai vah barabar hoti hai aur iski Jo leg hoti hain vah na hone ke barabar hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	download (8).png
Views:	20
Size:	1.9 کلوبائٹ
ID:	12573769
    What is three white soldiers candlestick pattern?

    Three White soldiers candlestick pattern ko hm trend identify karnay k liay aur acha entry point hasil karnay k liay b use kartay hain, ye black crow pattern k opposite hota hai jis ma exit point identify kia jata hai pehle market downtrend main hoti hai jb us main mazeed down jany ki sakat ni rehta or seller market sy nikal jaty hai to market ka trend change hota hai or bull market ma in ho jata hai jb ye bull pattern 3 long bullish pattern banata hai dear friends pehle candle ko reversal candle kaha jata hai. Eski shape asi hona zaruri hai k hamy esko dakhny sy pata chal jae k bear trend over ho giya hai. Secondly jo second candle hoti hai or first candle k close sy start hoti hai or ye second candle jis jaga sy start hoti hai.
    Click image for larger version

Name:	download (9).png
Views:	55
Size:	2.0 کلوبائٹ
ID:	12573768
    How do you trade 3 white soldiers?

    Three white candlestick aik intahai profitable trading pattern hai jo trader ko kafi earning hasil karny main madad fraham karta hai aur friends ye black crow pattern k opposite hota hai jis main exit point identify kia jata hai, achi trading strategy k liye indicators aur patterns ko combine kar k use karna chaiay, lihaza hmain apni learning ko use kar k situation k mutabik trading karni chaiay.
    Click image for larger version

Name:	download (1).jpeg
Views:	11
Size:	8.0 کلوبائٹ
ID:	12573767
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Three white soldiers pattern

    THREE WHITE SOLDIERS PATTERN KAB BANTA HY:-

    Dear forex fellows,Three white soldiers pattern forex market main us waqat banta hai jab market lagataar uptrend main movement kerty huey three bullish candle create kerti hai tou aesy time per market main uptrend expected hota hai ky jab market consecutively three bullish candles create kerti hai tou next market ki movement bhi bullish main hi jari rehti hai ky jab tak market kisi resistance tak nahi ponch jati hamain market main trade buy main hi continue rakhni hoti hai aur jab market kisi resistance per ponch jati hai tou bhi hamain market ko wahan per observe kerna chahiay ky agar tou market same resistance ko break kerti hai tou hamain buy wali trade ko continue rakhna hota hai lekin agar market resistance sy reverse direction main movement kerna shoru ker deti hai tou aesi surat haal main hamain buy wali trades ko stop kerna hota hai aur sell main trade open kerny ky liay ready rehna hota hai ky market agar downtrend main movement kerty huey kisi small support ko break kerti hai tou hamain sell main trade enter kerna hoti hai agar Ham isi stretigy ko apply ker ky 3 white soldiers pattern per trade kerty hain tou ham same pattern ky create hony per bahot acha profit hasil ker sakty hain but hamain same pattern ko follow kerty huey continue market ko observe kerna hota hai ky market ky bahaviour ky sath Ham market main trade ko manage ker sakain kyun ky market ka behavior thori thori dair k bad change hota hai tou hamain apni trading strategy ko bhi market ky bahaviour ky sath change kerna hota hai jo traders market main trade enter ker ky market ko observe nahi kerty woh acha profit ni earn kr sakty aur unko heavy loss bhi ho sakta hai tou hamain three white soldiers pattern per trade open ker ky market ko continuously observe kerna chahiay ky ham apni open trade ko achi terha manage ker ky profit hasil kr sakain.
    Click image for larger version

Name:	1.png
Views:	11
Size:	6.8 کلوبائٹ
ID:	12434792
    FORMATION OF THREE WHITE SOLDIERS PATTERN:-

    Friends three white soldiers pattern ko builders candlestick bhi kaha jata hai aur yah predict reversal current downtrend ki price ko wazeh turn per show krta hai aur ye pattern 3 kisam ki long bodied candlestick pattern ko show krta hai aur 3 bodies candle per mushtamil hota hai.Aur ye Kabhe bhe long Shadow ki koie bhe candle create nahe krta hai aur hamesha real body pretending candle mein he open hota hai aur ye pattern Hamesha strongly change Le aata hai sentiment term or commodity pair making ke hawale se or hamesha bulls ko manage karne mein madad karta hai.ye pattern temporary overbought condition ko bhe create karta hai or relative strength index (RSI) ko wazeh level per zahir bhe krne mein help karta hai is tarah ke helping tools ka istemal ziada se ziada karna chahie Taki Forex ki market ko aur acche tarike se samajh sake aur maximum benefit is hasil kar sakte hain jitna jyada focusly Ham kam karenge aur apna focus market ki direction ko understand krny Mein lagaen ge future main utna hi achcha profit bhi Forex ke business a book kar payenge.
    Click image for larger version

Name:	2.jpg
Views:	2
Size:	9.6 کلوبائٹ
ID:	12434793
    KEY POINTS:-

    G.Chart per bananay wala three white soldier candlesticks pattern aik bullish trend pattern hay jo keh downtrend say reversal trend yani bullish trend ki indication daita hay. Ye candlesticks pattern 3 candlesticks per mabni hota hay jo keh lagtaar teen white candlesticks bananay kay bad bullish trend main trading kay liye consider kia jata hay. Isko white is liye kaha jata hay keh bullish candlesticks ka default color white hota hay jis ko kai users bad main change kar laity hain, jab keh ye candles lagataar long aur up side main jati hain jis waja say in ko three white soldier candlesticks pattern kaha jata hay.Ager down trend aik long movement kar kay aya ho to hamain yeh anadaza hota hay keh shayed ye ab wapas up jaye yani yahan say reverse ho. Laikin jab RSI bhi hamain over sold show ho rahi ho aur ye lower price bhi kafi ziada movemmet kay bad yahan ai ho, jab keh iska yahan momentum bhi slow ho gia ho, to yahan say already hamain ye indication mil jati hay ke is waqat ya to sellers kam ho rahy hain ya phir sellers aur buyers kay center main barabar competition hay. Laikin jab achanak bullish candle banti hay to yahan per sellers ki mazeed entry kay kam sy kam chances hoty hain. Jis kay nateejy main har new trader buy ki trade he laga raha hota hay. Is waja say jab musalsal three candles up banti hain to bullish trend ko mazbooti milti hay aur is kay bad ye bullish trend start hota hay aur hamain mazeed confirm ho jata hay.Is pattern main bhi hamain khuch indicators ko istemaal kar kay bullish trend ka signal laina chahiye jab keh basic analysis lazmi karny chahiye ta ke ham behter tor per trade ki tayari kar sakian.thanks
    Click image for larger version

Name:	3.png
Views:	8
Size:	2.9 کلوبائٹ
ID:	12434794
    • #3 Collapse

      جواب: Three white soldiers pattern

      A.o.A friends,
      forex trading ma market aur pairs ki moment aur routine ko judge ya predict karnay k liy Hum different tools, indicators aur patterns ka use krty hain. in sa hmari trading easy aur kafi secure ho jati ha, lihaza hmain apni knowledge ko increase kar k in sb ko properly use karna chaiay,


      Three advanced white soldier pattern
      :
      Is pattern ko Hum aksar ooqat three white soldier pattern b kehtay hain, ye candles ka aik bullish pattern hota ha jo down trend ki bottom ma show hota ha, ye aik reversal pattern ha, jaisa k name sa zahir ha k is ma three candles hoti hain jo teeno lambi aur bullish hoti hain, teeno candles ki lambai b aik jaisi hoti ha aur har candle ka oppening point dusri k upar hota ha, down trend ki bottom ma traders nafsiati aur buniadi wajoohat ki waja sa market ma trend changing ka andaza lagatay hain aur wo buy ki trades kartay hain, ye buy ka amal three white soldiers pattern bnata ha, jb three candles uptrend ma hoti hain to ye expect kia jata ha k market ka trend ziada unchai bnay ga, three white soldier pattern ko hm trend identify karnay k liay aur acha entry point hasil karnay k liay b use kartay hain, ye black crow pattern k opposite hota ha jis ma exit point identify kia jata ha, achi trading strategy k liay indicators aur patterns ko combine kar k use karna chaiay, lihaza hmain apni learning ko use kar k situation k mutabik trading karni chaiay ta k mistakes sa .bach kar mufeed decisions lain
      Click image for larger version

Name:	three-white-soldiers-pattern-candlestick-chart-pattern-candlestick-chart-pattern-for-traders-jap.jpg
Views:	1
Size:	54.0 کلوبائٹ
ID:	12434804
      • #4 Collapse

        Re: Three white soldiers pattern

        THREE WHITE SOLDIERS PATTERN KAB BANTA HY:-

        Dear forex fellows,Three white soldiers pattern forex market main us waqat banta hai jab market lagataar uptrend main movement kerty huey three bullish candle create kerti hai tou aesy time per market main uptrend expected hota hai ky jab market consecutively three bullish candles create kerti hai tou next market ki movement bhi bullish main hi jari rehti hai ky jab tak market kisi resistance tak nahi ponch jati hamain market main trade buy main hi continue rakhni hoti hai aur jab market kisi resistance per ponch jati hai tou bhi hamain market ko wahan per observe kerna chahiay ky agar tou market same resistance ko break kerti hai tou hamain buy wali trade ko continue rakhna hota hai lekin agar market resistance sy reverse direction main movement kerna shoru ker deti hai tou aesi surat haal main hamain buy wali trades ko stop kerna hota hai aur sell main trade open kerny ky liay ready rehna hota hai ky market agar downtrend main movement kerty huey kisi small support ko break kerti hai tou hamain sell main trade enter kerna hoti hai agar Ham isi stretigy ko apply ker ky 3 white soldiers pattern per trade kerty hain tou ham same pattern ky create hony per bahot acha profit hasil ker sakty hain but hamain same pattern ko follow kerty huey continue market ko observe kerna hota hai ky market ky bahaviour ky sath Ham market main trade ko manage ker sakain kyun ky market ka behavior thori thori dair k bad change hota hai tou hamain apni trading strategy ko bhi market ky bahaviour ky sath change kerna hota hai jo traders market main trade enter ker ky market ko observe nahi kerty woh acha profit ni earn kr sakty aur unko heavy loss bhi ho sakta hai tou hamain three white soldiers pattern per trade open ker ky market ko continuously observe kerna chahiay ky ham apni open trade ko achi terha manage ker ky profit hasil kr sakain.

        FORMATION OF THREE WHITE SOLDIERS PATTERN:-

        Friends three white soldiers pattern ko builders candlestick bhi kaha jata hai aur yah predict reversal current downtrend ki price ko wazeh turn per show krta hai aur ye pattern 3 kisam ki long bodied candlestick pattern ko show krta hai aur 3 bodies candle per mushtamil hota hai.Aur ye Kabhe bhe long Shadow ki koie bhe candle create nahe krta hai aur hamesha real body pretending candle mein he open hota hai aur ye pattern Hamesha strongly change Le aata hai sentiment term or commodity pair making ke hawale se or hamesha bulls ko manage karne mein madad karta hai.ye pattern temporary overbought condition ko bhe create karta hai or relative strength index (RSI) ko wazeh level per zahir bhe krne mein help karta hai is tarah ke helping tools ka istemal ziada se ziada karna chahie Taki Forex ki market ko aur acche tarike se samajh sake aur maximum benefit is hasil kar sakte hain jitna jyada focusly Ham kam karenge aur apna focus market ki direction ko understand krny Mein lagaen ge future main utna hi achcha profit bhi

        KEY POINTS:-

        G.Chart per bananay wala three white soldier candlesticks pattern aik bullish trend pattern hay jo keh downtrend say reversal trend yani bullish trend ki indication daita hay. Ye candlesticks pattern 3 candlesticks per mabni hota hay jo keh lagtaar teen white candlesticks bananay kay bad bullish trend main trading kay liye consider kia jata hay. Isko white is liye kaha jata hay keh bullish candlesticks ka default color white hota hay jis ko kai users bad main change kar laity hain, jab keh ye candles lagataar long aur up side main jati hain jis waja say in ko three white soldier candlesticks pattern kaha jata hay.Ager down trend aik long movement kar kay aya ho to hamain yeh anadaza hota hay keh shayed ye ab wapas up jaye yani yahan say reverse ho. Laikin jab RSI bhi hamain over sold show ho rahi ho aur ye lower price bhi kafi ziada movemmet kay bad yahan ai ho, jab keh iska yahan momentum bhi slow ho gia ho, to yahan say already hamain ye indication mil jati hay ke is waqat ya to sellers kam ho rahy hain ya phir sellers aur buyers kay center main barabar competition hay. Laikin jab achanak bullish candle banti hay to yahan per sellers ki mazeed entry kay kam sy kam chances hoty hain. Jis kay nateejy main har new trader buy ki trade he laga raha hota hay. Is waja say jab musalsal three candles up banti hain to bullish trend ko mazbooti milti hay aur is kay bad ye bullish trend start hota hay aur hamain mazeed confirm ho jata hay.Is pattern main bhi hamain khuch indicators ko istemaal kar kay bullish trend ka signal laina chahiye jab keh basic analysis lazmi karny chahiye ta ke ham behter tor per trade ki tayari kar sakian.thanks
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Three White Soldiers Pattern: Ek Jaiza

          Taqreeban


          Three White Soldiers ka pattern trading ki duniya mein aik mashhoor technical analysis tool hai. Iska istemal investors aur traders stock market mein bullish trend ko identify karne ke liye karte hain. Ye pattern teen consecutive white candlesticks par mabni hota hai, jo bullish momentum ki nishani hoti hai.
          Pattern Ki Pehchaan


          Three White Soldiers ka pattern tab banta hai jab peechle trading session ki closing price ka rukh upward hota hai. Har soldier (candlestick) apne se pehle wali candle se lambi hoti hai aur closing price hamesha opening price se zyada hoti hai. Ye pattern aam tor par downtrend ke baad banta hai aur bullish reversal ka signal deta hai.
          Pehle Soldier Ki Tafseel


          Pehla soldier aik lambi white candle hoti hai jo downtrend ke baad banti hai. Is candle ka opening price thoda upar hota hai, jo pehle ke downtrend se ek badlav ka nishan hota hai. Is candle ki closing price iski opening se kaafi zyada hoti hai, jo bullish momentum ko darshata hai.
          Doosre Soldier Ki Tafseel


          Doosra soldier pehle soldier ki tarah hota hai, lekin iski length thodi zyada hoti hai. Iska opening price pehle soldier ke closing price ke aas-paas hota hai. Ye is baat ki nishani hai ke buyers ki taadaad mein izafa ho raha hai, aur market ki demand badh rahi hai.
          Teesre Soldier Ki Tafseel


          Teesra soldier doosre soldier se bhi lamba hota hai. Is candle ka opening price doosre soldier ke closing price ke aas-paas hota hai. Teesra soldier bullish trend ko confirm karta hai aur market mein bullish momentum ko mazid taqat deta hai.
          Volume Ki Ahmiyat


          Volume ka analysis bhi is pattern ki pehchaan mein zaroori hai. Agar volume barhta hai jab ye pattern banta hai, toh ye bullish reversal ki taqat ko darshata hai. High volume is baat ka nishan hota hai ke market mein buyers ka pressure hai, jo pattern ko zyada valid banata hai.
          Pattern Ki Confirmation


          Three White Soldiers pattern ki confirmation ke liye, traders ko kuch aur indicators ka bhi istemal karna chahiye. Moving averages, RSI (Relative Strength Index), aur MACD (Moving Average Convergence Divergence) jaise tools se traders ko confirmation milta hai ke market mein bullish reversal hone ki sambhavana hai.
          Stop Loss Ka Istemaal


          Trading mein risk management bohot zaroori hai. Three White Soldiers pattern ke saath stop loss ka istemal karna chahiye. Stop loss ko pehle soldier ke neeche set karna chahiye, taake agar market ulta chale toh nuksan kam ho sake.
          Profit Taking Strategies


          Is pattern ke zariye trading karte waqt, profit taking strategies ka tayun karna bhi zaroori hai. Traders ko chahiye ke woh targets set karein, jo market ki volatility aur resistance levels ke hisaab se hon. Aam tor par 1:2 ya 1:3 risk-reward ratio ko target karna behtar hota hai.
          Market Sentiment Ka Asar


          Market sentiment bhi is pattern par asar daal sakta hai. Agar overall market bullish hai aur economic indicators bhi achhe hain, toh Three White Soldiers pattern ka impact zyada hota hai. Lekin agar market mein uncertainty hai, toh is pattern ki reliability kam ho sakti hai.
          Conclusion


          Three White Soldiers pattern trading ki duniya mein aik powerful tool hai jo bullish reversal ka signal deta hai. Ye pattern market ke bullish momentum ko darshata hai, lekin iske saath volume, confirmation indicators, aur risk management strategies ka istemal bhi zaroori hai. Is pattern ko samajhkar aur sahi strategies ka istemal karke traders apni trading success ko barha sakte hain.
          Trading Ki Practice


          Har trader ko ye samajhna chahiye ke kisi bhi pattern ko seekhna aur us par amal karna ek process hai. Is pattern ko pehchaan kar aur sahi waqt par trading karna sabse zyada maayeni rakhta hai. Iske liye paper trading ya demo accounts ka istemal karke practice karna faydemand hota hai.
          Final Thoughts


          Three White Soldiers pattern sirf ek signal hai, lekin is par inhe samajhne aur analysis karne ki zaroorat hai. Sahi analysis aur risk management ke saath, ye pattern traders ko achhe mauqe de sakta hai aur unki trading journey ko asaan bana sakta hai. Aakhir mein, trading mein sabse zyada ahmiyat discipline aur patience ki hoti hai.

          اب آن لائن

          Working...
          X